Umar Bhar Zinda Mohabbatein Reh Jaayegi 'Khwaish"

by khwaish on February 23, 2011, 08:31:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3218 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Dhadkane Bhi Dil mein Dabi Reh Jaayegi
Tu Saath Na Ho To Sirf Tanhaiyan Reh jaayegi

Inn Nigahon Ko Ab Kisi Ki Bhi Talaash Nahi
Mere Ird-Gird Teri Hi parchaiyan Reh jaayegi

Yeh Ishq Bhi Ek Khel Hai Dil ka,Sab Khatam Ho jaaye To kya!!
Dil Mein Zinda Humesha Sirf Chahaten Reh Jaayegi

Yuh To Kuch Bhi Nahi Rehta Yahan Umar Bhar Ke Liye "Khwaish" !!!
Par Agar Pyaar Dil Se Ho To Saath Uss pyaar Ki Yaadein Reh Jaayegi

Tu Mujhse Khafa Ho Kar Bhi kabhi Door Naa Reh Paayega!!!
Sanaatein Mein Bhi Meri Aahatein Saath Reh Jaayegi

"Khwaish" Mohabbat Ek Aisa Jazba Hai Jiska Koi Mol Nahi!!!
Gham Ke Tufaano Mein Bhi Yeh Chalte Rehne Ka Hausla De Jaayegi

Insaan To Aakhir Mein Mar Hi Jaata Hai "Khwaish"!!!
par Umar Bhar Zinda Mohabbatein Reh Jaayegi...

                ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #1 on: February 23, 2011, 08:38:02 AM »
Reply with quote
wowwwwwwwwwwwwwwwwww.

Insaan To Aakhir Mein Mar Hi Jaata Hai "Khwaish"!!!
par Umar Bhar Zinda Mohabbatein Reh Jaayegi...

kya baat he khwaish ji...maja aa gaya..........jese har lafj dil me ghar banata gaya.........bahot khub he ..........wonderful poetry dear...........
apki poetry ko padker ek gajal yaad aa gayi jagjit singh & chitra ji ki yakinan apne bhi suni ho......

"tu nahi to zindagi me aur kya rah jayega
dur tak tanhaiye ka silsila rah jayega."

maja aa gaya khwaish ji........wonderful creation ji

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #2 on: February 23, 2011, 08:50:29 AM »

"Yuh Bhi Hoga Woh Mujhe Dil Se Bhoola Dega Magar!!
Yeh Bhi Hoga, Khud Ussi mein Ek khala Reh Jaayega!!!
Tu nahi To Zindagi Mein Aur Kya Reh Jaayega..."

Uthkarshji, Yeh Sher mere Sabse Pasandida Sheron Mein Ek hai..I justtttttt Love This Ghazal..

Aur Aapka Tehhhhh dillllllll Se Shukriya Dost,Jo Aapne Pasand farmaya..Yuhi Saath dete Rahiyega... icon_flower
Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: February 23, 2011, 09:16:05 AM »
Reply with quote
wah behad umda poetry hai ji-
mastam post.
""
har nazar yahan khatawaar hai ' khuwahish '
       wo na sahi unki yaad hi 'wafa' kar jaayegi !!!
""
thanx
""
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: February 23, 2011, 11:00:31 AM »
Reply with quote
Tabiyat theek hogayi apki yeh khubsoorat nazm parr kar..
Dost bewaffai pe kayi likhte hai, main bhi likhta hoon mager
mohobat kay jazbe ko appreciate karna, koi mere iss shayar dost se
seekhe..
Bahaut bahaut khoob..kuch seekhne milta hai aur sach batao toh apni
zindagi main ek nayapan lata hoon uss sabak ko dal kar..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Hamesha tariff kay liye lavz kam parrte hai..
Khush rahiye..!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #5 on: February 23, 2011, 01:48:17 PM »
Reply with quote
Dhadkane Bhi Dil mein Dabi Reh Jaayegi
Tu Saath Na Ho To Sirf Tanhaiyan Reh jaayegi

Inn Nigahon Ko Ab Kisi Ki Bhi Talaash Nahi
Mere Ird-Gird Teri Hi parchaiyan Reh jaayegi

Yeh Ishq Bhi Ek Khel Hai Dil ka,Sab Khatam Ho jaaye To kya!!
Dil Mein Zinda Humesha Sirf Chahaten Reh Jaayegi

Yuh To Kuch Bhi Nahi Rehta Yahan Umar Bhar Ke Liye "Khwaish" !!!
Par Agar Pyaar Dil Se Ho To Saath Uss pyaar Ki Yaadein Reh Jaayegi

Tu Mujhse Khafa Ho Kar Bhi kabhi Door Naa Reh Paayega!!!
Sanaatein Mein Bhi Meri Aahatein Saath Reh Jaayegi

"Khwaish" Mohabbat Ek Aisa Jazba Hai Jiska Koi Mol Nahi!!!
Gham Ke Tufaano Mein Bhi Yeh Chalte Rehne Ka Hausla De Jaayegi

Insaan To Aakhir Mein Mar Hi Jaata Hai "Khwaish"!!!
par Umar Bhar Zinda Mohabbatein Reh Jaayegi...

                ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut achchhey, Khwaish ji!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: February 23, 2011, 02:19:42 PM »
Reply with quote
Bahut achchhey, Khwaish ji!

Tehhhhh Dillll Se Shukriya Abdji...

Abd Ji Aapko Yahan Dekhkar Behad Se Bhi Zyaada Khushi Hui Hai..

Abd Ji, Yuhi Hausla afzaai karte rahiyega..aapka Bahut Bahut Shukriya icon_flower

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #7 on: February 23, 2011, 02:55:23 PM »
Reply with quote
Tehhhhh Dillll Se Shukriya Abdji...

Abd Ji Aapko Yahan Dekhkar Behad Se Bhi Zyaada Khushi Hui Hai..

Abd Ji, Yuhi Hausla afzaai karte rahiyega..aapka Bahut Bahut Shukriya icon_flower

Aapkaa swaagat hai, khwaish ji!
 
Dost key dil mein jo jagah hai, waheen huun qaayam:
Kaash ye zindagee yuun hi waheen guzar jaaye!

                    - abd bundeli

Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #8 on: February 23, 2011, 03:20:42 PM »
Reply with quote
bahut hi wadiya khwaish ji..
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #9 on: February 23, 2011, 07:46:38 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Khwaish Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: February 25, 2011, 01:50:35 PM »
Reply with quote
wah behad umda poetry hai ji-
mastam post.
""
har nazar yahan khatawaar hai ' khuwahish '
       wo na sahi unki yaad hi 'wafa' kar jaayegi !!!
""
thanx
""

Bahut Bahut Shukriya Niralaji..

Aur bahut Khoob Sher likha Hai Aapne Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manjum
Guest
«Reply #11 on: May 19, 2011, 10:36:33 AM »
Reply with quote
wah khwaishji kamaal... bahut khub....

 Applause Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #12 on: August 08, 2011, 06:06:24 PM »
Reply with quote

Kamaal ke Shayar ho Khwaish Ji.... Usual Smile Usual Smile
aap dil nikal ke rakh dete ho.. Applause Applause Applause Applause

yu to kuchh bhi nahi rehta yahan umar bhar ke liye..
Par agar Pyar dil se ho to saath uss pyar ki yaade reh jayegi...

lovely poem... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: August 08, 2011, 06:27:05 PM »
Reply with quote
Dhadkane Bhi Dil mein Dabi Reh Jaayegi
Tu Saath Na Ho To Sirf Tanhaiyan Reh jaayegi

Inn Nigahon Ko Ab Kisi Ki Bhi Talaash Nahi
Mere Ird-Gird Teri Hi parchaiyan Reh jaayegi

Yeh Ishq Bhi Ek Khel Hai Dil ka,Sab Khatam Ho jaaye To kya!!
Dil Mein Zinda Humesha Sirf Chahaten Reh Jaayegi

Yuh To Kuch Bhi Nahi Rehta Yahan Umar Bhar Ke Liye "Khwaish" !!!
Par Agar Pyaar Dil Se Ho To Saath Uss pyaar Ki Yaadein Reh Jaayegi

Tu Mujhse Khafa Ho Kar Bhi kabhi Door Naa Reh Paayega!!!
Sanaatein Mein Bhi Meri Aahatein Saath Reh Jaayegi

"Khwaish" Mohabbat Ek Aisa Jazba Hai Jiska Koi Mol Nahi!!!
Gham Ke Tufaano Mein Bhi Yeh Chalte Rehne Ka Hausla De Jaayegi

Insaan To Aakhir Mein Mar Hi Jaata Hai "Khwaish"!!!
par Umar Bhar Zinda Mohabbatein Reh Jaayegi...

                ~~~~~Khwaish~~~~~

good one

 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 02:18:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer