WAQAT*****

by Pooja on May 10, 2006, 02:41:11 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2255 times)
Sonu
Guest
«Reply #15 on: May 19, 2006, 11:21:06 PM »
Reply with quote
Abhi bahut khoob...

tha na nazer ka kasoor tha,
masum ki mastiyaa key aser ka kasoor tha,
hum khud kesi ki rah mey devaney ho gaye
unka nahi yea apney hee ghar ka kasoor tha.


Quote from: "darde_dil"
Kuch Cheeze Baato Se Baayan Hoti Hai,
Kuch Aankho Se Hoti Hai Baayan,
Unko Ujale Dene K Liye Apna Ghar Jala Diya,
Aur Voh Zindagi Bhar Dhundhti Rahi Mera Makaan !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
waqat by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat by Qutubuddin in Shayri for Dard -e- Judai
Waqat-A-saher hai mujhe Sajda karne Do !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
waqat yuhin guzar jayega by SairaKhan in SMS , mobile & JOKES
Waqat by Tanowar Jahan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pankhuri2
Guest
«Reply #16 on: May 20, 2006, 03:18:12 AM »
Reply with quote
bahoot khoob DD JI and Sonu ji
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: May 20, 2006, 03:21:54 AM »
Reply with quote
Pankhuri ji Welcome to Yoindia   :oops: ... have funn  Usual Smile

shukriya pankhuri ji...

hum dhakkey se khush hain par aansoo.n nahi aayenge
mazboori thee unki kya?.. na pooche woh jaayenge
bekhabar se chal diye jaise kuch hua hi na ho
marne ke baad bhi mere.. woh roney nahi aayenge

Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob DD JI and Sonu ji
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #18 on: May 20, 2006, 03:31:48 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai,,,

waqat ruk kayun nahi jaata
tera sath her pal rah nahi pata
bin tere lakh sawal uthati hai duniya
her ek ko jawab diya nahi jaata
Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: May 20, 2006, 03:37:22 AM »
Reply with quote
keya bat hai Pankhuri ji javab nahi apka bahut khoob.. :oops:

ey, aa kar dekh toh zara
hum hansste hain bahut, aik pal taq toh
doozey pal main hansee bandh ho jati hai
hansste hansste humey yaad.. teri hi jo aati hai

Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai,,,

waqat ruk kayun nahi jaata
tera sath her pal rah nahi pata
bin tere lakh sawal uthati hai duniya
her ek ko jawab diya nahi jaata
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #20 on: May 21, 2006, 05:22:38 AM »
Reply with quote
THANKS Sonu ji and goos one
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #21 on: May 21, 2006, 11:47:30 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Sona Aur Pankhuri Ji !!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: May 22, 2006, 04:02:44 AM »
Reply with quote
Thanks Pankhuri ji....


Thanks Abhi..


Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main
Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain
Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #23 on: May 22, 2006, 05:15:55 AM »
Reply with quote
nice lines Sonu!!

uljha kar khud hi khud ki zindagi
ab khud se sawal karty hai
na milla jiska jawab kabhi kisi ko
wo hi phir uljhano wali baat karty hai
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #24 on: May 22, 2006, 06:16:53 AM »
Reply with quote
Har Sawaal Ka Unke Hum Ne Diya Jawaab,
Hum Ne Pucha Pyar Karte Ho Humse Unhone Khamoshi Se Diya Jawaab !!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #25 on: May 22, 2006, 06:22:39 AM »
Reply with quote
khamoshi bhi bahoot kuch kah jaati hai
dil ki dhadkano ko suna jaati hai
pad na sake jo najar wo Ashiq na hua
Jawab jo juban se diya, to phir kaya wo jawab diya...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: May 22, 2006, 06:48:37 AM »
Reply with quote
Shukirya Pankhuri ji.. good one

jindgi bhi to unhoney hi uljaye thi
sawal bhi khud hi kertey hai
jo mil jata unko key sawal ka jawab to vo dil tudney ki khata na kertey
jo na suljha sakey sawal unko gol mol kerkey na boltey


Quote from: "Pankhuri2"
nice lines Sonu!!

uljha kar khud hi khud ki zindagi
ab khud se sawal karty hai
na milla jiska jawab kabhi kisi ko
wo hi phir uljhano wali baat karty hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: May 22, 2006, 06:50:51 AM »
Reply with quote
Abhi bahut khoob...

Pankhuri ji good one....

Ruth gya hai mujhko manane waala
Ab koi nahi naaz mera uthaane wala
Per jaane kya sonchta hai
Yeh khula darwaaza
Shayad rasta bhool gaya, aaane waaala
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #28 on: May 24, 2006, 07:22:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob DD JI and Sonu ji


Shukriya Sona Aur Pankhuri Ji !!!!!!!

So Gaye Sab Khwab Mere Unke Jane K Baad,
Mene Zindgi Me Fir Kabhi Ek Bhi Siski Na Li,
Lash The Ki Zinda The Na Pata Chala Kisi Ko,
Maut Aayi Dabe Panv, Akhiri Hichki Bhi Na Li !!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: May 25, 2006, 05:27:04 AM »
Reply with quote
Abhi.. u r most welcome... wonderful....



Quote from: "darde_dil"
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob DD JI and Sonu ji


Shukriya Sona Aur Pankhuri Ji !!!!!!!

So Gaye Sab Khwab Mere Unke Jane K Baad,
Mene Zindgi Me Fir Kabhi Ek Bhi Siski Na Li,
Lash The Ki Zinda The Na Pata Chala Kisi Ko,
Maut Aayi Dabe Panv, Akhiri Hichki Bhi Na Li !!!!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:10:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer