Wo Pyaar Puraana,.

by Jaanasheen on February 02, 2009, 10:43:02 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1198 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Wo Zaalim,.
Guzraa Zamaanaa Bachpan Ka,..
Hay Re Akele Chord ke Jaana,.
Aur Na Aana Bachpan Ka,..

Vo Khel Vo Saathi Vo Jhoole,..
Hum Aaj Talak Bhi Na Bhoole,.
Wo Pair Wo Aangaan Ki Masti,..
Wo khwaab Suhaana Bachpan Ka,..

Iski Sabko Pehchaan Nahi,..
Ye Do Din Ka Mehmaan Nahi,..
Mushkil Hai Bahot,Asaan Nahi,..
Ye Pyaar Bhoolana Bachpan Ka,..

Mil Kar Roye Fariyaad Karein,..
Ub Beete Dino Ki Yaad Karein,.
Aye Kaash Kahin Mil Jaaye Koi,..
Wo Meet Poorana Bachpan Ka,..

_____________-Not Mine-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyaar by nishita in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
pyaar by Sheen Aaliya in Shayri for Khumar -e- Ishq
qaatil mera dost puraana niklaa.. by jianrangrej in Shayeri for Dard -e- Bewafai
barso puraana wo manzar※※※※※ by sarfira in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek Khat Puraana Milgaya,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: February 03, 2009, 03:38:51 AM »
Reply with quote

Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Wo Zaalim,.
Guzraa Zamaanaa Bachpan Ka,..
Hay Re Akele Chord ke Jaana,.
Aur Na Aana Bachpan Ka,..

Vo Khel Vo Saathi Vo Jhoole,..
Hum Aaj Talak Bhi Na Bhoole,.
Wo Pair Wo Aangaan Ki Masti,..
Wo khwaab Suhaana Bachpan Ka,..

Iski Sabko Pehchaan Nahi,..
Ye Do Din Ka Mehmaan Nahi,..
Mushkil Hai Bahot,Asaan Nahi,..
Ye Pyaar Bhoolana Bachpan Ka,..

Mil Kar Roye Fariyaad Karein,..
Ub Beete Dino Ki Yaad Karein,.
Aye Kaash Kahin Mil Jaaye Koi,..
Wo Meet Poorana Bachpan Ka,..

_____________-Not Mine-



 Applause

Wah BhaiJaan Bohat Khoob Sharing Nice One... Thumbs UP
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: February 03, 2009, 03:56:19 AM »
Reply with quote
Bahoth achi sharing ki hai mera chute bhai  aur eak ghazal share kar raha hon jo  meri bahoth hi pasandida ghazal hai jisko “jagjit singh” sahab ne bemisal gaya hai !!

Ye daulath bhi lelo ye shahurath bhi lelo !!
Bahle chin lo mujh se meri jawani !!
Magar mujh ko lauta do bachpan ka sawal !!
Wo kagaz ki kashti wo barish ka pani !!

Wo mahole ki subse nishani purani !!
Wo budiya jise bache kahete nani !!
Wo nani ki baton me pariyon ko dera !!
Wo chahere ki jhiliyon pe sidyon ka phera !!
Bhulaye nahi bhul sakta hai koi !!
Wo chuti se raten , wo lambi kahani !!

Ye daulath bhi lelo , ye shahurath bhi lelo !!


Kabhi reth ke unche tilon pe jana !!
Gharonde banana , bana ke mitana !!
Wo masom chahath ki tasveer apni !!
Wo qabon qayalon ki jagir apni !!
Na duniya ka gam tha , na riston ke bandhan ,
Badi qob surath thi wo zindagani !!

Ye daulath bhi lelo , ye shahurath bhi lelo !!


Ye daulath bhi lelo ye shahurath bhi lelo !!
Bahle chin lo mujh se meri jawani !!
Magar mujh ko lauta do bachpan ka sawal !!
Wo kagaz ki kashti wo barish ka pani !!

Aur ap sub log se eak sawal hai ke is ghazal ko kiss ne likha hai pahechano !! aur please mujhe batana zaror ke is ghazal ka writer kaun hai !! umid hai ke koi na koi zaror jaanta hoga !!


Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 03, 2009, 08:19:03 AM »
Reply with quote
Meri Bhi Bohat Pasand Dida Ghazal hai Bhai Ye,.
Thanks For Sharing It,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: February 04, 2009, 04:35:33 PM »
Reply with quote
Bahoth achi sharing ki hai mera chute bhai  aur eak ghazal share kar raha hon jo  meri bahoth hi pasandida ghazal hai jisko “jagjit singh” sahab ne bemisal gaya hai !!

Ye daulath bhi lelo ye shahurath bhi lelo !!
Bahle chin lo mujh se meri jawani !!
Magar mujh ko lauta do bachpan ka sawal !!
Wo kagaz ki kashti wo barish ka pani !!

Wo mahole ki subse nishani purani !!
Wo budiya jise bache kahete nani !!
Wo nani ki baton me pariyon ko dera !!
Wo chahere ki jhiliyon pe sidyon ka phera !!
Bhulaye nahi bhul sakta hai koi !!
Wo chuti se raten , wo lambi kahani !!

Ye daulath bhi lelo , ye shahurath bhi lelo !!


Kabhi reth ke unche tilon pe jana !!
Gharonde banana , bana ke mitana !!
Wo masom chahath ki tasveer apni !!
Wo qabon qayalon ki jagir apni !!
Na duniya ka gam tha , na riston ke bandhan ,
Badi qob surath thi wo zindagani !!

Ye daulath bhi lelo , ye shahurath bhi lelo !!


Ye daulath bhi lelo ye shahurath bhi lelo !!
Bahle chin lo mujh se meri jawani !!
Magar mujh ko lauta do bachpan ka sawal !!
Wo kagaz ki kashti wo barish ka pani !!

Aur ap sub log se eak sawal hai ke is ghazal ko kiss ne likha hai pahechano !! aur please mujhe batana zaror ke is ghazal ka writer kaun hai !! umid hai ke koi na koi zaror jaanta hoga !!


Qadeer Toopchi

hay! kya ghazal yaad dila dee qadeer bhaiyya...

and azeem, nice sharing!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: February 04, 2009, 04:40:32 PM »
Reply with quote
very nice sharing jahanasheen

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: February 04, 2009, 04:41:33 PM »
Reply with quote
wah qadeer wah, thanks for sharing this beautiful ghazal.

jasbir singh
Logged
Asghr
Guest
«Reply #7 on: February 04, 2009, 05:04:18 PM »
Reply with quote
TUMARA ABI BACHPAN TOU CHAL RAH HAI YEH KAISI BAATAIN KAR REH HO JAANASHEEN BHAI.ASGHR
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 04, 2009, 11:55:09 PM »
Reply with quote
TUMARA ABI BACHPAN TOU CHAL RAH HAI YEH KAISI BAATAIN KAR REH HO JAANASHEEN BHAI.ASGHR

Shukriya Bhai, Aap Bade Bhaiyon Ke Aage Bachcha HI Hoon,


Thank U Jasbir Bhaiya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #9 on: February 05, 2009, 12:31:36 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai, Aap Bade Bhaiyon Ke Aage Bachcha HI Hoon,




Waise bhi bachay ho, auron k liye bhi! Lol...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 02:17:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer