Yeh Kaisa Shehar Hai "Khwaish"

by khwaish on March 25, 2011, 10:25:18 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2316 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 25, 2011, 03:57:55 PM »
Reply with quote
Wah Wah Wah aur Wah..
Kya baat hai Khwaish dost..
Woh aena wala ashaar, behad khubsoorat hai..
Wakei sochta raha kay woh mere sabse kareeeb hai..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!


Humesha Ki Tarah Aapka Bahut bahut Aur Bahut Shukriya Bhai Rahim..Aapne humesha itni Izzat bakhsi hai ke kya kahoon..bas yuhi saath dete rahiyega..shukriya icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: March 25, 2011, 04:05:26 PM »
Reply with quote
Khwaish Ji .. aapki tehreer ke ehsaas bahut khoob lage hume ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !

Aapka Bahut Bahut Shukriya nareshji..Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower

Logged
nirala
Guest
«Reply #17 on: March 25, 2011, 06:25:45 PM »
Reply with quote
mere kahne ke lie ab kuch bacha hi nahi ji khtwaish ji.
““
shihab ji mai aapke reply se bahut hurt hua really dukhi kiya aapne.
hum yaha islie comnt nhi karte ki author uss cmnt ko highlight kare. mene kai aise behtareen post dekhe he jispar author apne post par jawaab b nhi dete lekin hum waha b cmnt karte hai.
muje dukh iss bat se hua ki aap jese umda shayr ne aisi bachkaani complain ki.
shayd me aaj ke bad cmnt karna hi chor dunga ab.
meri baate buri lagi ho to muaf kariyega. pr me khud ko rok nhi paya.
Logged
nirala
Guest
«Reply #18 on: March 25, 2011, 06:38:48 PM »
Reply with quote
khuwaish ji aapne b galt kiya.
jab highlight karna ho tab 1st preference 1st cmnt ko hi diya kare. aap jante hi hai shayar dhl nazuk hota hai choti si bat se b thes pahuchti hai unko.
aapka ye kahna ki waqt ki kami ki wajah se aisa hua ...hume hazam nhi hoti.
aapko bhi bura lagega shayd ..
so teh dil se maafi mangta hu jo mene chota muh aur badi baat kahi.
““
thanx
““
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: March 26, 2011, 09:35:49 AM »
Reply with quote
khwaish ji ek aur behtareen peshkash apki kalam se.........jo likha wo lagbhag kafi sach hi he........umda imagination se likhi hui poetry he.....fir dil ko thandak mili ye padkar........keep it up

Tehhhh dilll se shukriya Uthkarshji..

aapne dil se saraha aapka behas se bhi zyada shukriya icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: March 26, 2011, 09:47:25 AM »
Reply with quote

Majid Bhai, Main Humesha Jaisa Aapne kaha waise hi karta aaya hoon..main 1rst reply se hi jawaab deta hoon par aaj maine waisa nahi kiya,Yakeen maniye mere mann Mein aisi Koi Galat Intention nahi thi , mujhe bhi aisa laga ke jinhone pehle comments diye hai, unhe yeh baat galat naa lage, lekin aap yakeen maniye main waha par ek-ek sab ko Acknowledge karna chaahta tha par kuch mashrufiyat kaaran kar nahi paaya..main Aapse Aur Sabse Muafi maangta Hoon..Mujhe Muaaf Kar dijiyega...
[
/color]


khuwaish ji aapne b galt kiya.
jab highlight karna ho tab 1st preference 1st cmnt ko hi diya kare. aap jante hi hai shayar dhl nazuk hota hai choti si bat se b thes pahuchti hai unko.
aapka ye kahna ki waqt ki kami ki wajah se aisa hua ...hume hazam nhi hoti.
aapko bhi bura lagega shayd ..
so teh dil se maafi mangta hu jo mene chota muh aur badi baat kahi.
““
thanx
““
Niralaji, Aapne mera reply bhi padha tha ke waqt ki mashurifiyat ke kaaran aisa hua hai ke Har Ek Comment Ko Acknowledge Naa Kar Saka..Aur Jaise aapne Kaha Hai" Ke Aapko Yeh Baat Hajam Nahi Hui!!!" Theek Hai Maanta Hoon Par Uss Line ke Aage Majid Bhai Aur Sab Se Musaafi Bhi Maangi Thi,shayad aap woh line padhna bhool gaye kyonki agar aap woh line padh lete to Samajdaari isme rehti ke aap baat ko khatam kar dete,Naa ke aap apni explanation lekar iss baat ko aur aage le jaate..Main koi bhi nahi kisi ko seekh dene wala par ek baat kehta chaloon..Jab Koi Insaan Apni Galti Maanta Hai Usse Ussi waqt Muaaf kar dena hi Insaaniyat Hai Naa Ki uss Baat Par Charcha Karna..Shukriya



Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: March 26, 2011, 09:54:52 AM »
Reply with quote
wah wah khwaish ji second last lines are really fantastic and superb lines.
zindagi ki raahon mein girte hue ko koi thamne wala ho .
khwaish ki nazar mein wo shakhs sabse khushnaseeb hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Huemsha Ki Tarah Aapka Bahut bahut Aur Bahut shukriya Sureshji..

Aapne Pasand farmaya Yeh jaankar Bahut Khushi hui hai.

Yuhi huemsha saath dete Rahiyega icon_flower


Logged
ANAAM
Guest
«Reply #22 on: March 28, 2011, 05:41:01 PM »
Reply with quote
Yeh kahaan aa gaye  hum....ye kaun si jagaah hai doston....
Yeh kaisa shehar hai bhai,yahaan har Khwaish reh gayi adhuri....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 04, 2011, 01:04:09 PM »
Reply with quote
Yeh kahaan aa gaye  hum....ye kaun si jagaah hai doston....
Yeh kaisa shehar hai bhai,yahaan har Khwaish reh gayi adhuri....


Hmm..Bahut AChe Khayal Anaam ji
Logged
sbechain
Guest
«Reply #24 on: April 04, 2011, 01:26:24 PM »
Reply with quote
Jo Jitna Door Hai Woh Utna kareeb Hai
 Har Ek Ka Apna-Apna Naseeb Hai!!!

Naam Waffa ka Iss Shehar Mein Badnaam Hai!!!!
Yeh Kaisa Shehar Hai Har cheez yahan Ajeeb hai

Suna Hai Yahan Rishto Ka Koi Mol Nahi!!!
Apno Ke Bhes mein Rehte Yahan Raqeeb hai

Nazar-Andaaz Karta Raha Apna Hi Aaena Mujhe!!
Main Sochta Raha Umarbhar Wohi Mere Sabse kareeb Hai

Zindagi ki Raahon mein Girte Hue Ko Koi Thaamne wala Ho!!
"Khwaish" Ki Nazar mein Shaks Sabse Khus-Naseeb hai

 "Khwaish" Insaan ka Nek Dil Hi uski Pehchaan hai!!
Dil Ka Woh Sabse Amir ho Chaahe Halaat Ka Woh Gareeb Hai..
 
                     ~~~~~Khwaish~~~~~



UMDA KALAAM AUR SACHCHI BAAT ....!! BAHUT KHOOB
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: May 14, 2011, 08:52:59 AM »
Reply with quote

UMDA KALAAM AUR SACHCHI BAAT ....!! BAHUT KHOOB

Pasand Farmaane Ke Liye Teh Dil Se Shukriya Sheba Ji icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #26 on: May 14, 2011, 11:02:32 AM »
Reply with quote
Jo Jitna Door Hai Woh Utna kareeb Hai
 Har Ek Ka Apna-Apna Naseeb Hai!!!

Naam Waffa ka Iss Shehar Mein Badnaam Hai!!!!
Yeh Kaisa Shehar Hai Har cheez yahan Ajeeb hai

Suna Hai Yahan Rishto Ka Koi Mol Nahi!!!
Apno Ke Bhes mein Rehte Yahan Raqeeb hai

Nazar-Andaaz Karta Raha Apna Hi Aaena Mujhe!!
Main Sochta Raha Umarbhar Wohi Mere Sabse kareeb Hai

Zindagi ki Raahon mein Girte Hue Ko Koi Thaamne wala Ho!!
"Khwaish" Ki Nazar mein Shaks Sabse Khus-Naseeb hai

 "Khwaish" Insaan ka Nek Dil Hi uski Pehchaan hai!!
Dil Ka Woh Sabse Amir ho Chaahe Halaat Ka Woh Gareeb Hai..
 
                     ~~~~~Khwaish~~~~~


bahut khoob khawaish ji. sahi baato.N ka mozhaira karaya hai apne kalaam mein. jo ki abb shayad khawab sa ho chala haihaqiqat mein
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 10, 2011, 05:27:56 PM »
Reply with quote
bahut khoob khawaish ji. sahi baato.N ka mozhaira karaya hai apne kalaam mein. jo ki abb shayad khawab sa ho chala haihaqiqat mein

Aapka Phirse Bahut Bahut Shukriya Shebaji icon_flower
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #28 on: April 24, 2013, 04:49:12 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 06:42:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer