Aane Wale kal mein Log Puchenge Ke Bachpan Kaisa Hota hai "Khwaish"

by khwaish on April 03, 2010, 10:16:54 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 11171 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #30 on: May 15, 2010, 07:00:00 AM »
Reply with quote
wah wah bahut khoob khwaishji.hamesha ki tarhaa bahut achha likha hai

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Bahut Bahut Shukriya Sureshji.. icon_flower

Yuhi Saath Dete Rahiyega.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #31 on: August 25, 2010, 06:11:56 PM »
Reply with quote
Pehli hi line dil main ek gehra asar daal gayi...aur sochne ko majboor karti aapki ye nazm bohot behtareen peshkash hai...Bohot bohot khoob Khwaish Dost ek baar phir se ek talakh magar sachchi baat kehne ke liye  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tehhhhhh Dillllllll Se Shukriya Talat Dost icon_flower

Kya kahoon Aapse..Aapse Shikayat Hai ke Yoindia Par Aap nahi Aate,Bahut Miss Karta Hoon Aaapko.. icon_flower
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: September 04, 2010, 07:21:01 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khwaish jitani tareef karu , utani he kam hai... wah wah ek ek shabd rooh ko hilata chal agaya ..... superbbbb..//// I am really speechless after reading your this poem... Bhagwaan ji hamesha app per aor apki kalam per apna ashirwaad rakhein....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #33 on: September 04, 2010, 07:45:02 PM »
Reply with quote
khawahish Jee Aadaab!

bahut hi mindblowing thought hai janab aur usper aapka andaaz e bayaaN bhi khoob raha....
Kafi achchi kavita kahi hai aapne......

Aapke is sachai bhari kavita per dil se daad janab....

Likhate rahiye......
Khush rahiye.......
Khdua hafez........ Usual Smile         

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #34 on: January 13, 2011, 08:51:39 AM »
Reply with quote
Wah bahoth qoob .. Khawish sahab .. Dad qubool karen ..khuch kahene ko mann karta hai kaafi mutasir kiya hai taherir ne .. do misre jo ke issi pasmanzar me kahe hain .. umid hai pasand aye apko ..


Ajeeb is shaher ki surath a haal hai !!
marna bada aasan jeena muhal hai !!


Qadeertoopchi


Waah waah Waah!!!

Kya Baat Hai, bahut Khoob Qadeer Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aur Aapka Bahut Bhaut Shukriya Qadeer Bhai Jo Aapne Iss Nacheez Ko Apna Waqt Diya.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #35 on: February 08, 2011, 07:53:01 AM »
Reply with quote
Main Hairaan Hoon,Iss Zameen Par Aaj Bhi,
Log Ladhte Hai Sirf Dharam-Mazhab ke Naam Par!!!
"Khwaish" Insaano Ki Iss Zameen Par Insaano Wali Baat Nahi,
Pata Nahi Unn Panchiyon ka Ambar Kaisa Hota Hai....

Wah... Wah.. Khwaish Ji... Subhan Allah... Subhan Allah...
Kamaal Ka Likha Hai Aapka... Daad Kubool Kijiye...

Aapka Teh Dil Se shukriya Rehaan Ji..

Yuhi Saath Dete Rahiyega..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #36 on: February 08, 2011, 08:08:05 AM »
Reply with quote
BAHUT HI BAHUT HI KHOOB KHWAISH SAHAB....
REALLY TOUCHY

Aapka bahut Bahut Shukriya Shabji.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #37 on: August 16, 2011, 07:10:42 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khwaish jitani tareef karu , utani he kam hai... wah wah ek ek shabd rooh ko hilata chal agaya ..... superbbbb..//// I am really speechless after reading your this poem... Bhagwaan ji hamesha app per aor apki kalam per apna ashirwaad rakhein....



Sooooooooooo sweeeet Of You...Thankyou Soooooooooo much Pooja..

Aap bhi Zarra Humesha Humari Likhi Kalaamo Par Nazar banaye Rakhiye..

Thanks a Lotttttttttttttttt icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: December 10, 2011, 01:11:06 PM »
Reply with quote
khawahish Jee Aadaab!

bahut hi mindblowing thought hai janab aur usper aapka andaaz e bayaaN bhi khoob raha....
Kafi achchi kavita kahi hai aapne......

Aapke is sachai bhari kavita per dil se daad janab....

Likhate rahiye......
Khush rahiye.......
Khdua hafez........ Usual Smile         




Aapka tehhhhhhhhh Dil Se Shukriya parwaaz Ji..

Yuhi saath dete Rahieyga icon_flower icon_flower
Logged
Khurmi
Guest
«Reply #39 on: December 11, 2011, 04:07:44 AM »
Reply with quote
Kwahish Saab adab arz,
Apki nazam kafi heart felt lagi, duniya ko aap jaise aman passand login ki zaroorat hai, lekin afsos ye hai ke ghurbat aur bhook-o-aflaas logon ko extremist bana deti hai, apne humsaya mulk Pakistan ki hi misaal lijye, bohat se ghareebon ke bache extremist wahabi madrisson main taleem pate hain aur phir unko 'dirty power politics' ke liye use kiya jata hai. Kassab sahib ki hi misaal le lain. Jab tak duniya main ghurbat hai ruling elite  mazhab or nationalism ke naam per politics khelain ge. apko shayad bura lage lekin mazhab aur komiyat donon double edged swords hain, achai aur burai donon ke liye istamal hoti ayi hain, babri masjid ka saniha, Taliban hon ya nazi ye sab bhook ki zameen per fasslain lagin aur inhain ruling elite ne apne azaym ke liye use kiya aur karte rahain ge. Aur vaise bhi insaan 'territorial animal' hai. Tribes aur religions main butta hua hai.
Rang aur nasl,zaat aur mazhab jo bhi hon admi se kamtur hain
Iss haqeeqat ko tum bhi meri tarah maan jao tau koi baat bane ( Sahir)
Lekin ooper vale sher ko samajhne ke liye bhi 'a degree of' aasoodgi chahiye.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #40 on: June 23, 2012, 07:16:02 AM »
Reply with quote
Kwahish Saab adab arz,
Apki nazam kafi heart felt lagi, duniya ko aap jaise aman passand login ki zaroorat hai, lekin afsos ye hai ke ghurbat aur bhook-o-aflaas logon ko extremist bana deti hai, apne humsaya mulk Pakistan ki hi misaal lijye, bohat se ghareebon ke bache extremist wahabi madrisson main taleem pate hain aur phir unko 'dirty power politics' ke liye use kiya jata hai. Kassab sahib ki hi misaal le lain. Jab tak duniya main ghurbat hai ruling elite  mazhab or nationalism ke naam per politics khelain ge. apko shayad bura lage lekin mazhab aur komiyat donon double edged swords hain, achai aur burai donon ke liye istamal hoti ayi hain, babri masjid ka saniha, Taliban hon ya nazi ye sab bhook ki zameen per fasslain lagin aur inhain ruling elite ne apne azaym ke liye use kiya aur karte rahain ge. Aur vaise bhi insaan 'territorial animal' hai. Tribes aur religions main butta hua hai.
Rang aur nasl,zaat aur mazhab jo bhi hon admi se kamtur hain
Iss haqeeqat ko tum bhi meri tarah maan jao tau koi baat bane ( Sahir)
Lekin ooper vale sher ko samajhne ke liye bhi 'a degree of' aasoodgi chahiye.


Khurmi Ji, Sabsse Pehle Aapne Apna Waqt diya Yeh Jaankar Behad Khushi Hui Hai..Kaash Aap Online Hote To main Aapki Iss Baat Ka Jawaab Deta..Aap Agar Kabhi Iss Thread Par Aaye Yaa Yoindia Par Aaye To Mujhe zaroor Bataiyega..Iska Jawaab Zaroor Dunga Aapko.. Shukriya icon_flower icon_flower
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #41 on: April 24, 2013, 04:50:03 AM »
Reply with quote
Ur Welcome!!!!!
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 09:41:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer