Zinda To Hoon,.

by Jaanasheen on November 25, 2010, 05:39:57 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1035 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Zinda To Hoon, Main Is Zamaane Ke Liye,.
Shayad Ek Berang Tasweer Banaane Ke Liye,.

Har Koi Aata Hai, Teharta Hai, Guzra Jaata Hai,.
Jaise Koi Rasta Hoon Main Aane Jaane Ke Liye,.

Mukaddar Mein Ruswaai Hai, Is Dil Mein Tanhaai Hai,.
Ab Koi Manzil Nahi, Safar Banaane Ke Liye,.

Ab Saansein Bohat Takleef Se Guzarti Hain,.
Maut Bhi Aati Nahi Mujhe Le Jaane Ke Liye,.

Wo Bichda Jabse, Har Cheez Bikhar Gayi Ghar Ki,.
Pareende Bhi Teharte Nahi Waqt Bitaane Ke Liye,.

-Azeem-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Zinda Hoon Ab Tak... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
main zinda hoon... by mk.johri in Miscellaneous Shayri
Mai Zinda Hoon Jab Tak by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
TERI WAZEH SE ZINDA HOON by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Mai Zinda Hoon Abhi by Alam Qazi in Share:Miscellaneous Shayari
dead heart
Guest
«Reply #1 on: November 25, 2010, 08:50:40 PM »
Reply with quote
"Ab koi manzil nahin safar banane kay liye.."

Dil se daad iss bahaut dard bhari peshkash kay liye..
Mager usse zada main duaein dena chahta hoon mere bhai..
Allah apki har mushkil ko asan kar de..
Ameen..!
Khush rahiye..!
Applause Applause Applause
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #2 on: November 26, 2010, 08:21:35 AM »
Reply with quote
kya kahne aapki is rachna ke azeem ji.....
bahut bahut khoob....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 26, 2010, 08:23:08 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah Waah!!!!

Bahut bahut Khoob Bhai Azeem

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: November 26, 2010, 09:49:19 AM »
Reply with quote
azeem bhai.....imtihaan ki ghadi hai sambhaliye khudko...bas kuch waqt me sab sahi ho jayega....

dua karenge jald jald sab sahi ho jaye...
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #5 on: November 26, 2010, 09:51:39 AM »
Reply with quote
bahut jkhoob azeem bhai ..

dher saari daad~
Logged
zarra
Guest
«Reply #6 on: November 26, 2010, 02:42:48 PM »
Reply with quote
bahaut umda azeem ji. behad dilchasp. waaah !

Har Koi Aata Hai, Teharta Hai, Guzra Jaata Hai,.
Jaise Koi Rasta Hoon Main Aane Jaane Ke Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 26, 2010, 06:11:41 PM »
Reply with quote
"Ab koi manzil nahin safar banane kay liye.."

Dil se daad iss bahaut dard bhari peshkash kay liye..
Mager usse zada main duaein dena chahta hoon mere bhai..
Allah apki har mushkil ko asan kar de..
Ameen..!
Khush rahiye..!
Applause Applause Applause

Shukriya Bhai, Duaaon Ki Sakht Zarurat Hai, Please Duaa Mien Yaad Rakhna,.

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: November 26, 2010, 07:38:32 PM »
Reply with quote
Wah Azeem bhai aapne dard ko bahut khoobsurti se pesh kiya,may the lord give you peace and solve all your problems as soon as possible.Rahim bhai aur Zarra ji e bahut acha saath diya,hats off. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 27, 2010, 06:24:52 PM »
Reply with quote
kya kahne aapki is rachna ke azeem ji.....
bahut bahut khoob....

Shukriya Dost,.

Duaaon ki Darkhwast hai
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #10 on: November 27, 2010, 07:14:50 PM »
Reply with quote

Zinda To Hoon, Main Is Zamaane Ke Liye,.
Shayad Ek Berang Tasweer Banaane Ke Liye,.

Har Koi Aata Hai, Teharta Hai, Guzra Jaata Hai,.
Jaise Koi Rasta Hoon Main Aane Jaane Ke Liye,.

Mukaddar Mein Ruswaai Hai, Is Dil Mein Tanhaai Hai,.
Ab Koi Manzil Nahi, Safar Banaane Ke Liye,.

Ab Saansein Bohat Takleef Se Guzarti Hain,.
Maut Bhi Aati Nahi Mujhe Le Jaane Ke Liye,.

Wo Bichda Jabse, Har Cheez Bikhar Gayi Ghar Ki,.
Pareende Bhi Teharte Nahi Waqt Bitaane Ke Liye,.

-Azeem-



Bahut khoob likha hai azeem ji bahut dard hai apki is kavita mein..khuda apko sukoon bakshe..merri duaye aap dono k sath hamesha hai..
Logged
mohd wasil faridi
Guest
«Reply #11 on: November 28, 2010, 07:04:42 AM »
Reply with quote
very very good........................ bhai dil ko rula diya...................... zindabad...................... Applause Applause Applause notworthy notworthy
Logged
anandmohan
Newbie


Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
16 minutes.
Posts: 7
Member Since: Apr 2023


View Profile
«Reply #12 on: April 23, 2023, 06:14:22 AM »
Reply with quote
superb
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:57:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.198 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer