Zindagi Ke Usool,.

by Jaanasheen on March 30, 2010, 02:41:57 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5740 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: April 14, 2010, 11:27:13 AM »
Reply with quote
AS Salaam Walaikum Doston, Kaafi Dino Baad Kuch Koshiosh Kiya Hoon,.

Un Baaton Ko Zehan Mein Rakhke, Jo Inshallah, Zindagi Ke Safar Mein Kabhi Na Kabhi Kaam Aayenge,.

Ek Umeed Ek Nasihat, Ko Maine In Lafzon Mein Jorda Hai, Umeed Hai Sab Ko Pasand Aayega,.



Oonchaai Ka Ek Hi Jagaah Kaheen Mukhaam Nahi Hota,.
Waqt Ka Zyaada Dair Koi Bhi Ghulaam Nahi Hota,.

Milti Hai Izzat-o-Zillat Khudaa Ki Aur Se,.
Chahkar To Koi Insaan Yahaan Badnaam Nahi Hota,.

Aaj Karne De Tu Sitam Zamaane Ko Aye "Dost,.
Inse To Ab Bhale Logon Ka Ehtaraam Nahi Hota,.

Aaj Haara Hai Tu To Koi Gham Na Kar,.
Haar Se Koi Bhi Khissa Tamaam Nahi Hota,.

Jisne Aaghaaz Kiya Ho Kaam Koi Neak Iraade Se,.
Us Shaks Ka Kabhi Bura Anjaam Nahi Hota,.

Uski Duaa Se Na Mumkin Bhi Mumkin Hojaaye "Azeem,.
Aur Jisne Maa Ka Dil Dukhaya Uska Koi Bhi Kaam Nahi Hota,.

-Azeem-




Zabardast peshkash hai mere bhai...aur bohot hi sachchi baatain kahi hain aapne....Bohot bohot Khoob Azeem  Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi bhi by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
PRINCE ''zindagi ki zindagi'' by purani_jeans_aur_guitar in Miscellaneous Shayri
.: Student Life ke Usool :. by urooj_love in SMS , mobile & JOKES
Zindagi ke saath zindagi ke baad dosti hi rah jati hai by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: April 18, 2010, 12:26:22 PM »
Reply with quote
Zabardast peshkash hai mere bhai...aur bohot hi sachchi baatain kahi hain aapne....Bohot bohot Khoob Azeem  Applause Applause Applause

Shukriya Didi,.

Logged
Sidraah Azeem
Guest
«Reply #17 on: April 21, 2010, 03:16:03 PM »
Reply with quote
bahot sachchai aur sachcha ghum dihkka aap k kalam me.
I loved it!

keep up the good work
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 24, 2010, 01:43:14 PM »
Reply with quote
bahot sachchai aur sachcha ghum dihkka aap k kalam me.
I loved it!

keep up the good work

Thank U, Ji,.
Logged
Nafseeyati_Mareez
Guest
«Reply #19 on: April 24, 2010, 03:10:53 PM »
Reply with quote
wah azeem bahoth qoob mere bhai .. kya kahene .. zindabad .. zindabad..
hamesha khush rahen , muskurate rahen..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 24, 2010, 03:38:06 PM »
Reply with quote
wah azeem bahoth qoob mere bhai .. kya kahene .. zindabad .. zindabad..
hamesha khush rahen , muskurate rahen..
Shukriya Bhai,.
Aameen.

Rab KHair Kare
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 08:08:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer