Zindagi Ke Usool,.

by Jaanasheen on March 30, 2010, 02:41:57 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5731 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
AS Salaam Walaikum Doston, Kaafi Dino Baad Kuch Koshiosh Kiya Hoon,.

Un Baaton Ko Zehan Mein Rakhke, Jo Inshallah, Zindagi Ke Safar Mein Kabhi Na Kabhi Kaam Aayenge,.

Ek Umeed Ek Nasihat, Ko Maine In Lafzon Mein Jorda Hai, Umeed Hai Sab Ko Pasand Aayega,.



Oonchaai Ka Ek Hi Jagaah Kaheen Mukhaam Nahi Hota,.
Waqt Ka Zyaada Dair Koi Bhi Ghulaam Nahi Hota,.

Milti Hai Izzat-o-Zillat Khudaa Ki Aur Se,.
Chahkar To Koi Insaan Yahaan Badnaam Nahi Hota,.

Aaj Karne De Tu Sitam Zamaane Ko Aye "Dost,.
Inse To Ab Bhale Logon Ka Ehtaraam Nahi Hota,.

Aaj Haara Hai Tu To Koi Gham Na Kar,.
Haar Se Koi Bhi Khissa Tamaam Nahi Hota,.

Jisne Aaghaaz Kiya Ho Kaam Koi Neak Iraade Se,.
Us Shaks Ka Kabhi Bura Anjaam Nahi Hota,.

Uski Duaa Se Na Mumkin Bhi Mumkin Hojaaye "Azeem,.
Aur Jisne Maa Ka Dil Dukhaya Uska Koi Bhi Kaam Nahi Hota,.

-Azeem-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi bhi by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
PRINCE ''zindagi ki zindagi'' by purani_jeans_aur_guitar in Miscellaneous Shayri
.: Student Life ke Usool :. by urooj_love in SMS , mobile & JOKES
Zindagi ke saath zindagi ke baad dosti hi rah jati hai by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: March 30, 2010, 03:42:15 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai azeem ji..bahut sach bhi hai maa ka dil dukha k aaj tak koi safal nhi ho paya hai...
Logged
neelgold
Guest
«Reply #2 on: March 30, 2010, 09:26:04 PM »
Reply with quote
My God Wat a writing!!!!
Very strong message..... Kamal Likha hai.
I dnt hv words 2 say more JST SIMPLY WOW!!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: March 31, 2010, 05:56:46 AM »
Reply with quote
Wah wah Azeem bhaibahut gaherai,khoobsurti aur sachai hai aapke kavita mein.mindblowing creation Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 31, 2010, 07:02:35 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah!!!!

Bahut Bahut Aur Bahut Khoob Azeem!!!

bahut Hi Achi Aur Neki Se Bhari Ghazal Likhi Hai Aapne..

Bahut Khoooob!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 31, 2010, 07:03:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob Azeem dear,behatreen likha hai  Applause Applause Applause Applause

zindagi me insaan us vaqt insaaniyat se bhi aage nikal jata hai
jab khud ko andhere me rakhke vo ujaalon ko bhi ujaala de jata hai

Waah Kaashji..Bahut Achi Baat Kahi Hai Aapne..

Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
rayees abdullah
Guest
«Reply #6 on: March 31, 2010, 08:15:00 AM »
Reply with quote
bhot khub ......
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: March 31, 2010, 09:17:03 AM »
Reply with quote
Wah wah Kaash ji bahut gaheri lines likha aapne.baht achi lagi aapke lines. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 01, 2010, 09:41:22 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai azeem ji..bahut sach bhi hai maa ka dil dukha k aaj tak koi safal nhi ho paya hai...
Shukriya Dost,.

Hausla Afzaai Ka Shukriya Rab Tumhari Har Muraad Poori Kare
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #9 on: April 01, 2010, 06:41:10 PM »
Reply with quote
Shukriya Dost,.

Hausla Afzaai Ka Shukriya Rab Tumhari Har Muraad Poori Kare

bahut bahut shukriya azeem ji..khuda apko bhi har khushi de....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: April 02, 2010, 10:37:11 PM »
Reply with quote
AS Salaam Walaikum Doston, Kaafi Dino Baad Kuch Koshiosh Kiya Hoon,.

Un Baaton Ko Zehan Mein Rakhke, Jo Inshallah, Zindagi Ke Safar Mein Kabhi Na Kabhi Kaam Aayenge,.

Ek Umeed Ek Nasihat, Ko Maine In Lafzon Mein Jorda Hai, Umeed Hai Sab Ko Pasand Aayega,.



Oonchaai Ka Ek Hi Jagaah Kaheen Mukhaam Nahi Hota,.
Waqt Ka Zyaada Dair Koi Bhi Ghulaam Nahi Hota,.

Milti Hai Izzat-o-Zillat Khudaa Ki Aur Se,.
Chahkar To Koi Insaan Yahaan Badnaam Nahi Hota,.

Aaj Karne De Tu Sitam Zamaane Ko Aye "Dost,.
Inse To Ab Bhale Logon Ka Ehtaraam Nahi Hota,.

Aaj Haara Hai Tu To Koi Gham Na Kar,.
Haar Se Koi Bhi Khissa Tamaam Nahi Hota,.

Jisne Aaghaaz Kiya Ho Kaam Koi Neak Iraade Se,.
Us Shaks Ka Kabhi Bura Anjaam Nahi Hota,.

Uski Duaa Se Na Mumkin Bhi Mumkin Hojaaye "Azeem,.
Aur Jisne Maa Ka Dil Dukhaya Uska Koi Bhi Kaam Nahi Hota,.

-Azeem-




Bahut Khoob Chote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 03, 2010, 02:25:27 PM »
Reply with quote
My God Wat a writing!!!!
Very strong message..... Kamal Likha hai.
I dnt hv words 2 say more JST SIMPLY WOW!!!


Shukriya Neel Gold Ji,.

bahut khoob Azeem dear,behatreen likha hai  Applause Applause Applause Applause

zindagi me insaan us vaqt insaaniyat se bhi aage nikal jata hai
jab khud ko andhere me rakhke vo ujaalon ko bhi ujaala de jata hai

Shukripya Kaash Ji and Nice Lines Too,.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: April 03, 2010, 03:12:17 PM »
Reply with quote
Waah bahut hi khoooooob........behtrin aur umda peshkash....
bahut bahut bahut accha msg diya hai aapne Ajeem ji........ Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: April 05, 2010, 01:01:25 PM »
Reply with quote
bahut theek farmaya Azeem ji. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 10, 2010, 10:18:45 AM »
Reply with quote
Shukriya Majid Bhai,.

Nikhaar Ji,.

Suresh Ji,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 04:57:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer