Ek Terai Siwa

by always_love_mother on May 27, 2009, 11:36:19 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1016 times)
always_love_mother
Guest
Ek terai siwa kisi ka intizar na tha
Ek Terai Siwa kisi ka Intizar NA Tha
Yeh Dil Ishq sai kabhi baizar Na Tha

Bana Dala jis nai mujhai her ek sai bai nayaz
Khaber mili k woh meri tarah baiqarar na Tha

Mujh ko hi muhabbat main bar sare ilzamm thehraya gaya
Merai siwa shehar main koi qasorwar na tha

Mehfil.e.ishrat main hua kartai thai nazan dost
Kasupursi main sath koi ghumkhuwar na tha

bachpan main khail khailai thai fun kari k
main samjhi muhabbat main ab woh adakar na tha

Dai dala apna chahat main sab kuch uss ko
Yeh woh jazba hai jis par mera akhtiyar na tha

Odhati phir rahi thi saba wafa k phol
Ek merai hi aangan main mausam.e.bahar na tha

By Darakhshaan Sagheer
[/color][/size]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ik ham ke siwa by soniya shetti in Shayri-E-Dard
tere siwa by sshama in Shayri for Khumar -e- Ishq
Gham Ke Siwa,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
TERE SIWA by Farah Aziz in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tumhare Siwa by Roja in Share:Love Poetry « 1 2 3 4 »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 27, 2009, 11:52:36 AM »
Mashallah Bohat Achcha LIkha hai Aapne Mohtarma,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: May 27, 2009, 11:55:18 AM »
bahot ahchche! kya baat hai! keep it up
Logged
always_love_mother
Guest
«Reply #3 on: May 27, 2009, 11:57:40 AM »
shukria aap don ka
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: May 27, 2009, 12:25:05 PM »
Ek terai siwa kisi ka intizar na tha
Ek Terai Siwa kisi ka Intizar NA Tha
Yeh Dil Ishq sai kabhi baizar Na Tha

Bana Dala jis nai mujhai her ek sai bai nayaz
Khaber mili k woh meri tarah baiqarar na Tha

Mujh ko hi muhabbat main bar sare ilzamm thehraya gaya
Merai siwa shehar main koi qasorwar na tha

Mehfil.e.ishrat main hua kartai thai nazan dost
Kasupursi main sath koi ghumkhuwar na tha

bachpan main khail khailai thai fun kari k
main samjhi muhabbat main ab woh adakar na tha

Dai dala apna chahat main sab kuch uss ko
Yeh woh jazba hai jis par mera akhtiyar na tha

Odhati phir rahi thi saba wafa k phol
Ek merai hi aangan main mausam.e.bahar na tha

By Darakhshaan Sagheer
[/color][/size]
bahut achche darakhshaan.......achcha likhte hai aap toh ummeed hai aapki poems hamesha padne ko milti rahengi

Logged
always_love_mother
Guest
«Reply #5 on: May 27, 2009, 01:11:47 PM »
shukria aap ka
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: May 27, 2009, 06:46:54 PM »
Bohot Khoob Darakshaan Ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #7 on: May 27, 2009, 09:00:28 PM »
Bahaut acha likha hai...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: May 28, 2009, 02:13:45 AM »
very nice ji,keep writting, Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
always_love_mother
Guest
«Reply #9 on: May 28, 2009, 12:06:18 PM »
aap tenon ka shukria
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:03:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer