Kaise kahoon

by hina ki talsah on February 18, 2009, 12:21:29 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1131 times)
hina ki talsah
Guest


Kaise kahoon ke apna bana lo mujhe

Bahon mein apni samaa lo mujhe


Bin tumhare aik pal bhi ab kat-ta nahin

Tum aa kar mujhi se chura lo mujhe


Zindagi to woh hai sang tumhare jo guzre

Duniya ke ghamon se ab chhura lo mujhe


Meri sab se gehri khuwahish ho puri

Tum agar pass apne bula lo mujhe


Yeh kaisa nasha hai jo behkaa raha hai

Tumhara hoon main to sambhalo mujhe


Najanay phir kaise guzre gi zindagani

Agar apne dil se kabhi tum nikalo mujhe
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaise kahoon by sanya310 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
kaise kahoon by sanya310 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Kaise Kahoon,. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kaise Kahoon,. by Azeem Azaad in Shayri for Dard -e- Judai
yeh main kaise kahoon... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
chitralsony
Guest
«Reply #1 on: February 18, 2009, 12:36:55 PM »


Kaise kahoon ke apna bana lo mujhe

Bahon mein apni samaa lo mujhe


Bin tumhare aik pal bhi ab kat-ta nahin

Tum aa kar mujhi se chura lo mujhe


Zindagi to woh hai sang tumhare jo guzre

Duniya ke ghamon se ab chhura lo mujhe


Meri sab se gehri khuwahish ho puri

Tum agar pass apne bula lo mujhe


Yeh kaisa nasha hai jo behkaa raha hai

Tumhara hoon main to sambhalo mujhe


Najanay phir kaise guzre gi zindagani

Agar apne dil se kabhi tum nikalo mujhe
bhot khob hina ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: December 26, 2009, 06:13:09 AM »
Bahut khoob Hina Ji
Logged
Dr Maqsood Hasni
Guest
«Reply #3 on: June 21, 2010, 05:01:21 PM »
ghabrane ki zarorat nahain;
chupke se qareeb ja kar,
keh doo:
"i  love you"
phir ya aar ya paar.
jo ho ga daikha ja'ay ga.
khoob,
likhta raha karain.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: December 20, 2011, 09:45:52 AM »


Kaise kahoon ke apna bana lo mujhe

Bahon mein apni samaa lo mujhe


Bin tumhare aik pal bhi ab kat-ta nahin

Tum aa kar mujhi se chura lo mujhe


Zindagi to woh hai sang tumhare jo guzre

Duniya ke ghamon se ab chhura lo mujhe


Meri sab se gehri khuwahish ho puri

Tum agar pass apne bula lo mujhe


Yeh kaisa nasha hai jo behkaa raha hai

Tumhara hoon main to sambhalo mujhe


Najanay phir kaise guzre gi zindagani

Agar apne dil se kabhi tum nikalo mujhe

bahut khoob............!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 06:50:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer