TUMNE MEHSOOS NA KI

by fakhar sheikh on January 24, 2010, 12:27:43 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1290 times)
fakhar sheikh
Guest
Reply with quote
"Meri Har Ek Ada Mein Chhupi Thi Meri Tamanna,
Tum ne Mehsoos Na Ki Ye Aur Baat Hai,

Maine Ha rDam Tere Hi Khwab Dekhe,
Mujhe Tabeer Na Mili Ye Aur Baat Hai,

Maine Jab Bhi Tujh se Baat Karni Chahi,
Mujhe Alfaz Na Mile Ye Aur Baat Hai,

Main Teri Tamanna Ke Samundar Mein Door Tak Nikli,
Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai,

Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tamanna Mein,
Teri Qismat Mein Main Na Thi Ye Aur Baat Hai..."
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mehsoos kar pate ! by Ricky in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
Mehsoos Hoti Hai by sapnaa in Shayri-E-Dard
mehsoos...sheba by Sheba in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mehsoos by Jyoti in Shayri for Dard -e- Judai
Mehsoos by Jyoti in Shayri for Dard -e- Judai
fakhar sheikh
Guest
«Reply #1 on: January 24, 2010, 12:28:11 AM »
Reply with quote
"Meri Har Ek Ada Mein Chhupi Thi Meri Tamanna,
Tum ne Mehsoos Na Ki Ye Aur Baat Hai,

Maine Ha rDam Tere Hi Khwab Dekhe,
Mujhe Tabeer Na Mili Ye Aur Baat Hai,

Maine Jab Bhi Tujh se Baat Karni Chahi,
Mujhe Alfaz Na Mile Ye Aur Baat Hai,

Main Teri Tamanna Ke Samundar Mein Door Tak Nikli,
Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai,

Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tamanna Mein,
Teri Qismat Mein Main Na Thi Ye Aur Baat Hai..."
Logged
fakhar sheikh
Guest
«Reply #2 on: January 24, 2010, 12:28:19 AM »
Reply with quote
"Meri Har Ek Ada Mein Chhupi Thi Meri Tamanna,
Tum ne Mehsoos Na Ki Ye Aur Baat Hai,

Maine Ha rDam Tere Hi Khwab Dekhe,
Mujhe Tabeer Na Mili Ye Aur Baat Hai,

Maine Jab Bhi Tujh se Baat Karni Chahi,
Mujhe Alfaz Na Mile Ye Aur Baat Hai,

Main Teri Tamanna Ke Samundar Mein Door Tak Nikli,
Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai,

Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tamanna Mein,
Teri Qismat Mein Main Na Thi Ye Aur Baat Hai..."
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 24, 2010, 07:38:49 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Fakhar Ji...
Logged
Daljeet'faqeer'
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2010, 08:46:21 AM »
Reply with quote
Bahut achchha likha hai aapne. Applause
Logged
Bored
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2010, 09:12:10 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Very NIce
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2010, 01:07:52 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Sheikh And Plz EK Hi Post Ko Itni Bar Post Na Kare yaha pe aapne 3 bar post kiya so plz aage se is bat ka dhyan rakhe
God Bless u Arun Ji Aur Aise Hi Likhte Rahe Aur Hume Padhne ka mauka dete Rahe
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #7 on: January 24, 2010, 02:30:58 PM »
Reply with quote
very nice.... Applause   Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:01:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.252 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer