aabaad hu main,barbaad hu main

by Prateek Mardia on January 10, 2009, 09:12:03 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3963 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: January 14, 2009, 05:11:34 PM »
Reply with quote
wah prateek kya khoob likha hai aap neh. bahut hi badiya

Jasbir Singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhe khud ko tere ishq main aabaad kerna hai by muneeb in Shayri-E-Dard
(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Main tha, main hu, main rahunga(GUNEHGAAR) by gunehgaar in Shairi - E - Zindagi
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: January 14, 2009, 05:12:23 PM »
Reply with quote
wah khwaish aap neh bhi kya khooob likha hai. very nice.

jasbir singh
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #17 on: January 15, 2009, 03:07:59 AM »
Reply with quote
Wah wah Prateek Mardia ji bahut khoob  Applause

Saraahna ka shukrguzaar Roja ji.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #18 on: January 15, 2009, 03:08:48 AM »
Reply with quote
wah prateek kya khoob likha hai aap neh. bahut hi badiya

Jasbir Singh

Aapka aabhar ,apne is kavita ki taaref ki.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: January 15, 2009, 06:35:01 AM »
Reply with quote
...good one Prateek and you rock Khwaish...keep it up...

Thanx A Lot Bro...


Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah kaya baat hai Prateek ji and Khwaish ji, app dono ne he kamaal ka likha hai... bahoot khoob!!!

Bahut Bahut Shukriya Pooja..Aap bhi Kuch Likhte To Chaar Chand Lag Jaate..


Aapke yahan likhne se yeh panna bhee khoobsurat bun gaya,khwaish bhai.bahut khoob.

Bahut Bahut Shukriya Prateekji,Aapne Itni Izzat Bakhsi,Teh Dil Se Shukar-Guzaar Hoon..


wah khwaish aap neh bhi kya khooob likha hai. very nice.

jasbir singh

Thankyou So Much Jasbir Paaji...
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #20 on: January 16, 2009, 11:58:04 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Prateeek and Khwaish ji..  Applause

Sajid Hadayat
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #21 on: January 21, 2009, 07:25:16 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Prateeek and Khwaish ji..  Applause

Sajid Hadayat


taareef ke liye shukriya sajid hadayat ji.
Logged
smardia
Guest
«Reply #22 on: January 21, 2009, 08:03:27 PM »
Reply with quote
Bahut achha likha hai Prateek...
"Kabhi kuchh bhooli bisri daastaan hu main...
Kabhi kuchh yaadon ka makaan hu main..." Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Nahi jaanta kis mukaam pe hu main
Rah kaunsi hai kahan ja raha hu main
Khud se bhi jaise anjaan hu ab main
Tum he kaho aabaad hu ya barbaad hu main

Man-Mastishk me vivad kyon
Kismat se bhi fariyaad kyon
Mila jo pal g bhar gyo n kyon
Gava diya jo uski ab yaad kyon

Kabhi khawaish hui haasil
Kabhi chhalavo ne toda dil
N ho hatash mil jayegi manzil
Bus tu shayari ki mehfil me khil  icon_flower

Kabhi  khud se he aabaad hu main
Kabhi  khud se he barbaad hu main
Kuch khwaishey haasil hui pur
Armaano ki taadad hu main.!


Kabhi dil ki baatein ansuni ki
Kabhi dimaag ko kiya kinaara
Jaddozehad ke bane pulindey
Mun-mastishk ka vivaad hu main!


Kabhi kuch bhooli bisri daastaan hu main
Kabhi kuch yaadon ka makaan hu main
Yeh silsiley thumtey nahi hai
Kuch dardon ki buniyaad hu main !


 Kabhi waqt aur kismat se  ki ladaai
Kabhi jholi mein aayi khushiyaa bhee gavaai
Zindgi ke chalaavey dekhe saare
Ub maut ki fariyaad hu main.!


Kabhi khud se he aabaad hu main
Kabhi khud se he barbaad hu main!



Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #23 on: January 21, 2009, 08:05:03 PM »
Reply with quote

Kabhi  khud se he aabaad hu main
Kabhi  khud se he barbaad hu main
Kuch khwaishey haasil hui pur
Armaano ki taadad hu main.!


Kabhi dil ki baatein ansuni ki
Kabhi dimaag ko kiya kinaara
Jaddozehad ke bane pulindey
Mun-mastishk ka vivaad hu main!


Kabhi kuch bhooli bisri daastaan hu main
Kabhi kuch yaadon ka makaan hu main
Yeh silsiley thumtey nahi hai
Kuch dardon ki buniyaad hu main !


 Kabhi waqt aur kismat se  ki ladaai
Kabhi jholi mein aayi khushiyaa bhee gavaai
Zindgi ke chalaavey dekhe saare
Ub maut ki fariyaad hu main.!


Kabhi khud se he aabaad hu main
Kabhi khud se he barbaad hu main!




wah janab lanat hai humari aankhon ko jo is behtreen kalam se itne dino mahroom rahi bahoot achcha likha hai prateek ji...
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #24 on: January 21, 2009, 08:14:43 PM »
Reply with quote
Bahut achha likha hai Prateek...
"Kabhi kuchh bhooli bisri daastaan hu main...
Kabhi kuchh yaadon ka makaan hu main..." Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Nahi jaanta kis mukaam pe hu main
Rah kaunsi hai kahan ja raha hu main
Khud se bhi jaise anjaan hu ab main
Tum he kaho aabaad hu ya barbaad hu main

Man-Mastishk me vivad kyon
Kismat se bhi fariyaad kyon
Mila jo pal g bhar gyo n kyon
Gava diya jo uski ab yaad kyon

Kabhi khawaish hui haasil
Kabhi chhalavo ne toda dil
N ho hatash mil jayegi manzil
Bus tu shayari ki mehfil me khil  icon_flower

hausla afzaahi ka tahe dil se shukrguzaar. Aapse jo jo sikha hai kabhi kabhi himmat juta kar likh leta hu bus.Aapki duaon ka sandesh to sada hi saath rehta hai!
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #25 on: January 21, 2009, 08:18:39 PM »
Reply with quote
wah janab lanat hai humari aankhon ko jo is behtreen kalam se itne dino mahroom rahi bahoot achcha likha hai prateek ji...


Aap bahri mehfil mein to sharminda mut kara kijiye bekarar bhai.aisa kuch nahi hota meri kalam mein,aapke pukhta shero se seekh seekh kar hi tukbandiyaa ki hai aaj tuk.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #26 on: January 21, 2009, 08:24:51 PM »
Reply with quote
Prateek,

Behtareen kalam ! Applause Applause Applause

Too good !

Nice replies by other friends too ! Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: January 31, 2009, 07:12:05 PM »
Reply with quote
shukriya Pooja ji, khwaish ji to sada hi kamaal ka likhte hai,unhi se seekh seekha kar kabhi kabhi cheshta kar leta hu mai bhee..

Prateekji,aapne yeh baat kehkar mujhe sharminda kar diya..
sach to yeh hai ke maine khud aapse bahut kuch seekha hai..
Prateekji..main hamesha yehi aasha karta hoon ki aage bhi,mujhe aapka yuhi saath milta rahega..aur main aapse kuch sikhta rahunga..
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #28 on: February 01, 2009, 04:00:01 PM »
Reply with quote
Prateek,

Behtareen kalam ! Applause Applause Applause

Too good !

Nice replies by other friends too ! Applause

aapko pasand aaya,jaankar prassanta hui.saraahna ke liye shukriya.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #29 on: February 01, 2009, 04:01:57 PM »
Reply with quote
Wah Wah  Kya Andaaz.e.Bayaan Hai Aapka
Bohat Hi Khoob Prateek Sahab..Keep It Up.

dhnyawaad shihab ji ,aapki taareef mil gayi,accha laga.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 06:36:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer