Aey Zindagi Kyun Mujhe Aazmati Hai.!!!

by majid on January 05, 2009, 02:16:27 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1471 times)
majid
Guest
Reply with quote




               Na  Jee  Paata  Hoon  ,  Aur  Na  Hi  Maut  Aati  Hai.
               Aey  Zindagi  ,  Kyun  Mujhey Tu Itna  Aazmati  Hai.

               jalti  Har  Shaam  Aur  Bujhti  Hui  Subah  Hai  Meri
               Yeh Matlabi  Duniya  Ab  Mujhe  Raas Nahi Aati Hai

               Na  Hi  Koi  Tamanna  Hai  Aur  Na Koi Aarzoo Rahi
               Is  Jism  Main  Ab  Ruh  Ko  Badi Ghutan Si Hoti Hai.

               Padte  Rehte  Hain Der  Tak  Ashq  Chehre Ko Mere
               Ab Jhuthi Hasi Ki Baazi Mujhse Nahi Kheli  Jaati Hai.

               Aey Maut Banke  Mehbooba  Tu  Hi Laga Le Gale Se
               Ki Ab Yeh Zindagi  Mujhse ,Nahi Sambhali Jaati Hai.




                                     {Shihab}

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kyun Kehete Ho Mujhe by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aey Zindagi Kyun Mujhe Aazmati Hai.!!! by majid in Shayri-E-Dard
Kyun Kiya Mujhe Khud Se Dur..By SK by Shayaries_King in Ghazals
<>*Kyun mujhe har bar aajmaya*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
gindgi ajmati hai by yok55555 in Other Languages
cara
Guest
«Reply #1 on: January 05, 2009, 02:53:37 PM »
Reply with quote
kya baat hai shihabji....

jab zindagi kisi ko aazmati hai ,
tabhi toh asal mein, zindagi samaj mein aati hai.
mat soch zindagi ko chodneki,beech safar mein,
kisi moud pe mil jayege,haseen lamhe.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 05, 2009, 03:03:31 PM »
Reply with quote
Nice One Again Majid Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: January 05, 2009, 06:44:13 PM »
Reply with quote
Applause Applause

wah wah wah Shihab ji apki shyri din b din nikhar la rahi hai... bahoot khoob!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: January 05, 2009, 06:49:58 PM »
Reply with quote
Na Jee Paata Hoon Na Hi Maut Aati Hai.
Aey Zindagi Mujhe Kyun Itna Aazmati Hai.!

jalti Har Shaam Aur Bujhti Hui Subah Hai Meri
Ye Matlabi Duniya Ab Mujhe Raas Nahi Aati Hai

Na Hi Koi Tamanna Hai Aur Na Koi Aarzoo Rahi
Is Jism Main Ab Ruh Ko Badi Ghutan Si Hoti Hai.

Padte Rehte Hai Der Tak Ashq Chehre Ko Mere
Ab Jhuthi Hasi Ki Baazi Mujhse Kheli Nahi Jaati Hai.

Aey Maut Banke Mehbooba Tu Hi Laga Le Gale Se
Ki Ab Ye Zindagi Mujhse Sambhali Nahi Jaati Hai.!!!




SHIHAB bahut dard hai aap ki iss poem meh.......


jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: January 05, 2009, 06:50:47 PM »
Reply with quote
kya baat hai shihabji....

jab zindagi kisi ko aazmati hai ,
tabhi toh asal mein, zindagi samaj mein aati hai.
mat soch zindagi ko chodneki,beech safar mein,
kisi moud pe mil jayege,haseen lamhe.

very nice cara

jasbir singh
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: January 05, 2009, 08:09:51 PM »
Reply with quote
Bohat khoob shihab...

Teri ghazal se rishta meri mohabbat ka bhi hain Shihab
Jab bhi padta hain Ghayel tujhe woh bevafah bohat yaad aati hain
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #7 on: January 06, 2009, 06:16:55 AM »
Reply with quote
bohut khoob sihab ji kya khoob likha hai Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 09, 2009, 01:05:39 AM »
Reply with quote
Bohat khoob shihab...

Teri ghazal se rishta meri mohabbat ka bhi hain Shihab
Jab bhi padta hain Ghayel tujhe woh bevafah bohat yaad aati hain


Waah Mere Bhai Waah, Kya Baat Hai.
Subhan Allah,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: January 09, 2009, 01:10:20 AM »
Reply with quote
Na Jee Paata Hoon Na Hi Maut Aati Hai.
Aey Zindagi Mujhe Kyun Itna Aazmati Hai.!

jalti Har Shaam Aur Bujhti Hui Subah Hai Meri
Ye Matlabi Duniya Ab Mujhe Raas Nahi Aati Hai

Na Hi Koi Tamanna Hai Aur Na Koi Aarzoo Rahi
Is Jism Main Ab Ruh Ko Badi Ghutan Si Hoti Hai.

Padte Rehte Hai Der Tak Ashq Chehre Ko Mere
Ab Jhuthi Hasi Ki Baazi Mujhse Kheli Nahi Jaati Hai.

Aey Maut Banke Mehbooba Tu Hi Laga Le Gale Se
Ki Ab Ye Zindagi Mujhse Sambhali Nahi Jaati Hai.!!!


Nice one Shihab Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 07:24:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer