AZAADI KAHAN HAI........ "MohanN"

by surindarn on July 07, 2015, 07:40:47 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 824 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
AZAADII KAHAN HAI

Sahib safar mein to sab kee hee umr rawan hai,
     Magar kaun jaaney koi kahan kidhar rawan hai!

Koshish to keejiye ke khuda tak pahunch jaao…
      Magar khuda kee khuda jaaney woh kahan hai!

Rahiye aap chaman mein hee beshaq beshaq…
        Magar azaadee naa sochiye azaadii kahan hai!

Gar zindaa hain aap to bhook hartaal keejiye…
        Jaan ko kafas mein dekhiye azaadii kahan hai!

Gar minister hain aur khuda ban baithey hain,
          Jantaa dekhtee hai, aap.ko azaadii kahan hai!

Kyaalon kee duniya mein zaraa dil behlaaiye…
           Kahiye kyaa sochtey hain, azaadii kahan hai!

Aapko bhook lagee hai kyaa khaayen gey abb…
         Khaa lo gey sabko kachhaa azaadii kahan hai!

Aashiyan mein beevi bachhon saath rehiye…
          Sabko hee kuchh chaahiye azaadii kahan hai!

Gar azaadii chaahiye to yeh mazhab kis liye…
             Phir keejiye naa pairwee, azaadi kahan hai!

Jhoothey makaar hain, rishwat khoor hain…
           Aatma gelaanii kartee hai azaadii kahan hai!

MohanN shayar nahin kuchh aur thaa pehley
             Waqt kee hee to baat hai azaadii kahan hai!!!

Surindar. N                         "MohanN"
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 07, 2015, 07:58:46 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: July 07, 2015, 01:50:24 PM »
Reply with quote
bahut khoob
bahut shukria Saini Sahib.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: July 07, 2015, 11:44:27 PM »
Reply with quote
AZAADII KAHAN HAI

Sahib safar mein to sab kee hee umr rawan hai,
     Magar kaun jaaney koi kahan kidhar rawan hai!

Koshish to keejiye ke khuda tak pahunch jaao…
      Magar khuda kee khuda jaaney woh kahan hai!

Rahiye aap chaman mein hee beshaq beshaq…
        Magar azaadee naa sochiye azaadii kahan hai!

Gar zindaa hain aap to bhook hartaal keejiye…
        Jaan ko kafas mein dekhiye azaadii kahan hai!

Gar minister hain aur khuda ban baithey hain,
          Jantaa dekhtee hai, aap.ko azaadii kahan hai!

Kyaalon kee duniya mein zaraa dil behlaaiye…
           Kahiye kyaa sochtey hain, azaadii kahan hai!

Aapko bhook lagee hai kyaa khaayen gey abb…
         Khaa lo gey sabko kachhaa azaadii kahan hai!

Aashiyan mein beevi bachhon saath rehiye…
          Sabko hee kuchh chaahiye azaadii kahan hai!

Gar azaadii chaahiye to yeh mazhab kis liye…
             Phir keejiye naa pairwee, azaadi kahan hai!

Jhoothey makaar hain, rishwat khoor hain…
           Aatma gelaanii kartee hai azaadii kahan hai!

MohanN shayar nahin kuchh aur thaa pehley
             Waqt kee hee to baat hai azaadii kahan hai!!!

Surindar. N                         "MohanN"

Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 08, 2015, 03:03:51 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bohat bohat umda peshkash dheroooooo daaaaaaaaaaaaaaadddddddd
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: July 08, 2015, 04:29:48 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bohat bohat umda peshkash dheroooooo daaaaaaaaaaaaaaadddddddd
bahut shukria Jeet Jee.
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #6 on: July 08, 2015, 07:48:05 AM »
Reply with quote
खूब कहा.....

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: July 08, 2015, 01:08:54 PM »
Reply with quote
खूब कहा.....


bahut shukriya Meet Jee.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #8 on: July 09, 2015, 01:52:17 PM »
Reply with quote
AZAADII KAHAN HAI

Sahib safar mein to sab kee hee umr rawan hai,
     Magar kaun jaaney koi kahan kidhar rawan hai!

Koshish to keejiye ke khuda tak pahunch jaao…
      Magar khuda kee khuda jaaney woh kahan hai!

Rahiye aap chaman mein hee beshaq beshaq…
        Magar azaadee naa sochiye azaadii kahan hai!

Gar zindaa hain aap to bhook hartaal keejiye…
        Jaan ko kafas mein dekhiye azaadii kahan hai!

Gar minister hain aur khuda ban baithey hain,
          Jantaa dekhtee hai, aap.ko azaadii kahan hai!

Kyaalon kee duniya mein zaraa dil behlaaiye…
           Kahiye kyaa sochtey hain, azaadii kahan hai!

Aapko bhook lagee hai kyaa khaayen gey abb…
         Khaa lo gey sabko kachhaa azaadii kahan hai!

Aashiyan mein beevi bachhon saath rehiye…
          Sabko hee kuchh chaahiye azaadii kahan hai!

Gar azaadii chaahiye to yeh mazhab kis liye…
             Phir keejiye naa pairwee, azaadi kahan hai!

Jhoothey makaar hain, rishwat khoor hain…
           Aatma gelaanii kartee hai azaadii kahan hai!

MohanN shayar nahin kuchh aur thaa pehley
             Waqt kee hee to baat hai azaadii kahan hai!!!

Surindar. N                         "MohanN"

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: July 15, 2015, 11:54:28 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 12:43:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer