HASRATEIN....

by diya786 on February 24, 2008, 01:53:41 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4168 times)
diya786
Guest
Reply with quote
Hasratein hi hasratien hain aur kya hai
zindagi ka naam ye bhi doosra hai

ye na ho aisa kabhi hota nahin
warna phir koi yahan hasta nahin rota nahin
hasratein hi hasratein

ye safar le kar chala humko kahan
na apni si zami hain
aur na hai apna aasma
dil jo chahe sab hi mile
ye na hota hai
kehta hai ki aarzoo kuch zyada hai

Hasratein hi hasratien hain aur kya hai
zindagi ka naam ye bhi doosra hai
Hasratein hi hasratien........
 _________________________________ (NM )
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hasratein by mnfardeen in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dil Ki Hasratein,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
hasratein sari nikali hongi ,lagane walon ne by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
nayi hasratein lekar uth ti hai wo by soudagar in Miscellaneous Shayri
nayi hasratein lekar uth ti hai wo by soudagar in Miscellaneous Shayri
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 24, 2008, 02:02:26 AM »
Reply with quote
Waaah ! bohot khoobsurat sharing ki hai aane Diya !
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: February 24, 2008, 02:47:34 AM »
Reply with quote
Quote
Hasratein hi hasratien hain aur kya hai
zindagi ka naam ye bhi doosra hai

ye na ho aisa kabhi hota nahin
warna phir koi yahan hasta nahin rota nahin
hasratein hi hasratein

bahut accha sharing hai diya ji. Jisne b likha hai bahut khoob likha hai.
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: February 24, 2008, 04:35:07 AM »
Reply with quote
Dil ki hasraton ko humne is kadr chupa kar rakha
ki hum hi bhool gaye ki kya ye bhi thi ek hasrat ?

sabki khushi mein kho gaye him
bhool kar apne sabhi gham

socha yehi hai khushi humari
hasratein sirf hasratein hi hain humari

hasratein humari adhuri reh gayi waise
manjhi khud kashti ko doobuye jaise...


yeh hai humari shayari...
kisi aur ka kalam nahin
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: February 24, 2008, 06:28:22 AM »
Reply with quote
bahoot khoob diya ji


Baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: February 24, 2008, 06:28:46 AM »
Reply with quote
Bohat khoob diya.. Usual Smile

Hasraton ki kya dastaan sunnao mein.
Bas dil mein ek umeed liye phirtein hai

Bas unka pyaar pah ley hum..
Bas yehi kudha sey duwa karthe hai..

Aaj zakhmon ke sivaa iss
Dil mein mere kuch bhi nahin

Koyi apna lagaade pyaar kaa marham yahaan
Hasraton ki kya dastaan sunnao mein.
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: February 24, 2008, 12:16:54 PM »
Reply with quote
very good lines honey
thanks a lot talatji, rojaji, badalji
waise aapki taraf se bhi kuch likha jaata to accha lagta
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: February 24, 2008, 01:49:39 PM »
Reply with quote
Dil ki hasraton ko humne is kadr chupa kar rakha
ki hum hi bhool gaye ki kya ye bhi thi ek hasrat ?

sabki khushi mein kho gaye him
bhool kar apne sabhi gham

socha yehi hai khushi humari
hasratein sirf hasratein hi hain humari

hasratein humari adhuri reh gayi waise
manjhi khud kashti ko doobuye jaise...


yeh hai humari shayari...
kisi aur ka kalam nahin


Wah bahut badiya shayri hai... keep up diya
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: February 27, 2008, 04:29:33 PM »
Reply with quote
Hasrato se haar khaye baithe hai
Ajj bhi unhe dil se lagaye baithe hai
Soonapan hai door tak raahon main
Unke intzaar se sajaye baithe hai
Hasrato se haar khaye baithe hai
Ajj bhi unhe dil se lagaye baithe hai!!!
Logged
harshmeetk
Guest
«Reply #9 on: December 07, 2010, 03:36:58 PM »
Reply with quote
Puraani yaadein taaza kar di.. Thanks...!! Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 10:35:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer