Ishq ki daastan - Part 1

by ishu_singh10 on September 16, 2013, 04:42:58 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 725 times)
ishu_singh10
Guest
Reply with quote
Dekha tujhe pehli baar in aankhon ne jab,
Na jaane kyon is mann mein ek halchal si ho gayi,

Chahte the hum tujhse do alfaaz baant na,
Mauka na mila to kismat se sikhayat ho gayi,

Aaye tum khud ek din mujhe phir baat karne,
Rabb ki mere pe kaisi ye meherbaani ho gayi,

Labh baat kar rahe tumse khil kar is kadar,
Meri juba ko hi mere labho se jalan ho gayi,

Din beete ab ban gaya hai dosti ka rishta humara,
Na jaane kyon dosti dusro ki humse sikhwa ho gayi,

Kuch mahine saath rahe ab ho gaye hai dur tumse,
Judai-e-dard humare dil mein gehrai tak ghar gayi,

Talash karte hai mauka ab tujhse baat karne ka,
Shayed  humhe is hadd tak teri aadat si ho gayi,

Acha lagta hai sunna teri zindgi ke baare mein,
Choti si jaan meri teri jaan ki ab gulam ho gayi,

Kabul hua dil ko.. humko ho gaya hai pyar tumse,
kyon mere jism ko teri jism ki chahat ho gayi,

Kismat ka karishma hua... lo aa gaya aaj vo din,
Awaz thi saanso ki humari.. Hawa bhi aaj saant ho gayi,

Mile do jism phir ekraar kiya tumne pyar ka,
Dard lagne laga meetha..rooh meri is pyas ki mahotaj ho gayi.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Daastan-e-ishq by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Daastan-e-Net by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
daastan e dil by ankit20 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
daastan by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ek Pal Ki Daastan by syednaami in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: September 16, 2013, 06:03:26 PM »
Reply with quote
Nice One Ji.
Dekha tujhe pehli baar in aankhon ne jab,
Na jaane kyon is mann mein ek halchal si ho gayi,

Chahte the hum tujhse do alfaaz baant na,
Mauka na mila to kismat se sikhayat ho gayi,

Aaye tum khud ek din mujhe phir baat karne,
Rabb ki mere pe kaisi ye meherbaani ho gayi,

Labh baat kar rahe tumse khil kar is kadar,
Meri juba ko hi mere labho se jalan ho gayi,

Din beete ab ban gaya hai dosti ka rishta humara,
Na jaane kyon dosti dusro ki humse sikhwa ho gayi,

Kuch mahine saath rahe ab ho gaye hai dur tumse,
Judai-e-dard humare dil mein gehrai tak ghar gayi,

Talash karte hai mauka ab tujhse baat karne ka,
Shayed  humhe is hadd tak teri aadat si ho gayi,

Acha lagta hai sunna teri zindgi ke baare mein,
Choti si jaan meri teri jaan ki ab gulam ho gayi,

Kabul hua dil ko.. humko ho gaya hai pyar tumse,
kyon mere jism ko teri jism ki chahat ho gayi,

Kismat ka karishma hua... lo aa gaya aaj vo din,
Awaz thi saanso ki humari.. Hawa bhi aaj saant ho gayi,

Mile do jism phir ekraar kiya tumne pyar ka,
Dard lagne laga meetha..rooh meri is pyas ki mahotaj ho gayi.

Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: September 16, 2013, 08:18:01 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaaaaaaaah.. bahut bahut khoob.. achchi peshkash dheron dheron daad..

Talash karte hai mauka ab tujhse baat karne ka,
Shayed  humhe is hadd tak teri aadat si ho gayi,
 Applause Applause Applause Applause
Logged
ishu_singh10
Guest
«Reply #3 on: September 16, 2013, 09:18:52 PM »
Reply with quote
This is a truth of my life from the day I met somebody.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: September 17, 2013, 03:15:41 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut sundar rachnaa...!!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 18, 2013, 08:48:59 AM »
Reply with quote
waah waah
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: September 19, 2013, 01:58:33 PM »
Reply with quote
wah wah icon_flower
Logged
ishu_singh10
Guest
«Reply #7 on: September 19, 2013, 04:58:56 PM »
Reply with quote
धन्यावाद
Logged
ishu_singh10
Guest
«Reply #8 on: July 17, 2014, 11:43:35 AM »
Reply with quote
Thank you
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:02:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer