Kaise Jee Paata Hai Aam Aadmi "Khwahish"

by khwaish on February 15, 2014, 10:20:22 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1317 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
When an Leading Indian company sells Gas at $2.34 in Bangladesh and the same for $4.2 to the Indian government,
something must be wrong. It becomes even more murky when the company and the government have Already made an arrangement
to increase the price to $8.4.  
Millions Of Benefits For The Leading Indian Company & The Government..
The People Who Have To Shell The AMount For The Icrease Of Price From Our Pockets Are WE....The Mango People...(Aam Aadmi)

Khud Ka Bhoj Khud Hi Uthaata Hai Aam Aadmi
Ab To Har Baat Se Ghabraata Hai Aam Aadmi

Daur Tha Woh Ek Jo Ab Guzar Saa Gaya..!!!
Bahut Mushkil Se Ab Muskuraata Hai Aam Aadmi

Laakh Zamane Zulm Dhaaye,Yeh AankheN Ashq Bahaye
Naa Jaane Aakhir Kaise Jee Paata Hai Aam Aadmi

Kaheen Bazaar MeN Baccha Naa Khilone Ki Zidd Kare
Uss Dukaan Se Chup Ke Se Guzar Jaata Hai Aam Aadmi

Ghar-Ghaadi Har Cheez KishtoN Men Haasil Hai..!!!
Apne Chain-Sukoon Ko KishtoN MeN Gawaata Hai Aam Aadmi

Desh To "Super-Power" Hai Par Iss Desh ke Log Nahi
Har Ameer Ke Aage Sar Apna Jhukaata Hai Aam Aadmi

Koi Khaas Beemar Ho To Laakhon Rupaye Kharch Ho Jaaye
Bin Ilaaj Ke Iss Desh MeN Sirf Mar Jaata Hai Aam Aadmi

"Khwahish" Iss Desh Ke Udyog-Pati Apna Kaarobaar Badaaye
Uss Karobaar Ke Liye Apni Jeb Se Paise Chukaata Hai Aam Aadmi

            ~~~~~Khwahish~~~~~~
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: February 15, 2014, 10:40:48 PM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Khwahish ji . Hamare buzurg apni zameen jaaidaad qaum ko saunp kar jis jamhoori inqilab ka khwab dekh rahe thhe uski tabeer ulti ho gai.Kal ke bhikari aaj hamaare aaqa bankar hukumat kar rahe hain aur  awaam ko mili bhagat se loot rahe hain . Din badin halaat badtar hote ja rahe hain . Kash ye nizam badal sakta.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: February 15, 2014, 11:12:41 PM »
Reply with quote
Bahut Umdah! Khwahish Saheh.
                  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
SurindarN.  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: February 16, 2014, 12:10:00 AM »
Reply with quote
Daur Tha Woh Ek Jo Ab Guzar Saa Gaya..!!!
Bahut Mushkil Se Ab Muskuraata Hai Aam Aadmi

Kaheen Bazaar MeN Baccha Naa Khilone Ki Zidd Kare
Uss Dukaan Se Chup Ke Se Guzar Jaata Hai Aam Aadmi

Koi Khaas Beemar Ho To Laakhon Rupaye Kharch Ho Jaaye
Bin Ilaaj Ke Iss Desh MeN Sirf Mar Jaata Hai Aam Aadmi

"Khwahish" Iss Desh Ke Udyog-Pati Apna Kaarobaar Badaaye
Uss Karobaar Ke Liye Apni Jeb Se Paise Chukaata Hai Aam Aadmi

Bahut khoob khwahish jee

Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: February 16, 2014, 12:13:08 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Khwahish ji . Hamare buzurg apni zameen jaaidaad qaum ko saunp kar jis jamhoori inqilab ka khwab dekh rahe thhe uski tabeer ulti ho gai.Kal ke bhikari aaj hamaare aaqa bankar hukumat kar rahe hain aur  awaam ko mili bhagat se loot rahe hain . Din badin halaat badtar hote ja rahe hain . Kash ye nizam badal sakta.
Badlega Sir.
aur zaroor badlega.
in bhikhariyo ko ab vapas katora pakdana ab hamari duty hai.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #5 on: February 16, 2014, 12:27:00 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Khwahish ji . Hamare buzurg apni zameen jaaidaad qaum ko saunp kar jis jamhoori inqilab ka khwab dekh rahe thhe uski tabeer ulti ho gai.Kal ke bhikari aaj hamaare aaqa bankar hukumat kar rahe hain aur  awaam ko mili bhagat se loot rahe hain . Din badin halaat badtar hote ja rahe hain . Kash ye nizam badal sakta.

Sach Kahoon To Saheb.. Jis Aane Wale Kal Ka Tasavuur Kiya Tha Humare BuzurgoN Ne Shayad Hi Woh Din Hum Sab Kabhi Dekh Sake..
Be-imaani Is Kadar Badh Chuki Hai Har Field Mein Ke Ek Imaandar Insaan To Imaandari Se Jeene Ke Khwaab bhi Nahi Dekh Sakta...Aaj Agar Badhti Mehnagai Par Kaabu Naa Laa Sake Hum To Shayad Woh Din Door Nahi Jab Sabse Gareeb Desho mein Humaara Bhi Naam Hoga...Yeh Sab Kehte Hue Afsos To Bahut Hota Hai Par Yeh Sab Sach Hai..Khair Umeed Par Aaj Bhi Duniya Kaayam Hai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: February 16, 2014, 12:30:57 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Khwahish ji . Hamare buzurg apni zameen jaaidaad qaum ko saunp kar jis jamhoori inqilab ka khwab dekh rahe thhe uski tabeer ulti ho gai.Kal ke bhikari aaj hamaare aaqa bankar hukumat kar rahe hain aur  awaam ko mili bhagat se loot rahe hain . Din badin halaat badtar hote ja rahe hain . Kash ye nizam badal sakta.

Aapne Apna Waqt Diya Aapka Bahut bahut Shriya Saheb icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #7 on: February 16, 2014, 12:31:25 AM »
Reply with quote
Wah Wah!!! Bohat Khub!! Bohat hi sachi baat pesh ki hai aadmi. Mehgai ne aaj kal aam aadmi ki kamar tod rakhi hai. Jaane kab yeh waqt badlega.

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: February 16, 2014, 12:35:59 AM »
Reply with quote
Bahut Umdah! Khwahish Saheh.
                  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
SurindarN.  Applause Applause Applause Applause Applause

Aapne Apna Waqt Diya Aapka Bahut Bahut Abhaar icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #9 on: February 16, 2014, 03:51:49 AM »
Reply with quote
Khud Ka Bhoj Khud Hi Uthaata Hai Aam Aadmi
Ab To Har Baat Se Ghabraata Hai Aam Aadmi

Daur Tha Woh Ek Jo Ab Guzar Saa Gaya..!!!
Bahut Mushkil Se Ab Muskuraata Hai Aam Aadmi

Laakh Zamane Zulm Dhaaye,Yeh AankheN Ashq Bahaye
Naa Jaane Aakhir Kaise Jee Paata Hai Aam Aadmi

Kaheen Bazaar MeN Baccha Naa Khilone Ki Zidd Kare
Uss Dukaan Se Chup Ke Se Guzar Jaata Hai Aam Aadmi

Ghar-Ghaadi Har Cheez KishtoN Men Haasil Hai..!!!
Apne Chain-Sukoon Ko KishtoN MeN Gawaata Hai Aam Aadmi

Desh To "Super-Power" Hai Par Iss Desh ke Log Nahi
Har Ameer Ke Aage Sar Apna Jhukaata Hai Aam Aadmi

Koi Khaas Beemar Ho To Laakhon Rupaye Kharch Ho Jaaye
Bin Ilaaj Ke Iss Desh MeN Sirf Mar Jaata Hai Aam Aadmi

"Khwahish" Iss Desh Ke Udyog-Pati Apna Kaarobaar Badaaye
Uss Karobaar Ke Liye Apni Jeb Se Paise Chukaata Hai Aam Aadmi
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah bilkul sahi farmaya apne dear sir ji
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #10 on: February 16, 2014, 04:44:27 AM »
Reply with quote
When an Leading Indian company sells Gas at $2.34 in Bangladesh and the same for $4.2 to the Indian government,
something must be wrong. It becomes even more murky when the company and the government have Already made an arrangement
to increase the price to $8.4.   
Millions Of Benefits For The Leading Indian Company & The Government..
The People Who Have To Shell The AMount For The Icrease Of Price From Our Pockets Are WE....The Mango People...(Aam Aadmi)

Khud Ka Bhoj Khud Hi Uthaata Hai Aam Aadmi
Ab To Har Baat Se Ghabraata Hai Aam Aadmi

Daur Tha Woh Ek Jo Ab Guzar Saa Gaya..!!!
Bahut Mushkil Se Ab Muskuraata Hai Aam Aadmi

Laakh Zamane Zulm Dhaaye,Yeh AankheN Ashq Bahaye
Naa Jaane Aakhir Kaise Jee Paata Hai Aam Aadmi

Kaheen Bazaar MeN Baccha Naa Khilone Ki Zidd Kare
Uss Dukaan Se Chup Ke Se Guzar Jaata Hai Aam Aadmi

Ghar-Ghaadi Har Cheez KishtoN Men Haasil Hai..!!!
Apne Chain-Sukoon Ko KishtoN MeN Gawaata Hai Aam Aadmi

Desh To "Super-Power" Hai Par Iss Desh ke Log Nahi
Har Ameer Ke Aage Sar Apna Jhukaata Hai Aam Aadmi

Koi Khaas Beemar Ho To Laakhon Rupaye Kharch Ho Jaaye
Bin Ilaaj Ke Iss Desh MeN Sirf Mar Jaata Hai Aam Aadmi

"Khwahish" Iss Desh Ke Udyog-Pati Apna Kaarobaar Badaaye
Uss Karobaar Ke Liye Apni Jeb Se Paise Chukaata Hai Aam Aadmi

            ~~~~~Khwahish~~~~~~

kay bat hai,,,,
Awesome.
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #11 on: February 16, 2014, 06:46:09 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob.... Thumbs UP

 Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #12 on: February 16, 2014, 08:15:52 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

inqlaabee khayaalaat ummedd hee rakh saktaa hoon kuchh achhaa hone kee aam aadmee hoon n
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #13 on: February 16, 2014, 02:10:16 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley bhut sahi kha ap ny
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: February 16, 2014, 06:00:18 PM »
Reply with quote
Daur Tha Woh Ek Jo Ab Guzar Saa Gaya..!!!
Bahut Mushkil Se Ab Muskuraata Hai Aam Aadmi

Kaheen Bazaar MeN Baccha Naa Khilone Ki Zidd Kare
Uss Dukaan Se Chup Ke Se Guzar Jaata Hai Aam Aadmi

Koi Khaas Beemar Ho To Laakhon Rupaye Kharch Ho Jaaye
Bin Ilaaj Ke Iss Desh MeN Sirf Mar Jaata Hai Aam Aadmi

"Khwahish" Iss Desh Ke Udyog-Pati Apna Kaarobaar Badaaye
Uss Karobaar Ke Liye Apni Jeb Se Paise Chukaata Hai Aam Aadmi

Bahut khoob khwahish jee

Aapne Apna Waqt Diya Aapka Bahut Bahut Dhanyawaad Mukesh Jee icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 12:14:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.162 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer