Pata Nahi Kyon Yaar Hum Bade Ho Jaate Hai "Khwaish"

by khwaish on December 12, 2011, 09:12:06 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 11259 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
In childhood,

we Sometimes pretended To Cry Just To Attract  Mom's Attention........

Now....

we Pretend To Be Perfect when Actually v r crying quitely...........

Dat's Life.......


Bahut Din Baad Ek Nazm Likh raha Hoon Jo Dil Se Nikli Ho,
Kayi Baar Har Insaan Zindagi ke Kisi Daur mein Khud se
Yeh Sawaal,Yeh Shikayat Zaroor karta hai ke "Yaar Hum bahut Jaldi Bade Ho gaye,
Kaash Hum Abhi Bache Hote To har Zimmedari,Har Mushkilon se Mukth Rehte,
Aane Wale Kal Ki parwaah naa Hoti, Naa Paisa,Naa status Ki Fikar,
Naa Koi Duniyavi Rasmo ke Kisi Jaal Mein Fasse Rehte,
Bas Kuch Innhi Jazbaaton Par Kuch likh Raha Hoon..Saath Dijiyega....



Aankhon mein Khwaab!!
Chehre Par Muskaan!!
Dil mein Khwaishe..
Bade Hone Ke Armaan

Chalte Chalte Yeh Daur
Kaha Kho Jaate hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar,Hum Bade Ho Jaate Hai..!!

Ek Halki Si Muskaan Chehre Par
Aaj Bhi Sajaye Baithe Hai!!
Kal Ki Fikar mein Hum,
Apna Aaj Gawaye baithe Hai

Waqt Aur Halaat Ke Mutabik
Hum  To Sawar Jaate Hai
Par Pata Nahi Kyon,
yaar, Bade Ho jaate Hai

Zimmedariyan Bhi
Badhti Reh Gayi
Umar Ke Mutabik Sehat
Ghathti Reh gayi

Masoom Se Khwaab
Palkon mein So Jate Hai
Pata Nahi Kyon
Yaar, Bade Ho Jaate Hai

Khel Bhaag Daud Ke
Ab Zaroorate Khilaati hai
Paise,Status Ke peeche
Har Ek Ko Bhagaati Hai

Aage Bhadne Ki Daud mein Hum Rishto
Ko Peeche Chodd jaate Hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate Hai

Ruthna-Manana Guzra
Hua Daur Sa Lagta Hai!!
Aaj ka Aadmi Shikayaton
Ko Mann mein Bharta Hai

Hum Apno Se Pal Bhar Mein
Door Ho Jaate hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate hai

"Khwaish" Apne Dil Ke Dhadkano Ki Suun
yeh Bhi Kuch keh jaate hai!!
Awaaz nahi inme par Yeh Har
Zakhm Duniya ke Seh Jaate Hai

Khilone Toote To Juud Jaaye!!!!!
Dil Toote To Hum Ro Jaate Hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate Hai

    ~~~~Khwaish~~~~~
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 12, 2011, 09:35:12 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause a nice creation khwaish ji mubaarak ho
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: December 12, 2011, 02:49:31 PM »
Reply with quote
In childhood,

we Sometimes pretended To Cry Just To Attract  Mom's Attention........

Now....

we Pretend To Be Perfect when Actually v r crying quitely...........

Dat's Life.......


Bahut Din Baad Ek Nazm Likh raha Hoon Jo Dil Se Nikli Ho,
Kayi Baar Har Insaan Zindagi ke Kisi Daur mein Khud se
Yeh Sawaal,Yeh Shikayat Zaroor karta hai ke "Yaar Hum bahut Jaldi Bade Ho gaye,
Kaash Hum Abhi Bache Hote To har Zimmedari,Har Mushkilon se Mukth Rehte,
Aane Wale Kal Ki parwaah naa Hoti, Naa Paisa,Naa status Ki Fikar,
Naa Koi Duniyavi Rasmo ke Kisi Jaal Mein Fasse Rehte,
Bas Kuch Innhi Jazbaaton Par Kuch likh Raha Hoon..Saath Dijiyega....



Aankhon mein Khwaab!!
Chehre Par Muskaan!!
Dil mein Khwaishe..
Bade Hone Ke Armaan

Chalte Chalte Yeh Daur
Kaha Kho Jaate hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar,Hum Bade Ho Jaate Hai..!!

Ek Halki Si Muskaan Chehre Par
Aaj Bhi Sajaye Baithe Hai!!
Kal Ki Fikar mein Hum,
Apna Aaj Gawaye baithe Hai

Waqt Aur Halaat Ke Mutabik
Hum  To Sawar Jaate Hai
Par Pata Nahi Kyon,
yaar, Bade Ho jaate Hai

Zimmedariyan Bhi
Badhti Reh Gayi
Umar Ke Mutabik Sehat
Ghathti Reh gayi

Masoom Se Khwaab
Palkon mein So Jate Hai
Pata Nahi Kyon
Yaar, Bade Ho Jaate Hai

Khel Bhaag Daud Ke
Ab Zaroorate Khilaati hai
Paise,Status Ke peeche
Har Ek Ko Bhagaati Hai

Aage Bhadne Ki Daud mein Hum Rishto
Ko Peeche Chodd jaate Hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate Hai

Ruthna-Manana Guzra
Hua Daur Sa Lagta Hai!!
Aaj ka Aadmi Shikayaton
Ko Mann mein Bharta Hai

Hum Apno Se Pal Bhar Mein
Door Ho Jaate hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate hai

"Khwaish" Apne Dil Ke Dhadkano Ki Suun
yeh Bhi Kuch keh jaate hai!!
Awaaz nahi inme par Yeh Har
Zakhm Duniya ke Seh Jaate Hai

Khilone Toote To Juud Jaaye!!!!!
Dil Toote To Hum Ro Jaate Hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate Hai

    ~~~~Khwaish~~~~~

Khawaish ji--
aapne to har insaan ke dukhti rag pe haath rakh di--

ye sawaal to har koi khud se jarur krta hai--
humne bhi ki hai--

vo bachpan ka daur,vo shaitaniyan
meethi loree, vo daadi naani ki kahaniyan
hardam shor machana, bhaag kar MAA ki aanchal me chupp jana
na tha koi drd na thi ghamo ki koi parchaiyaN
---
yaar, sahi me hum bade kyun ho gaye sad5
aapne yaad dila di vo baate sabhi

daad daad

khus rahie
muskurate rahie
Usual Smile
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: December 12, 2011, 03:27:12 PM »
Reply with quote
Khwaish ji.Bahut khubsurat takhleeq hai.Waqai hamaare andar se aksar aisi hi awaazein aati hain.Padha thha ki 'man is born free,but everywhere he is in chains '.ye chains tod to nahin sakta lekin khwahish zaroor kar sakta hai.Aap ko iss ehsaas ko qalamband karne per dheron daad.Hasan
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 12, 2011, 03:47:27 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause a nice creation khwaish ji mubaarak ho

Aapne Apna keemti Waqt Diya Aapka bahut bahut Shukriya Sainji icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: December 12, 2011, 06:32:22 PM »
Reply with quote
Khawahish jee aadaab!


Jee bahut sahiN farmaya aapne .. bahut khoob janab..
badi hi gehrai se aapne bachpan ke masoom se dino ki
yaad meiN aappne sabhi ahsaasoN ko samet liyaa janab
bahut khoob rahi aapki yeH kalaam .. Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye.. daad daad daad Usual Smile 
Likhate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye..
khuda Hafez.. Usual Smile        



Khawaish ji--
aapne to har insaan ke dukhti rag pe haath rakh di--

ye sawaal to har koi khud se jarur krta hai--
humne bhi ki hai--

vo bachpan ka daur,vo shaitaniyan
meethi loree, vo daadi naani ki kahaniyan
hardam shor machana, bhaag kar MAA ki aanchal me chupp jana
na tha koi drd na thi ghamo ki koi parchaiyaN

---
yaar, sahi me hum bade kyun ho gaye sad5
aapne yaad dila di vo baate sabhi

daad daad

khus rahie
muskurate rahie
Usual Smile


S firaa jee.. aadaab

Janab kia kahne aapke bhi waah jee bahut khoob...
bahut achche ahsaas O khayaal kahe hai aapne.. Usual Smile

bahut khoob janab daad daad daad ..  Applause Applause Applause

Likhate rahiye.. Khush O aabad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile         

Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2011, 06:24:06 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob khwaish ji
antardwanda ka result...this creation..very nice.
full of thoughts. beautifully expressed.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 13, 2011, 11:56:31 AM »
Reply with quote
Khawaish ji--
aapne to har insaan ke dukhti rag pe haath rakh di--

ye sawaal to har koi khud se jarur krta hai--
humne bhi ki hai--

vo bachpan ka daur,vo shaitaniyan
meethi loree, vo daadi naani ki kahaniyan
hardam shor machana, bhaag kar MAA ki aanchal me chupp jana
na tha koi drd na thi ghamo ki koi parchaiyaN
---
yaar, sahi me hum bade kyun ho gaye sad5
aapne yaad dila di vo baate sabhi

daad daad

khus rahie
muskurate rahie
Usual Smile



Ji Bilkul S.f Ji, Jaise ki Maine Pehle hi kaha Yeh sawaal har Koi Kisi naa Kisi waqt khud se yeh sawaal zaroor puchta hai..Apane bhi bahutttttt Acha Aur Dil Ko Chuta Hua Likha Hai..

Apna Waqt dene Ke Liye Bahut bahut Shukriya icon_flower icon_flower
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: December 14, 2011, 10:36:05 PM »
Reply with quote
Dost,
kabhi kabhi parrte parrte kab nazm khatam hogayi, pata
hi nahin chalta..
Kya baat likhi hai apne dost..
Bas flow main parrte hi chala gaya..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 15, 2011, 08:13:09 AM »
Reply with quote
Khwaish ji.Bahut khubsurat takhleeq hai.Waqai hamaare andar se aksar aisi hi awaazein aati hain.Padha thha ki 'man is born free,but everywhere he is in chains '.ye chains tod to nahin sakta lekin khwahish zaroor kar sakta hai.Aap ko iss ehsaas ko qalamband karne per dheron daad.Hasan

Hasan Saheb!!!!

Aapka Teh Dil Se Shukriya Jo Aapne Apna Waqt diya..

Ji Bilkul Sach kaha Aapne ke "Man Is Born Free But Everywhere he Is In chains".. aapki yeh baat sunnkar apni zindagi ka ek kissa yaad aa gaya..
Aapse Zaroor Kabhi Share Karunga....Aur Ji Bilkul insaan Har cheez Apne Mutabik nahi paa Sakta Par haan Khwaish Zaroor kar sakta Hai..

Inn Ehsaaso Ko Samjhane ke liye,mehsoos karne ke liye aur saath dene ke liya aapka bahutttttttt bahutttt shukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 17, 2011, 06:35:08 AM »
Reply with quote
Khawahish jee aadaab!


Jee bahut sahiN farmaya aapne .. bahut khoob janab..
badi hi gehrai se aapne bachpan ke masoom se dino ki
yaad meiN aappne sabhi ahsaasoN ko samet liyaa janab
bahut khoob rahi aapki yeH kalaam .. Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye.. daad daad daad Usual Smile
Likhate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye..
khuda Hafez.. Usual Smile         



S firaa jee.. aadaab

Janab kia kahne aapke bhi waah jee bahut khoob...
bahut achche ahsaas O khayaal kahe hai aapne.. Usual Smile

bahut khoob janab daad daad daad ..  Applause Applause Applause

Likhate rahiye.. Khush O aabad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile         




Parwaaz Ji Aapne Apne Waqt Diya, Aapka bahut bahut
Shukarguzaar Hoon..Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower icon_flower
Logged
zdv
Guest
«Reply #11 on: December 22, 2011, 05:26:09 AM »
Reply with quote
In childhood,

we Sometimes pretended To Cry Just To Attract  Mom's Attention........

Now....

we Pretend To Be Perfect when Actually v r crying quitely...........

Dat's Life.......


Bahut Din Baad Ek Nazm Likh raha Hoon Jo Dil Se Nikli Ho,
Kayi Baar Har Insaan Zindagi ke Kisi Daur mein Khud se
Yeh Sawaal,Yeh Shikayat Zaroor karta hai ke "Yaar Hum bahut Jaldi Bade Ho gaye,
Kaash Hum Abhi Bache Hote To har Zimmedari,Har Mushkilon se Mukth Rehte,
Aane Wale Kal Ki parwaah naa Hoti, Naa Paisa,Naa status Ki Fikar,
Naa Koi Duniyavi Rasmo ke Kisi Jaal Mein Fasse Rehte,
Bas Kuch Innhi Jazbaaton Par Kuch likh Raha Hoon..Saath Dijiyega....



Aankhon mein Khwaab!!
Chehre Par Muskaan!!
Dil mein Khwaishe..
Bade Hone Ke Armaan

Chalte Chalte Yeh Daur
Kaha Kho Jaate hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar,Hum Bade Ho Jaate Hai..!!

Ek Halki Si Muskaan Chehre Par
Aaj Bhi Sajaye Baithe Hai!!
Kal Ki Fikar mein Hum,
Apna Aaj Gawaye baithe Hai

Waqt Aur Halaat Ke Mutabik
Hum  To Sawar Jaate Hai
Par Pata Nahi Kyon,
yaar, Bade Ho jaate Hai

Zimmedariyan Bhi
Badhti Reh Gayi
Umar Ke Mutabik Sehat
Ghathti Reh gayi

Masoom Se Khwaab
Palkon mein So Jate Hai
Pata Nahi Kyon
Yaar, Bade Ho Jaate Hai

Khel Bhaag Daud Ke
Ab Zaroorate Khilaati hai
Paise,Status Ke peeche
Har Ek Ko Bhagaati Hai

Aage Bhadne Ki Daud mein Hum Rishto
Ko Peeche Chodd jaate Hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate Hai

Ruthna-Manana Guzra
Hua Daur Sa Lagta Hai!!
Aaj ka Aadmi Shikayaton
Ko Mann mein Bharta Hai

Hum Apno Se Pal Bhar Mein
Door Ho Jaate hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate hai

"Khwaish" Apne Dil Ke Dhadkano Ki Suun
yeh Bhi Kuch keh jaate hai!!
Awaaz nahi inme par Yeh Har
Zakhm Duniya ke Seh Jaate Hai

Khilone Toote To Juud Jaaye!!!!!
Dil Toote To Hum Ro Jaate Hai
Pata Nahi Kyon,
Yaar, Hum Bade Ho Jaate Hai

    ~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 03, 2012, 02:25:59 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob khwaish ji
antardwanda ka result...this creation..very nice.
full of thoughts. beautifully expressed.


Thankyou Sooooo Much Mkvji icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 07, 2012, 04:12:58 PM »
Reply with quote
Dost,
kabhi kabhi parrte parrte kab nazm khatam hogayi, pata
hi nahin chalta..
Kya baat likhi hai apne dost..
Bas flow main parrte hi chala gaya..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!


Mere Dost Rahim Aapka bahuttttttttt bahutttttttttt Shukriya... icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 01:26:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.162 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer