rang baaki hain.......

by SURESH SANGWAN on February 13, 2012, 09:22:58 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1217 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
Dekhe to bahut hain humne rang zamaane ke.
Log  kehte hain zindgai ke aur bhi abhi rang baaki hain..............

Utarne laga hai nasha abhi se ya rab.
Abhi to paimane mein aur bhi sharaab baaki hai.
Unhone keh diya jo thi na kehne ki baat.
Ab aye sur tujhe kaun sa inaam baaki hai.
Log kehte hain zindgi ke aur bhi abhi rang baaki hain..................

Ladkhadaate hain kadam aur manjil ka nahin pata.
Jaane abhi aur kitne makaam baaki hain.
Tabiyat bhi humari rehti hai nasaaz abhi se.
ABhi to adhure tamaam kaam baaki hain.
Log kehte hain zindgi ke aur bhi abhi rang baaki hain....................

Tum par karoon to karoon aitbaar kaise.
AAj tak nahin aai vo shaam baaki hain
Abhi waqt hai sambhal ja e zazbaa-e-dil.
verna ab tera khana kharaab baaki hai.
Log kehte hain zindgi ke aur bhi abhi rang baaki hain...............

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Abhi baaki hain ....... by rbh in Shayri-E-Dard
Abhi baaki hain ....... by rbh in Shayri-E-Dard
tumhara faisala baaki hain by raghu ram in Miscellaneous Shayri
Be-Rang Nazar Aate Hain by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
tera rang mujhko behtareen lagta hain by Omi-Shru in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
khujli
Guest
«Reply #1 on: February 13, 2012, 09:48:32 AM »
Reply with quote
Dekhe to bahut hain humne rang zamaane ke.
Log  kehte hain zindgai ke aur bhi abhi rang baaki hain..............

Utarne laga hai nasha abhi se ya rab.
Abhi to paimane mein aur bhi sharaab baaki hai.
Unhone keh diya jo thi na kehne ki baat.
Ab aye sur tujhe kaun sa inaam baaki hai.
Log kehte hain zindgi ke aur bhi abhi rang baaki hain..................

Ladkhadaate hain kadam aur manjil ka nahin pata.
Jaane abhi aur kitne makaam baaki hain.
Tabiyat bhi humari rehti hai nasaaz abhi se.
ABhi to adhure tamaam kaam baaki hain.
Log kehte hain zindgi ke aur bhi abhi rang baaki hain....................

Tum par karoon to karoon aitbaar kaise.
AAj tak nahin aai vo shaam baaki hain
Abhi waqt hai sambhal ja e zazbaa-e-dil.
verna ab tera khana kharaab baaki hai.
Log kehte hain zindgi ke aur bhi abhi rang baaki hain...............




 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: February 13, 2012, 09:50:10 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya qalb ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
hausla afzahi karte rahen.

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: February 13, 2012, 09:59:51 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob ab aap chhaa gaye dheron daad haazir hain
Logged
Kohinoor
Guest
«Reply #4 on: February 13, 2012, 10:05:20 AM »
Reply with quote
Bahut accha likha hai ji
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #5 on: February 13, 2012, 10:35:05 AM »
Reply with quote
boht khoob sangwan sahib
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #6 on: February 13, 2012, 11:53:20 AM »
Reply with quote
khub... sureshji
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: February 13, 2012, 12:44:39 PM »
Reply with quote
behad umda kalaam se nawaaza hai bazm ko aapne Suresh ji--
humari dili daad kubul karen

khus rahen
muskurate rahen
Usual Smile
Logged
sagir
Guest
«Reply #8 on: February 13, 2012, 02:19:26 PM »
Reply with quote
nice
Logged
mkv
Guest
«Reply #9 on: February 13, 2012, 04:47:30 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Suresh Ji
Applause Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 34 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #10 on: February 13, 2012, 04:48:19 PM »
Reply with quote
KHUB
Logged
EpicLover
Guest
«Reply #11 on: February 14, 2012, 02:33:23 AM »
Reply with quote
kya baat hai. bahut khoob.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: February 15, 2012, 07:48:49 AM »
Reply with quote
bahut 2 shukriya saini ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
bahut bahut khoob ab aap chhaa gaye dheron daad haazir hain
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #13 on: February 16, 2012, 08:49:18 AM »
Reply with quote
Suresh Sahab,
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Mazaa agayaa, har lafz choe dil ko...
Daad Hazir hai

Abul Asad
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: February 16, 2012, 03:30:08 PM »
Reply with quote
Abdul asad ji aapka bahut 2 shukriya.
aap yun hi hausla afzahi karte rahen.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Suresh Sahab,
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Mazaa agayaa, har lafz choe dil ko...
Daad Hazir hai

Abul Asad
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 09:16:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.197 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer