rawaitey badalne ki

by saaz_haldwanvi on August 11, 2009, 03:50:58 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1333 times)
saaz_haldwanvi
Guest
Reply with quote

Rawaitey badalne ki baari aayi hai     
Beimaani ab imaandaron ne dikhayi hai,

Kyun khofzada ho ahle-jahan walo
Ye sab baatein tumne hi seekhayi hai,

Waqt ne palatkar kuchch purani chaalen
Mere haq mein ab bisaat bichhayi hai,

Gujra kal to lautkar aata hi rahega
Yaadon se kisko milti reehayi hai,

Jo liya hai yaad se lauta dijiye
dosti ho ya ke dushmani dono hi parayi hai,

GaltiyaN to hain hi tajurboN ke liye
Mudda ye  ki kitni baar dohraayi hai,

Maninde kushboo aaye badgumaN fiza bhi
Jariya kuchh bhi ho sachchayi to sachchayi hai,

                                        SAAZ HALDWANVI{copy right reserved}

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt badalne laga by lalit.sharma83 in Other Languages
Raaste badalne lage..... by SURESH SANGWAN in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
badalne lage aaine hain※※※※※ by sarfira in Miscellaneous Shayri
rasta badalne ko jee chahta hai by apriya in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq fie Ghar Badalne Wala Hai...!! (Adab) by drpandey in Shairi - E - Zindagi
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: August 12, 2009, 06:30:13 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Saaz ji,wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause :clap:excellent.
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #2 on: August 12, 2009, 06:46:49 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Saaz ji,wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause :clap:excellent.
nawajis hai aapki madhu ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: August 12, 2009, 06:52:56 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah, Sach Me Bahut Hi Behtreen Alfaaz Aur Gazab ki Lines Banayi Hai Aapne Saaj Ji.. Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #4 on: August 12, 2009, 07:04:00 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah, Sach Me Bahut Hi Behtreen Alfaaz Aur Gazab ki Lines Banayi Hai Aapne Saaj Ji.. Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.

0shukriya shally ji,hairat hai metre ko pehchanane walo ki kami nhi hai yahan par
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: August 20, 2009, 04:55:07 PM »
Reply with quote

Rawaitey badalne ki baari aayi hai     
Beimaani ab imaandaron ne dikhayi hai,

Kyun khofzada ho ahle-jahan walo
Ye sab baatein tumne hi seekhayi hai,

Waqt ne palatkar kuchch purani chaalen
Mere haq mein ab bisaat bichhayi hai,

Gujra kal to lautkar aata hi rahega
Yaadon se kisko milti reehayi hai,

Jo liya hai yaad se lauta dijiye
dosti ho ya ke dushmani dono hi parayi hai,

GaltiyaN to hain hi tajurboN ke liye
Mudda ye  ki kitni baar dohraayi hai,

Maninde kushboo aaye badgumaN fiza bhi
Jariya kuchh bhi ho sachchayi to sachchayi hai,

                                        SAAZ HALDWANVI{copy right reserved}



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Saaz JI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: August 20, 2009, 04:58:23 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob Saaz ji!!
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #7 on: September 04, 2009, 04:30:01 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Saaz JI
thanx celmira ji
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #8 on: September 14, 2009, 07:12:37 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob Saaz ji!!
shukriya pooja ji
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #9 on: December 30, 2009, 04:40:59 PM »
Reply with quote
Saaz sahab ye ghazal likhi hai ya kavita. Agar ghazal hai to ye behr mein nahi hai, kavita hai to bahut umda hai.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: December 30, 2009, 06:50:03 PM »
Reply with quote

Rawaitey badalne ki baari aayi hai     
Beimaani ab imaandaron ne dikhayi hai,

Kyun khofzada ho ahle-jahan walo
Ye sab baatein tumne hi seekhayi hai,

Waqt ne palatkar kuchch purani chaalen
Mere haq mein ab bisaat bichhayi hai,

Gujra kal to lautkar aata hi rahega
Yaadon se kisko milti reehayi hai,

Jo liya hai yaad se lauta dijiye
dosti ho ya ke dushmani dono hi parayi hai,

GaltiyaN to hain hi tajurboN ke liye
Mudda ye  ki kitni baar dohraayi hai,

Maninde kushboo aaye badgumaN fiza bhi
Jariya kuchh bhi ho sachchayi to sachchayi hai,

                                        SAAZ HALDWANVI{copy right reserved}



Bahut Khoob Saaz Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 12:33:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer