Sab yahin Raho

by @kaash on March 09, 2010, 12:26:01 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1033 times)
@kaash
Guest
Reply with quote

doston ye kavita jaldbazi me thoda likhi hai,
zeregaur kijie


jana nahi hai kahin,sab yahin raho
purane bhi khush rahen,naye bhi yahin raho

bageeche me har gul ki apni ahmiyat thahri
khusbu ki zindagi me apni neemat,yahin raho

shak ko doori ko dard ko kum se kum khud na badhayen
vaqt ka phool kabhi nahi murjhata,ab yahin raho

sub yahin raho

na dekho alfaazon ki rangat,na dekho likhne ka andaaz
har taraf dosti hai dost hain,yahin raho

sub yahin raho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muskuraatay Raho...! by mute_witness in Shayri-E-Dard
meri tanhaiyon ka rasta yahin.... by soudagar in Shayri-E-Dard
-----/// Tum yahin kahin ho /// ------ Hriday by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rukh jao yahin, Rukh jao yahin by Bhupinder Kaur in Other Languages
abhi tak yahin hai... by mixie in Shayri for Dard -e- Judai
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: March 09, 2010, 12:37:57 PM »
Reply with quote
Wah wah Kaash ji bahut achhi kavia likhi jo bhavpurn hai. Jaldi mein likhi hai tab bhi itni achhi hai agar fursat se likhte to aur bhi achhi creation hoti.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: March 09, 2010, 04:29:54 PM »
Reply with quote
WAAH KAASHJI WAAH BAHUT ACHHE.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
kameeney
Guest
«Reply #3 on: March 09, 2010, 07:26:25 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Гитарист
Guest
«Reply #4 on: March 09, 2010, 08:18:09 PM »
Reply with quote
Классно всё: и картинка ,и информация
Logged
asji
Guest
«Reply #5 on: March 10, 2010, 12:15:51 AM »
Reply with quote
Очень и очень неплохо!!!
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: March 10, 2010, 02:38:52 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI    KAASH JI.....

SAB YAHIN RAHO
BICHADKE MAT JAAO
HAM SAB EK HAI
SAMJHO AUR SAMJHAO....
Logged
malli
Guest
«Reply #7 on: March 10, 2010, 02:40:08 AM »
Reply with quote

doston ye kavita jaldbazi me thoda likhi hai,
zeregaur kijie


jana nahi hai kahin,sab yahin raho
purane bhi khush rahen,naye bhi yahin raho

bageeche me har gul ki apni ahmiyat thahri
khusbu ki zindagi me apni neemat,yahin raho

shak ko doori ko dard ko kum se kum khud na badhayen
vaqt ka phool kabhi nahi murjhata,ab yahin raho

sub yahin raho

na dekho alfaazon ki rangat,na dekho likhne ka andaaz
har taraf dosti hai dost hain,yahin raho

sub yahin raho


Bahut accha laga padkar @kaash ji

Sab jahan ke wahan rahe to jiye kaise?
Chalte jaana Zindagi ka naam hai..
Purane rahker murjana yahan dekha
Naye aakar kuch keh dena yahan dekha
Kya nahi dekha yahan aur kya nahi paya yahan
Kahi gul hai kahi gulistan
Kuch phool kagaz ka bi hai yahan
Kagaz ka phool ka bi mehek humne chaka yahan..
Ab aur kya dekhna yahan?
Chalte jaana hai ... Iska naam hi zindagi hai..

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 12:53:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.163 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer