| 
							mkv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							 Ye kahaN hu main Meri aankho ke aage andhera kyOn hai Mujhme taakat jaise hai hi nahi Bahut jor ki pyaas lagee hai.. Paani..kisi ne shayd kuch nahi suna..paaaaaaaaaaaani Mai yahaN kaise aa gaya Mai to kisi ki talaash me nikla tha Kab behosh ho gaya.. Pata hi nahi chala Badan toot raha hai…. Aankhe khul kyoN nahi rahi.. Ye chipchipaahat kaisi hai..aur ye laal sa kya hai Ghabra gaya huN mai… Dar se maathe pe paseena aa gaya hai Mai abhi jeena chahta huN..par Mai khada hone ke kaabil bhi nahi Gir pada huN mai.. Shayad yahi meri niyati thii Jise mai badal na saka.. is jungle me.. kisi ko shayad pata bhi na chale.. usko bhee…jiske liye………………..
  
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						
							Satish Shukla
							
								Khususi Shayar 
								     
								
								Rau: 51
								   Offline
								Gender:   
							Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
								 
								Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #1 on: March 11, 2012, 02:10:20 PM »   | 
								 
						 | 
							 
  mkv ji,
  good.....really touching..
  keep on writing...all the best.
  Satish Shukla 'Raqeeb'
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							adil bechain
							
								Umda Shayar 
								 
								
								Rau: 161
								   Offline
								Gender:   
							Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
								 
								Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #2 on: March 11, 2012, 02:13:40 PM »   | 
								 
						 | 
							  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							saahill
							
								Mashhur Shayar 
								   
								
								Rau: 86
								   Offline
							Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 35 minutes. 
								Posts: 18638 Member Since: Jun 2009
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #3 on: March 11, 2012, 02:19:16 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 boht khoob 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							F.H.SIDDIQUI
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #4 on: March 11, 2012, 02:29:13 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 MKV ji . Bahut khoob likha hai.Roz afzoon qalam  ki androoni taaqat khul kar saamne aa rahi hai. Meri taraf se bahut bahut mubarakbaad.Hasan 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	| 
		
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #6 on: March 11, 2012, 07:38:17 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 really gud one mkvji... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mkv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #7 on: March 11, 2012, 09:27:15 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 mkv ji,
  good.....really touching..
  keep on writing...all the best.
  Satish Shukla 'Raqeeb'
 
  Thanks a lot for your encouraging words Sir  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							sbechain
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #8 on: March 11, 2012, 09:29:53 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 Ye kahaN hu main Meri aankho ke aage andhera kyOn hai Mujhme taakat jaise hai hi nahi Bahut jor ki pyaas lagee hai.. Paani..kisi ne shayd kuch nahi suna..paaaaaaaaaaaani Mai yahaN kaise aa gaya Mai to kisi ki talaash me nikla tha Kab behosh ho gaya.. Pata hi nahi chala Badan toot raha hai…. Aankhe khul kyoN nahi rahi.. Ye chipchipaahat kaisi hai..aur ye laal sa kya hai Ghabra gaya huN mai… Dar se maathe pe paseena aa gaya hai Mai abhi jeena chahta huN..par Mai khada hone ke kaabil bhi nahi Gir pada huN mai.. Shayad yahi meri niyati thii Jise mai badal na saka.. is jungle me.. kisi ko shayad pata bhi na chale.. usko bhee…jiske liye………………..
 
  tooooooooooooo good mkv............! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mkv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #9 on: March 12, 2012, 08:44:28 AM »   | 
								 
						 | 
							  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mann.mann
							
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #10 on: March 12, 2012, 08:57:39 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 waah mkvji.. padte padte aankhon ke samne ek tasvir si chalne lagi thi... waaah  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mkv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #11 on: March 12, 2012, 09:00:27 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 waah mkvji.. padte padte aankhon ke samne ek tasvir si chalne lagi thi... waaah 
  Mann ji  Bahut bahut dhanyavaad maine ise bhare aansuoN ke saath likha hai..na jaane kyoN koshish kuch hadd tak kaamyaab hui. thanks again  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							sksaini4
							
								Ustaad ae Shayari 
								     
								
								Rau: 853
								   Offline
								Gender:   
							Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes. 
								Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #12 on: March 12, 2012, 10:37:12 AM »   | 
								 
						 | 
							 
 Rachnaa hai aapkee badee gahrairaan liye. alfaaz iske hain badee baareekiyaan liye.  keep it up 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mkv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #13 on: March 12, 2012, 03:17:24 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 boht khoob
  Thanks saahil ji  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mkv
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #14 on: March 12, 2012, 05:00:59 PM »   | 
								 
						 | 
							 
 MKV ji . Bahut khoob likha hai.Roz afzoon qalam  ki androoni taaqat khul kar saamne aa rahi hai. Meri taraf se bahut bahut mubarakbaad.Hasan
  Bahut Bahut Shukriya Sir dil bhar aaya aapke comments padhkar.  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |