ye jindgi kuch batati hai

by dard_a_bewafaee on June 27, 2005, 11:37:43 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 699 times)
dard_a_bewafaee
Guest
Reply with quote
ye jindgi kuch batati hai (hamare bare main)


 sochta hoon ye jindgi to ek paheli hai
 suljhata rahta hoon par nahin sulajhta hai
 ek sabak deti hai ye jindgi
 ki jeena to jeena hai par has kar jeena hai
 na kisi se kafa,na koi geela na koi sikwa
 jaise chand to sabhi dekhte hai par uski
 chandni ki khoosboo sabhi ko   nahin milti hai
 such ye jindgi badi hi naazook hai
 upar wale ki meherbani hai
 is dharti par hum aaye hai
 sukriya kaise aga kare us khuda ka
 jisne hamein ek jeeta jagta insaan banaya hai
 muskiloon se hum nahin darte hai
 par ye muskiloon ka dour khatam nahin hota
 jeet lenge hum is jindgi ko kuch is tarah
 jaise ki kitne hi badal kyu na chaaye
 roshni to hamain jaroor milti hai
 bas itna hi kahna chahta hoon
 kismat to sabke haanth main hai
 bas ek baar apne kismat ko aajmana hai
 dekho manjil tumhare haanth main hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jindgi to sirf jindgi hain by soulshah in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
jindgi sey dar by Sonu in Shayri for Dard -e- Judai
Jindgi by Sonu in Shairi - E - Zindagi
Roshni khamosh taroun ki batati kyun nahin by Faypal in Ghazals
jindgi yu hi by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
rohit30002
Guest
«Reply #1 on: June 27, 2005, 11:46:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "dard_a_bewafaee"
ye jindgi kuch batati hai (hamare bare main)


 sochta hoon ye jindgi to ek paheli hai
 suljhata rahta hoon par nahin sulajhta hai
 ek sabak deti hai ye jindgi
 ki jeena to jeena hai par has kar jeena hai
 na kisi se kafa,na koi geela na koi sikwa
 jaise chand to sabhi dekhte hai par uski
 chandni ki khoosboo sabhi ko   nahin milti hai
 such ye jindgi badi hi naazook hai
 upar wale ki meherbani hai
 is dharti par hum aaye hai
 sukriya kaise aga kare us khuda ka
 jisne hamein ek jeeta jagta insaan banaya hai
 muskiloon se hum nahin darte hai
 par ye muskiloon ka dour khatam nahin hota
 jeet lenge hum is jindgi ko kuch is tarah
 jaise ki kitne hi badal kyu na chaaye
 roshni to hamain jaroor milti hai
 bas itna hi kahna chahta hoon
 kismat to sabke haanth main hai
 bas ek baar apne kismat ko aajmana hai
 dekho manjil tumhare haanth main hai




Nice
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 11, 2024, 11:26:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer