Yeh duniya..

by honeyrose on January 13, 2008, 04:24:55 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 753 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Zindagi pal pal haseen
gadhi ka moqka hai..
Zindagi haseen pal ki
yaadien bankar nahi hoti
 
Zindagi ki raah meh hum
akele reh jaate hai.
Yeh duniya ishq
pe khatam nahin hoti..
 
Zindagi toh ek dor ke
safar par chal rahi hai
Bas kudha seh yeh kushi
apne naseeb hogaye hai
 
Meray dil ki dharkan basti ha
Kismat par aitbar kisko hai..
Wada karo agar mile
 
Zindagi meh kisi mod par
Toh humhe dekh kar ankhe
na band karna.
Yeh toh chan saasein
hai joh dosti aur zindagi
peh kat rahi hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HI RE DUNIYA by poem143s in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
duniya by jindagi in Shayri-E-Dard
....~~Duniya~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard
Duniya by asgher in Shayeri for Dard -e- Bewafai
duniya by jeetufor_u in Shayri-E-Dard
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2008, 07:18:26 AM »
Reply with quote
Yakeen hai mujhe apne pyaar par
Iss duniya mein agar hoghe nah hum..
Apne kwabho koh saja rakna..
Kabhi toh milu ghi yeh kayal rakna..
Sangeet khamoshi ka hai
Sanse bhi sunai deti hai..
Tanhai jese dard ki awaz ban gayi hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: January 15, 2008, 05:42:29 PM »
Reply with quote
Nice Honeyrose
Logged
shri
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2008, 12:02:00 PM »
Reply with quote
"
WAQT NAHI "
Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.......






Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: February 02, 2008, 09:04:35 AM »
Reply with quote
Yeh duniya mein kya manga hai kya manghe hai.
Har koi pyaar ke liye tadapta ta hai...

Har kisi koh pyaar ka intezaar hai.. 
Ek lamhe me simat aayaa hai pyaar ka safar,

Zindagi mein hawa chali ho jaise...
Is tarah aapko sochta rahe hum..

Meri har saans aapke naam likhe ho jaise...
Phoonl ki tarah hamesha aap haske khilo jaise..

Zindagi mein hoti hai chaan kushiyan..
Iss kushiyon ko dil mein chupa loh..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 10:49:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer