Tum se mil ke bhi kyun hum tum se na miley
kyun ab taak hai hum main yeh milon ke faasle
Shikayatein nahi hai ab zindagi se mujhe koi
Kyun fir bhi ab tak hai mujhe tum se kai Giley
Tanhayion ki chaadar odh ke so gaye hum tum
Kyun hum ne na tode aaj talak yeh silsile
Aahat bhi koi hoti hai to lagta hai ki tum ho
Kyun ab tak hai seene main yeh zalzale
Voh ek nazuk dor ka rista jode hai hume aj bhi
Par fir Kyun hai abhi taak Hum main yeh Fasle.......
***Neel***
neel jiiiiiiiiii
mai aap ko jyada nahi janta par ek baat bataon jitna aap ke bare me rahim sir aur kalkar(kapil) ji se suna mujhe b aap ki kami lagne lagi
plzzzzzzzzzzzzzz wapas aajaooooooooo aap ki jarurat hai hamen
aap ki is post pe ek chota reply dal ke mai aap ko manane ki koshish kar raha hu ho sake to chhota bhi samajh kar maaf kar dena aur aajana wapas yahan par ham sab aap ko miss kar rahe hai
misssssssss u neel ji(di)
aao mil jao aise ke dur ho na payen
bhale ho jayen milon ke fasle dur ho na payen
na kar gila-shikwa tu jindagi se
mai dunga itna prem tujhe ki har dard dab jayengy
mai chhin longa tanhayon ko teri
dil me chupa dunga tujhe aise,wo dhundh nahi payengy
har ghadi tujhe dunga ek ehsas naya
tere dil ki dhadakan ko ham giton me gungunayengy
nahi hai bhut najuk ye rishton ki door hamari
mil jaye ye jahan sara to bhi ise tod nahi payengy
ke lout ke aaja yahan tera intajaar hai "neel"
har "Raahi" teri raah pe phool barsayengy