Zindagi jeelo Muskuraake,..

by Jaanasheen on March 09, 2006, 06:42:23 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4465 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Zindagi Naa Hi Meri Hai Aur Naa Teri Hai,..
Zindagi Bas Ek Bujhti hui Shama Hai,..
Jab Hawa Aayi Tab Bujh Jaati Hai,..
Khair Jab Tak Jeeyo Muskurake Jeeyo,..
Yahi Zindagi Hai,..Muskurake jeeyo,..
Kis Ko Khabar Hai Kal Ho Naa Ho...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi by soniya shetti in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi by sabreena in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kitna Bhi Jeelo Ek Din Ajal Hai...(Shihab) by majid in Miscellaneous Shayri
isha_verma7
Guest
«Reply #1 on: March 09, 2006, 06:54:10 AM »
Reply with quote
well said Jaanasheen!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 09, 2006, 07:06:22 AM »
Reply with quote
Shukriya Isha Ji..

Zindagi Ko Dekha Hai Maine Bahoot kareeb se,..
Zamaane Ko jaana hai Maine Bahoot Nazdeek se,..
Zindagi To Pal Do Pal Ke liye Saath Nibhaati hai,..
Zamana To Bas Beete Zakhmon Par Namak Chidakta hai,..
Aur Yeh Duniya Zamane Ke Peeche Sab kuch Lootati hai,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: March 09, 2006, 07:11:35 AM »
Reply with quote
Jaanasheen

Aap bahut achcha likhte hain !

Isi tarah se achcha likhte rahiye

Rajbir
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #4 on: March 09, 2006, 07:12:43 AM »
Reply with quote
nice nice....

Aaj ek haansi aur baant lo
aaj ek dua aur maang lo
aaj ke aansu aur pe lo
aaj ek sapna aur dekh lo
aaj ek Zindagi aur jee lo
aaj kya pata Kal ho na ho
(from KHNH)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 09, 2006, 07:22:35 AM »
Reply with quote
Kal Pe Kya Bharosa Karna,..
Hai Sabko Ek Din Marna,..
Haan Jab Tak Hai Saansein Badan Mein,..
Khushiyaan Hain Sab Ko Batna,.
Wo Zindagi Kya Jo Dusron Ko Gham Pahoon Chaye,..
Jeeyo To Aise,.. Ki,Hum Logon Ko Marr Ke Bhi Yaad Aaye,,/
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6 on: March 09, 2006, 07:26:04 AM »
Reply with quote
Shabash ! Bahut +ve soch hai aap ki
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 09, 2006, 07:29:02 AM »
Reply with quote
Rajbir Bhai,..

Hum To Pyaar Par Yakheen Karte Hain,,.
Kyun Jaana hai Humne zindagi Ke Sab pyaar hai,..
Pyaar Na Ho To Duniya, Duniya Nahi,
Pyaar Hi To Hai Jo Zindagi Ka ehsaas Dilata Hai,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #8 on: March 09, 2006, 07:33:08 AM »
Reply with quote
Sahi kaha aap ne !

Abhi main office ko chalta hoon..nahi to aap ki shayari padhne ke liye chutti leni padegi  :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 09, 2006, 07:35:38 AM »
Reply with quote
Apne Kaam Par Do Tawaho..
Mat Pado Ishq Ke Azaabon mein,..
Zindagi Yunhi Kat Jaati Hai unki,..
Jo rakhte hain Phool Kitabon Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 04, 2006, 10:19:34 AM »
Reply with quote
Zindagi jee Raha Hoon Main Kisi Aur Ko Muskuraate Dekhne Ke Liye,..
Warna Kisi Pasand Hai Ghoot Ghoot Kar Jeene Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 22, 2006, 11:43:40 AM »
Reply with quote
Jhukta Nahi Jo Wo Toot Jaane Ka Intezaar Karta Hai,..
Be Maut Marta Hai Koi Jo Har saans Se Pyaar Karta Hai,..
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #12 on: May 23, 2006, 02:53:34 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Likha Hai J'sheen Bhai !!!!!

Zindagi Hai Char Pal Ki Guzar Le Muskurake,
Do Pal To Tu Gawa Chuka Hai Guzar Bachi Zindagi Sabko Hasake !!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 23, 2006, 09:04:18 AM »
Reply with quote
Sach Kaha Bhai Tumne Jo Kaha Hai,..

Wo Zindagi Kya Jo Dusron Ko Khushi Na De Sake,..
Marne ke Baad To Sab Tere Liye Aanson To Bahaate Hain,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #14 on: May 24, 2006, 07:02:48 AM »
Reply with quote
Shukriya J'sheen Bhai !!!!! Aur Bohot Khoob Likha Hai Aapne !!!!

Lakho Ameero Ki Maut Char Kandho Ne Jani Hai,
Kuch Aisa Karja Ki Lakho Kandhe Mile Tujhe Jane K Liye !!!!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 01:47:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer