zindagi ya saza

by cutiepie4u2 on March 30, 2008, 04:18:34 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1195 times)
cutiepie4u2
Guest
Reply with quote
Yeh zindagi hai ki saza
Kya kare kuch to ho pata
Zindagi hai kyun khafa
Koi rasta na thikana
Aisa lagta hai ki kahi kho gaye hai
Kisiko dhoondte hue rahe gaye hai
Jo chahte hai woh zuban pe nahi aata
Jo karte hai who dil tak nahi jata
Kisko pukare samaj nahi aata
Aapne bi aapne nahi lagte hai
Khud se hi anjaan rahete hai
Sochte hai yeh waqt dal jayega
Lekin yeh kambaqt zindagi chalti raheti hai
Ek hasi ke badle do aasoon aate hai
Kuch mango to kuch kho jata hai
Iski kya hai vaja
Yeh zindagi kyun hai saza
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi meri ek saza ban gayi by Saba_Saba in Shayri-E-Dard
zindagi meri saza bangai. by qadeer in Shayri-E-Dard
zindagi ya saza by cutiepie4u2 in Critics and Review only Forum
{Zindagi Jaise Ek Saza} by angel4u in Shayri-E-Dard
saza-e-zindagi.... by chandniverma86@yahoo.com in Share: Poetry of Pain
Roja
Guest
«Reply #1 on: March 30, 2008, 04:40:32 AM »
Reply with quote
Yeh zindagi hai ki saza
Kya kare kuch to ho pata
Zindagi hai kyun khafa
Koi rasta na thikana
Aisa lagta hai ki kahi kho gaye hai
Kisiko dhoondte hue rahe gaye hai
Jo chahte hai woh zuban pe nahi aata
Jo karte hai who dil tak nahi jata
Kisko pukare samaj nahi aata
Aapne bi aapne nahi lagte hai
Khud se hi anjaan rahete hai
Sochte hai yeh waqt dal jayega
Lekin yeh kambaqt zindagi chalti raheti hai
Ek hasi ke badle do aasoon aate hai
Kuch mango to kuch kho jata hai
Iski kya hai vaja
Yeh zindagi kyun hai saza


Nice 1 cutie
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 30, 2008, 12:01:33 PM »
Reply with quote
Nice One Cutie./
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 30, 2008, 12:08:14 PM »
Reply with quote
Jaane Kyun Zindagi Aksar Sazaa Ban Jaati Hai,.
Jeene Ka Mazaa Dekar Kyun Marne Ki Wajaah Ban Jaati Hai,.

Deti Hai Har Ek Ko Dagaa Yeh, "Azeem",.
Aur Marne ke Waqt Jaane Kyun Gilaa Ban Jaati Hai,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 03:27:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer