***zindgi safar nahi hai aasan***

by kaushikbhawna008 on September 30, 2008, 10:46:56 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3529 times)
kaushikbhawna008
Guest
Reply with quote
kuch manzilein thi apni, kuch khwaab bhi the bune
kuch chahte bhi thi apni, kuch raaste bhi the chune

pathrile raasto par mere, kadam kabhi-2 the dagmagaaye bhi
kuch paane ki aas mei lekin, kaanto par bhi the ham chale

nahi hoti koi dagar aasan, kuch logo ne tha ye samjhaya hamei
par bhuj na paaye umeedo k diye, jo mere mann mei the jale

jaan rahe hain aaj sab mujhko, pehchaan rahe hai aaj sab mujhko
kuch kar dikhane k liye, ham har mushkilon se the ladei

sab kuch dekha hai meine bhi, wafaa, prem aur judaai bhi
kuch ghaav aaj bhi hai taajei, jo apno ne hamko thei diye

zindgi safar nahi hai aasaan, jab ye samajh mei aaya hamei
tae karne har mushkil safar ko, ham akele chal thei diye

aaj mumkin hai manzil tak pahunchkar, mera har koi saath nibha jaaye
par bhuli nahi hoon mein ab tak, jo akele safar meine tae the kiye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindgi ka safar....? by rahul03 in Shairi - E - Zindagi
ye ishq nahi aasan .. by Sunny_boy_with_Sun in Shayri-E-Dard
Safar-E-Zindgi by jempawan in Shairi - E - Zindagi
Thamja Zindgi Kuch Nahi Hai Is Dard Bhare Safar Me by Shayaries_King in Share: Poetry of Pain
Itna Aasan Bhi Nahi Tujhse Mohabbat Karna!!! by angel4u in Share: Poetry of Pain
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: September 30, 2008, 11:51:27 AM »
Reply with quote
 Applause Applause bohat kamaal ka likha hai aapne bhawna dear... Thumbs UP
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: October 01, 2008, 04:33:34 AM »
Reply with quote
GOOD WORK
Logged
sanya310
Guest
«Reply #3 on: October 01, 2008, 06:05:21 AM »
Reply with quote
bohot umda likha hai kaushikbhawna ji! keep writing
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: October 06, 2008, 07:19:07 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Bhawna Applause
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #5 on: December 18, 2008, 09:50:04 AM »
Reply with quote
Applause Applause bohat kamaal ka likha hai aapne bhawna dear... Thumbs UP

thnks honey ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #6 on: December 18, 2008, 09:53:54 AM »
Reply with quote
GOOD WORK

shukriya sajid ji 

aap bhi kuch likhte to acha lagta
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #7 on: December 18, 2008, 09:56:20 AM »
Reply with quote
bohot umda likha hai kaushikbhawna ji! keep writing
Bohot Khoob Bhawna Applause

shukriya sanya ji
shukriya celmira ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 18, 2008, 10:42:30 AM »
Reply with quote
kuch manzilein thi apni, kuch khwaab bhi the bune
kuch chahte bhi thi apni, kuch raaste bhi the chune

pathrile raasto par mere, kadam kabhi-2 the dagmagaaye bhi
kuch paane ki aas mei lekin, kaanto par bhi the ham chale

nahi hoti koi dagar aasan, kuch logo ne tha ye samjhaya hamei
par bhuj na paaye umeedo k diye, jo mere mann mei the jale

jaan rahe hain aaj sab mujhko, pehchaan rahe hai aaj sab mujhko
kuch kar dikhane k liye, ham har mushkilon se the ladei

sab kuch dekha hai meine bhi, wafaa, prem aur judaai bhi
kuch ghaav aaj bhi hai taajei, jo apno ne hamko thei diye

zindgi safar nahi hai aasaan, jab ye samajh mei aaya hamei
tae karne har mushkil safar ko, ham akele chal thei diye

aaj mumkin hai manzil tak pahunchkar, mera har koi saath nibha jaaye
par bhuli nahi hoon mein ab tak, jo akele safar meine tae the kiye

wah Kaushik, bahut hi pyarey tarey sey aap neh jindagi ka
safar pesh kia hai. bahut hi badiya. really nice.

SAFAR JINDAGI KA AKELEY HI TEH KARNA HOTA HAI
MANZIL TAK PAHUCHTEY PAHUCHTEY HAR LAMHA TANHA HOTA HAI

MANZILOH PEH HAR KOI MIL JATA HAI
NAHI MILTA JAB MANJIL TAK JANA HOTA HAI

DUKH SUKH SEY INSAAN JAB PAREY HOTA HAI
TAB KYA DOST KYA DUSHMAN, SAB EK HOTA HAI

MANZIL TAK PAHUCHTEY PAHUCHTEY HAR LAMHA TANHA HOTA HAIMANZIL TAK PAHUCHTEY PAHUCHTEY HAR LAMHA TANHA HOTA HAI

NA GILEY, NA SHIKWEY, SAB SAKOON HOTA HAI
MANZIL PEH PAHUCH KEY YEH NOOR HOTA HAI

BAAL DHOOP MEH SAFAID KU,KAB,KAISEY HOTA HAI
MANJIL KEY SAFAR MEH JAB YEH CHIKNA CHOOR HOTA HAI

JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #9 on: December 19, 2008, 04:37:03 AM »

bohut khoob jasbir ji bilkul sahi likha aapne bhi
ye zindgi ka safar hamei akele hi tey karna hota hai

safar zindgi ka tanha hi katega
par har mod par koi na koi milta rahega
ye baat hogi kuch aur e-dost
milenge to sab par saath koi chal na sakega
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: December 19, 2008, 04:40:28 AM »
Reply with quote
kuch manzilein thi apni, kuch khwaab bhi the bune
kuch chahte bhi thi apni, kuch raaste bhi the chune

pathrile raasto par mere, kadam kabhi-2 the dagmagaaye bhi
kuch paane ki aas mei lekin, kaanto par bhi the ham chale

nahi hoti koi dagar aasan, kuch logo ne tha ye samjhaya hamei
par bhuj na paaye umeedo k diye, jo mere mann mei the jale

jaan rahe hain aaj sab mujhko, pehchaan rahe hai aaj sab mujhko
kuch kar dikhane k liye, ham har mushkilon se the ladei

sab kuch dekha hai meine bhi, wafaa, prem aur judaai bhi
kuch ghaav aaj bhi hai taajei, jo apno ne hamko thei diye

zindgi safar nahi hai aasaan, jab ye samajh mei aaya hamei
tae karne har mushkil safar ko, ham akele chal thei diye

aaj mumkin hai manzil tak pahunchkar, mera har koi saath nibha jaaye
par bhuli nahi hoon mein ab tak, jo akele safar meine tae the kiye

Nice one Bhawna Ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #11 on: December 19, 2008, 04:49:33 AM »
Reply with quote
shukriya rajesh ji notworthy
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: December 19, 2008, 06:09:47 AM »
Reply with quote

bohut khoob jasbir ji bilkul sahi likha aapne bhi
ye zindgi ka safar hamei akele hi tey karna hota hai

safar zindgi ka tanha hi katega
par har mod par koi na koi milta rahega
ye baat hogi kuch aur e-dost
milenge to sab par saath koi chal na sakega

Thanks Kaushik

TANHA SAFAR MEH SHAYED SAATH SAB KA MILEGA
PAR DIL HOGA ITNA KAMJOR, KOI SAATH NA DIKHEGA

JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 05:27:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer