Khudrat Ka Khel

by Jaanasheen on April 12, 2006, 08:28:01 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5990 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Khudrat Ka Khel To Dekho Yaaron,..
Ek Taraf Raat To Dusri Aur Savera Hota Hai,..
Ye Khel To Kismaton Ke Khel Se Milta Hai,.
Kisi ki Kismat Mein Andhera To Kisi Ki Kismat Mein Ujaala Hota Hain,..
Khudarat Aur kismat Dono Apna Farz Nibhaatein hain,..
Farq Sirf Itna Hota Hai Ke Khudrat Duniya Ko Azmaati Hai,..
Aur Kismat Insaano,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
manzar - e - khudrat by sammu1984 in Chit - Chat & General Discussion
ZINDAGEE KA KHEL................. by ranjana in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
mat khel by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
tel(oil) ka khel by phoenix in Chit - Chat & General Discussion
Yah tera khel..... by punam in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #1 on: April 12, 2006, 04:31:03 PM »
Reply with quote
wah kay alikha hai jsheen ji!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 13, 2006, 03:02:12 PM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Ji,..

Khuda Ki Banaayi Khudrat Pe Mujhe Naaz Hai,..
Ke Main Tanha Hoon,..
Phir Bhi Raat Ko Chand Din Ko Suraj Mere Paas Hai,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: April 13, 2006, 08:30:52 PM »
Reply with quote
wonderful  Janasheen. tongue3
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 14, 2006, 10:47:37 AM »
Reply with quote
Shukriya Waheed Bhai,..

Nahi Samjha Hai Koi Bhi Khel Khudrat Ka,..
Kabhi Khushion Ki Bahar Laati Hai ,..
Aur Kabhi Tsunami Ke Roop Mein,..
Sari Duniya Ko Doobaati hai,..
Magar Phir Bhi Iske Kuch Karz Hum Pe Hain,..
Jo Ye Hume Nooraani Manzar Bhi Dikhaati Hai,..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #5 on: April 16, 2006, 09:16:07 AM »
Reply with quote
kudrat to khud main hai ek karishma
insaan uske saath her pel khelta hai
jaanta hai khudrat ke saath majak jayez na hoba
per phir bhi aapni chulbuli fitrat se baaz nahi aata

lanbi daard bhari barish ke baad jab suraj nikelta hai
dil main nahi umang aur jeene ko ek bahana deta hai
chubti chilmilati dhup ke baad jaan barkha hoti hai
hariyali, shitelta, praar aur umang zamane main chajati hai

yeh ek kasishma hai kudrat ka jeewan ek jaadu hai
izzat karen hum is hakiqut ki, yeh kudrat hamari hai
mohabbat hai daard hai, yeh duniya hamari hai
aur kaarz is kudrat ka humpe sada ke liye baaki hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 16, 2006, 02:42:29 PM »
Reply with quote
Insaan Chahe Kitna Bhi Khele Khudrat Se,..
Khudrat ke Ek Thokar SE Wo Mit Jaata Hai,..
Magar Khudrat Bhi Deti Hai Waqt Sambhalne Ka,..
Aur Us Waqt Insaan Zindagi Se Thak Jaata Hai,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #7 on: April 17, 2006, 09:01:25 AM »
Reply with quote
jaansheen ji bahut bahut khoob........
tosha ji aapne bhi bahut khubsoorat likha hai..
nice both of u
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 17, 2006, 10:53:58 AM »
Reply with quote
Shukriya Vicky Bhai,..

Khel Khudrat Ka Koun Jaan Saka,..
Ye To Wo Khel Hai Jis Se Aaj Tak Koi Bhi Nahi Jeet Saka,..
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #9 on: April 17, 2006, 10:55:53 PM »
Reply with quote
Lovelly writing from u Azeem just as usual...!Keep it up really impressd!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 19, 2006, 11:07:12 AM »
Reply with quote
Shukriya Fathima Ji,..

Na Badla Hai Na Badlega Ye Khel Khudrat Ka,..
Ye To Wo Tamaaasha  Hai Jise Koi Nahi Samjha Aaj tak,..
Magar Jab Samjhega To Jaan Jayega Ke Ismein Bhi Haath Hai Mohabbat Ka,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: April 19, 2006, 04:35:54 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Tosha and Jsheen!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 20, 2006, 07:05:31 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Ji,..

Khudrat Ke Kuch Aise Bhi Kaam Hain,..
Jis Se Sab Logon Pe Ilzaam Hain,..
Karti Hai Khudratab Se Tamashaa,.
Aur Hota Insaan Badnaam Hai,..
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #13 on: April 21, 2006, 06:55:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Khudrat Ka Khel To Dekho Yaaron,..
Ek Taraf Raat To Dusri Aur Savera Hota Hai,..
Ye Khel To Kismaton Ke Khel Se Milta Hai,.
Kisi ki Kismat Mein Andhera To Kisi Ki Kismat Mein Ujaala Hota Hain,..
Khudarat Aur kismat Dono Apna Farz Nibhaatein hain,..
Farq Sirf Itna Hota Hai Ke Khudrat Duniya Ko Azmaati Hai,..
Aur Kismat Insaano,..
KAWAL HO TUM, NAA GULAAB HO TUM
MERI ANKHO KA KHWAAB HO TUM,
HAATH UTHA KE RAB SE JOH SAWAAL KIYA THA,
UN SAB SAWALO KE JAWAAB HO TUM!!
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #14 on: April 21, 2006, 06:58:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
jaansheen ji bahut bahut khoob........
tosha ji aapne bhi bahut khubsoorat likha hai..
nice both of you
SOORAJ CHAAND SITARO NAY ZIA MAANGI HAI,
MAGAR IS DIL NE SADA TUJHAY PANY KI DUA MAANGI HAI,
TUM MERI KISMAT MAY LIKH DIYE JAWO HUMAYSHA KE LIYE,TUM MERI KISMAT MAY LIKH DIYE JAO...
JAB BHI MAANGI HAI RABSE YAHI DUA MAANGI HAI!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 01:38:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer