PHOOLON KI DASTAAN

by Jiya on July 08, 2007, 02:49:27 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1482 times)
Jiya
Guest
Reply with quote
phoolon mein hoti hai wo khushbu,
jo man ko bhaa jaati hai.

jo is man ko chhute hi,
ek madhur geet ban jaati hai.

vibhinnataa hoti hai rango mein inke,
jinki man mein tasveer ban jaati hai.

in phoolon mein hoti hai itni kashish,
jo har dil ko lubhaa jaati hai.

jab inhi phoolon ko joda jaye,
to ek manmohak maala ban jaati hai.

jise arpit karo bhagvaan ko,
to ye araadhana ban jaati hai.

jise arpit kar do shaheedon ko,
to yahi shraddhaanjali ban jaati hai.

ye hai wo sundar phoolon ki daastaan,
jo har dil mein samaati hai.


******************************** jiya ....

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TUHEN PHOOLON KI CHAHAT HAI.................. by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
Phoolon Par Jab Bhi,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sahiba Zehra
Guest
«Reply #1 on: July 30, 2007, 05:37:13 PM »
Reply with quote
wah wah jiya ji
kitni sunder flowers ki kavita apne banahi hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 08, 2007, 01:11:43 PM »
Reply with quote
Bahoot Hi Acchi Kavita Likhi Hai,. Aapne,..
Exellent
Logged
paani
Guest
«Reply #3 on: October 01, 2007, 05:28:09 AM »
Reply with quote
Wallaha Jiya ji... Sundar
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: March 09, 2008, 02:30:34 AM »
Reply with quote
phoolon mein hoti hai wo khushbu,
jo man ko bhaa jaati hai.

jo is man ko chhute hi,
ek madhur geet ban jaati hai.

vibhinnataa hoti hai rango mein inke,
jinki man mein tasveer ban jaati hai.

in phoolon mein hoti hai itni kashish,
jo har dil ko lubhaa jaati hai.

jab inhi phoolon ko joda jaye,
to ek manmohak maala ban jaati hai.

jise arpit karo bhagvaan ko,
to ye araadhana ban jaati hai.

jise arpit kar do shaheedon ko,
to yahi shraddhaanjali ban jaati hai.

ye hai wo sundar phoolon ki daastaan,
jo har dil mein samaati hai.


******************************** jiya ....



Waah ! Bohot hi khoob Jiya !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 13, 2008, 11:42:37 AM »
Reply with quote
Phool To Jhard Jaayenge Mausam Ke bahaane,.
Koi Kaanton Se seekhe Rishte Nibhaane,.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #6 on: September 17, 2011, 08:38:12 AM »
Reply with quote
phoolon mein hoti hai wo khushbu,
jo man ko bhaa jaati hai.

jo is man ko chhute hi,
ek madhur geet ban jaati hai.

vibhinnataa hoti hai rango mein inke,
jinki man mein tasveer ban jaati hai.

in phoolon mein hoti hai itni kashish,
jo har dil ko lubhaa jaati hai.

jab inhi phoolon ko joda jaye,
to ek manmohak maala ban jaati hai.

jise arpit karo bhagvaan ko,
to ye araadhana ban jaati hai.

jise arpit kar do shaheedon ko,
to yahi shraddhaanjali ban jaati hai.

ye hai wo sundar phoolon ki daastaan,
jo har dil mein samaati hai.


******************************** jiya ....




good post
Logged
Nazraana
Guest
«Reply #7 on: September 21, 2011, 05:49:54 AM »
Reply with quote
waaaaaaaa kya baat jiya ji ..........
Logged
Jiya
Guest
«Reply #8 on: September 28, 2011, 07:27:41 AM »
Reply with quote
Thanksss to alll for liking my Post.... ans also sorry for very late reply....... trhankssss once again .... Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 05:39:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer