Dedication for Mr. J Singh Sahaab (from Anjaan Dharkan)

by anjaan dharkan on January 16, 2009, 03:03:31 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2086 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
Raathon ko jaag jaag k, wo dard ka ilaaj kartay hain,
subha char char bajay tak, kissee ANJAAN se baat kartay hain,

Dhuk unka b gehra hai, dhuk humara b aisee hee hai,
aur phir b, muhabbat kee misalaen, wo diya kartay hain.

Zindagee unnkee haseen hai, ye maantay bhi, wo mutmaeen nahi hain.
Na undhaeron mein chaen hai unnhe, na aur kaheen hai.

Samhajtay jaisey chahnay waalay unnke kum hain, kabhie Yoindia k forms par dehka nahi unnho ne, shayad.
Iss baat se unnko ghum hai, par humaree nazar mein wo ek behtareen dost hain, aur jahaan mein nahi unnsa jaisa koi shayar!

~Sidraah

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: January 16, 2009, 04:12:25 PM »
Reply with quote
Bohat pyaara likhta hain
Bohat sara likhta hain
Waise to nam Jasbir hain uska
Par Ghayel use pyaar se Yaara likhta hain

   
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: January 16, 2009, 04:27:32 PM »
Reply with quote
Bohat pyaara likhta hain
Bohat sara likhta hain
Waise to nam Jasbir hain uska
Par Ghayel use pyaar se Yaara likhta hain


ha ha ha... ok!

  

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: January 16, 2009, 07:48:57 PM »
Reply with quote
Nice Anjaan
and Ghayel Ji
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: January 16, 2009, 08:57:11 PM »
Reply with quote
once agiain, thx rajesh!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: January 17, 2009, 07:17:35 PM »
Reply with quote
Raathon ko jaag jaag k, wo dard ka ilaaj kartay hain,
subha char char bajay tak, kissee ANJAAN se baat kartay hain,

Dhuk unka b gehra hai, dhuk humara b aisee hee hai,
aur phir b, muhabbat kee misalaen, wo diya kartay hain.

Zindagee unnkee haseen hai, ye maantay bhi, wo mutmaeen nahi hain.
Na undhaeron mein chaen hai unnhe, na aur kaheen hai.

Samhajtay jaisey chahnay waalay unnke kum hain, kabhie Yoindia k forms par dehka nahi unnho ne, shayad.
Iss baat se unnko ghum hai, par humaree nazar mein wo ek behtareen dost hain, aur jahaan mein nahi unnsa jaisa koi shayar!

~Sidra Aarzu Ahmed




SIDRA HUM TOH HAIRAAN HI REH GAYE
KYA KAHEY AAP SEY, HAR SHABD SEY JAISEY HUM ANJAAN REH GAYE

ANJAAN DHADKAN TUM KEHLATI HO
DHADKANEY HAMARI ANJAAN KAR JATI HO

What should i say SIDRA ... confused mind hai bahut ...
confused is liye, aaj tak kisi ney hamey kuch dedicate kia hi nahi... yeh sochu toh bahut khush hu and very much thankful to you..

abhi tak toh hum detey hi aaye they
lene meh toh hamey dosti bhi na mili
har kisi sey milkey hum hastey hi aaye they
gam-eh-dil koh pooch leh, aisi koi bhi na mili

CHEHREY PEH CHEHRA HUM LAGAYE RAKHTEY HAI
GUM APNA SAB SEY CHUPAYE RAKHTEY HAI
LOG SAMAJTEY HAI HUM HASTEY HI REHTEY HAI
PAR HUM GUM BHARA DIL, DABAYE RAKHTEY HAI


SIDRA, bahut kuch kehna chahta hu par kuch keh nahi paa raha hu,
kya kya kahu aap sey kuch samaj nahi paa raha hu

par YOINDIA meh hamey bahut pyar mila
aap jaisey acchey dostoh ka saath mila

bahut kuch keh bhi, hum kuch keh nahi paaye
rotey huye dil ki khushi, hum likh nahi paaye


Thanks once again SIDRA ... thanks a lot


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 17, 2009, 07:20:03 PM »
Reply with quote
Bohat pyaara likhta hain
Bohat sara likhta hain
Waise to nam Jasbir hain uska
Par Ghayel use pyaar se Yaara likhta hain

  



Thanks Ghayel for your love and friendship my dear. Aaj dard-eh-dil meh khushi key aasu chalak rahey hai, kuch likh paney key liye hamarey haath kaap rahey hai .....fir kabhi kuch likh dengey, aaj key liye buss aap koh bahut sara thanks kahengey..... thanks a lot Ghayel, thanks

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: January 17, 2009, 07:20:36 PM »
Reply with quote
Nice Anjaan
and Ghayel Ji

Thanks Rajesh, thanks a lot to you tooo.

Jasbir Singh
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: January 17, 2009, 08:33:07 PM »
Reply with quote

SIDRA HUM TOH HAIRAAN HI REH GAYE
KYA KAHEY AAP SEY, HAR SHABD SEY JAISEY HUM ANJAAN REH GAYE

ANJAAN DHADKAN TUM KEHLATI HO
DHADKANEY HAMARI ANJAAN KAR JATI HO

What should i say SIDRA ... confused mind hai bahut ...
confused is liye, aaj tak kisi ney hamey kuch dedicate kia hi nahi... yeh sochu toh bahut khush hu and very much thankful to you..

abhi tak toh hum detey hi aaye they
lene meh toh hamey dosti bhi na mili
har kisi sey milkey hum hastey hi aaye they
gam-eh-dil koh pooch leh, aisi koi bhi na mili

CHEHREY PEH CHEHRA HUM LAGAYE RAKHTEY HAI
GUM APNA SAB SEY CHUPAYE RAKHTEY HAI
LOG SAMAJTEY HAI HUM HASTEY HI REHTEY HAI
PAR HUM GUM BHARA DIL, DABAYE RAKHTEY HAI


SIDRA, bahut kuch kehna chahta hu par kuch keh nahi paa raha hu,
kya kya kahu aap sey kuch samaj nahi paa raha hu

par YOINDIA meh hamey bahut pyar mila
aap jaisey acchey dostoh ka saath mila

bahut kuch keh bhi, hum kuch keh nahi paaye
rotey huye dil ki khushi, hum likh nahi paaye


Thanks once again SIDRA ... thanks a lot


Jasbir Singh

aray yaar! mainay kaha thah na, muhabbat kee dunya mein kammi nahee! We all love you dearly dost!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: January 19, 2009, 03:34:21 PM »
Reply with quote
aray yaar! mainay kaha thah na, muhabbat kee dunya mein kammi nahee! We all love you dearly dost!

Thanks once again sidra and all yo indian friends. Sach meh yaha bahut pyar mila sab ka

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 19, 2009, 03:56:28 PM »
Reply with quote
Waah Waah,.
Bohat Hi Achche Sidra JI,.
And Nice One Jasbir Bhaiya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 19, 2009, 04:13:32 PM »
Reply with quote
Anjaan Thi Wo Lardki, Naam Bhi Uska Anjaan Tha,.
Uske Dostaana Mizaaj Se, Main Bohat Hairaan Tha,.

Dheere Dheere Mili Wo Mujhe, Is Nayaab Pariwaar Mein,.
Tham Liya Haath Mera, Jab Main Yahaan Pareshaan Tha,.

Kya Kahoon Us Lardki Ka Main, Dil Ki Kitni Wo Pyaari Thi,.
Ek Pal Mein Hi Jeet Liya Dil Usne, Aisi Uski Yaari Thi,.

Yun To Hue Hain Dost Hazaaron, Aisi Na Unse Baat Hui,.
Sapno Mein Dekhne Lagi Wo Mujhe, Ab Tak Na Us Se Mulakhaat Hui,.

Kya Kahoon Main Us Lardki Ka, Andaaz Kitna Niraala Tha,.
Main To Doob Gaya Tha Ghamon Mein, Usne Hi Mujhe Sambhaala Tha,.

Ab Yahi Tamanna Hai, Ke Uski Dosti Maut Tak Naseeb Ho,.
Ghamon Se Wo Door Rahe, Khushiyon Ke Behad, Kareeb Ho,.

_______________________________-Jaanasheen-











Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: January 19, 2009, 07:30:15 PM »
Reply with quote
Anjaan Thi Wo Lardki, Naam Bhi Uska Anjaan Tha,.
Uske Dostaana Mizaaj Se, Main Bohat Hairaan Tha,.

Dheere Dheere Mili Wo Mujhe, Is Nayaab Pariwaar Mein,.
Tham Liya Haath Mera, Jab Main Yahaan Pareshaan Tha,.

Kya Kahoon Us Lardki Ka Main, Dil Ki Kitni Wo Pyaari Thi,.
Ek Pal Mein Hi Jeet Liya Dil Usne, Aisi Uski Yaari Thi,.

Yun To Hue Hain Dost Hazaaron, Aisi Na Unse Baat Hui,.
Sapno Mein Dekhne Lagi Wo Mujhe, Ab Tak Na Us Se Mulakhaat Hui,.

Kya Kahoon Main Us Lardki Ka, Andaaz Kitna Niraala Tha,.
Main To Doob Gaya Tha Ghamon Mein, Usne Hi Mujhe Sambhaala Tha,.

Ab Yahi Tamanna Hai, Ke Uski Dosti Maut Tak Naseeb Ho,.
Ghamon Se Wo Door Rahe, Khushiyon Ke Behad, Kareeb Ho,.

_______________________________-Jaanasheen-













meree aankhon mein paani hai... u gimme 2 much credit!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: January 20, 2009, 06:28:30 AM »
Reply with quote
Raathon ko jaag jaag k, wo dard ka ilaaj kartay hain,
subha char char bajay tak, kissee ANJAAN se baat kartay hain,

Dhuk unka b gehra hai, dhuk humara b aisee hee hai,
aur phir b, muhabbat kee misalaen, wo diya kartay hain.

Zindagee unnkee haseen hai, ye maantay bhi, wo mutmaeen nahi hain.
Na undhaeron mein chaen hai unnhe, na aur kaheen hai.

Samhajtay jaisey chahnay waalay unnke kum hain, kabhie Yoindia k forms par dehka nahi unnho ne, shayad.
Iss baat se unnko ghum hai, par humaree nazar mein wo ek behtareen dost hain, aur jahaan mein nahi unnsa jaisa koi shayar!

~Sidra Aarzu Ahmed



Nice Dedicatin Anjaan Dharkan.. Applause Applause
Bahut Khoob Azeem Bro & Jasbir Paaji.. Applause Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #14 on: January 20, 2009, 07:37:16 AM »
Reply with quote
ITs nice anjaan ji Applause Clapping Smiley
Bahoot hi khoob Azeem ji Clapping Smiley Clapping Smiley
Gud job jasbir ji Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 10:29:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer