MAIN JAB UHDAAS HOTA HOOHN [Asghr]

by Asghr on February 18, 2009, 07:32:00 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1770 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 19, 2009, 01:24:05 PM »
Reply with quote
Shukriya Jaanasheen bhai aap k liye sdaa dua lab peh rehti hai.Asghr

Aapko Bhi Allah Hamesha Khushi Bakhse Mere Bhai,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
>>>>Main Deewana Na Hota <<<< by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
MOHABAT MAIN YEH HALAT HAI [Asghr] by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
SHAYRI SUNAAYE JATA HOOHN[Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
DUNIYA MAIN KOI SWALI NA HO [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
JEE RAAH HOOHN [Asghr] by Asghr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
rawattanha
Guest
«Reply #16 on: February 19, 2009, 02:12:48 PM »
Reply with quote
MAIN JAB B UHDAAS HOTA HOOHN WO MUJH KO HANSAA DAITA HAI
MERI JAAN HAI WO JO ISS MEHFIL MAIN MUJH KO DUA DAITA HAI
HAR JATA HOOHN GHUM-E-ZEEST KI TALKHIYON SE JAB
CUPKE SE AAH KAR WO MERA HOSLA BADAA DAITA HAI
AUR SABI DOSTOOHN SE MUNFARID HAI ANDAZ UHS KA
WO MERI GAZAL K JWAAB MAIN BAUT KUCH SUNA DAITA HAI
MAIN LAKH CHUPAHON UHS KI DOSTI ZAMANE SE
APNE ISHAAR KI ZUBANI WO YEH RAAZ BATAA DAITA HAI
ASGHR KHUSH NASEEB HAI JISE AISA PYARA DOST MILA
VARNA AAJ KA INSAAN DUKH K SIWA KYA DAITA HAI



wah wah bahut khub asgr ji kya baat hai
topic bhi bahut achha hai

Main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun
yaaden khush kardetin hain dill ko mere
main jab bhi udaas hota hun.

apni aankhon mein basi tasveer ko dekhta hun.
seene mein uthte hai9n kai sawaal
main jab bhi udaas hota hun
unki yaadon ke saath hota hun

kho jata hun apni hi kisi duniya mein
log poochhten hain sabab, shuru kar nahin paata
main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun.

aur bhi jorhunga magr baad mein..............
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: February 19, 2009, 02:16:32 PM »
Reply with quote


wah wah bahut khub asgr ji kya baat hai
topic bhi bahut achha hai

Main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun
yaaden khush kardetin hain dill ko mere
main jab bhi udaas hota hun.

apni aankhon mein basi tasveer ko dekhta hun.
seene mein uthte hai9n kai sawaal
main jab bhi udaas hota hun
unki yaadon ke saath hota hun

kho jata hun apni hi kisi duniya mein
log poochhten hain sabab, shuru kar nahin paata
main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun.

aur bhi jorhunga magr baad mein..............


wah rawat, bahut khoob

jasbir singh
Logged
Asghr
Guest
«Reply #18 on: February 19, 2009, 03:49:03 PM »
Reply with quote


wah wah bahut khub asgr ji kya baat hai
topic bhi bahut achha hai

Main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun
yaaden khush kardetin hain dill ko mere
main jab bhi udaas hota hun.

apni aankhon mein basi tasveer ko dekhta hun.
seene mein uthte hai9n kai sawaal
main jab bhi udaas hota hun
unki yaadon ke saath hota hun

kho jata hun apni hi kisi duniya mein
log poochhten hain sabab, shuru kar nahin paata
main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun.

aur bhi jorhunga magr baad mein..............

THANKS! AAP LAUG KAMAL KARTE JO ITNI JALDI ITNE PYARE SHABDOOHN SE KAVITA KA JWAB DAITE HAIN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #19 on: February 19, 2009, 03:51:44 PM »
Reply with quote
wah rawat, bahut khoob

jasbir singh
JASBIR PAH JI MERE KOL PANJABI DI BADI COLLECTION EH KITHE THWADI NAZR KARAAHN GA.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #20 on: February 19, 2009, 06:01:01 PM »
Reply with quote
Khwaish ji yeh aap jaise dostoohn ki mehrbani hai jo aap hosla afzai kar daite hain verna aap sab laug mujh se baut acha likhte hain aur muje seekhne ka moqaa milta hai.Asghr
Logged
Asghr
Guest
«Reply #21 on: February 19, 2009, 06:06:54 PM »
Reply with quote
Wah Wah!! Bahut Bahut Khoob Asghr Bhai..asaan Se Alfaazo mein Itni Khoobsurat Ghazal..Bahut Ache.. Applause Applause Applause
Bahut Bahut Khoob Talat..Hamesha Ki Tarah!! Applause Applause Applause

Ek Koshish Mere Taraf Se Bhi,

Main Jab Udaas Hota Hoon,Woh Mujhko Hasaa Deta Hai,
Phir Chupke Se Mere Gham Par
Apne AanKhon Ko Woh Rula Deta Hai...

Rishta Dosti Ka Koi Khoon Ka Rishta To Nahi,
Par Kya Kahoon,Meri Khushi Ke Liye,
Woh Apne Aap Ko Luta Deta Hai..

Apne Dard Ko Chupane Ke Liye,
Ek Jhooti Muskaan Chehre Par Saja Leta Hoon Main,
Aene Ki Tarah Hai Woh Dost,
Mera Chehra Dekh Kar Sab Pehchaan Leta Hai...

Khushiyon Mein to Duniya Ka har shaks Saath Deta hai,
Mushkilo Mein Bhi Woh Apne Aap ko Mujhse Juuda Leta Hai....

Umar Dosti Ki Kaayam Rahe Qayamat Tak,
Woh Har Pal,Har Lamha Khush Rahe,
"Khwaish" Dil se ussse Dua Deta Hai....







khwaish bhai hum har pal aap sab ko duaain daite hain
      aap  jaise pyare laug mera din khushgwar bana daite hain
sdaa khush rehain.asghr
Logged
Asghr
Guest
«Reply #22 on: February 19, 2009, 07:18:14 PM »
Reply with quote


wah wah bahut khub asgr ji kya baat hai
topic bhi bahut achha hai

Main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun
yaaden khush kardetin hain dill ko mere
main jab bhi udaas hota hun.

apni aankhon mein basi tasveer ko dekhta hun.
seene mein uthte hai9n kai sawaal
main jab bhi udaas hota hun
unki yaadon ke saath hota hun

kho jata hun apni hi kisi duniya mein
log poochhten hain sabab, shuru kar nahin paata
main jab bhi udaas hota hun,
unki yaadon ke saath hota hun.

aur bhi jorhunga magr baad mein..............

RAWATTANHA JI AAP SAB BADE HAZIR DIMAAGH HAIN MAIN USI WAQAT KISI POETRY KA JWAAB NAHIN DE SAKTA,AAP SDAA KHUSH REHAIN. ASGHR
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: February 19, 2009, 07:20:00 PM »
Reply with quote
Asghr ji, Celmira, Khwaish ji and Rawat ji  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

ek se bad kar ek likha hai app sabhi ne!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: February 19, 2009, 11:58:07 PM »
Reply with quote
JASBIR PAH JI MERE KOL PANJABI DI BADI COLLECTION EH KITHE THWADI NAZR KARAAHN GA.ASGHR

jarur ASGHR, hamey intezaar rahega aap ki collection ka


jasbir singh
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #25 on: February 21, 2009, 06:28:38 AM »
Reply with quote
THANKS! AAP LAUG KAMAL KARTE JO ITNI JALDI ITNE PYARE SHABDOOHN SE KAVITA KA JWAB DAITE HAIN.ASGHR

BAS ASGR BHAI YEH TOH AAP LOGON KI HI DUA HAI KI AP LOG TOPIC HI AISE LETE HAIN KI KUCH NA KUCH BAN JAATA HAI...

AAPKA BAHUT BAHUT SHUKRIYA........
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 07:25:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer