Meri___Aur___Aap Ki _____DOSTI

by fakharenaveed on June 08, 2005, 09:34:08 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3829 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #15 on: July 03, 2005, 12:39:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "fakharenaveed"
aap se dosti ho gayi
zindagi zindagi ho gayi

kaun jhanka khayalat mein
zahen mein chandni ho gayi

ek ulfat ka sooraj uga
har taraf roshni ho gayi

shabnami rut ka tha yeh asar
shaakh sookhi hari ho gayi

humse rukhsat koi kya hua
aankho me phir nami ho gayi

uska `Naz` yeh ehsaan hai
dhoop bhi chhaao si ho gayi



Nice
Thanx
Logged
tamana
Guest
«Reply #16 on: July 09, 2005, 12:16:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
aap se dosti ho gayi
zindagi zindagi ho gayi

kaun jhanka khayalat mein
zahen mein chandni ho gayi

ek ulfat ka sooraj uga
har taraf roshni ho gayi

shabnami rut ka tha yeh asar
shaakh sookhi hari ho gayi

humse rukhsat koi kya hua
aankho me phir nami ho gayi

uska `Naz` yeh ehsaan hai
dhoop bhi chhaao si ho gayi


bahut khoob
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #17 on: July 10, 2005, 02:29:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "tamana"
Quote from: "fakharenaveed"
aap se dosti ho gayi
zindagi zindagi ho gayi

kaun jhanka khayalat mein
zahen mein chandni ho gayi

ek ulfat ka sooraj uga
har taraf roshni ho gayi

shabnami rut ka tha yeh asar
shaakh sookhi hari ho gayi

humse rukhsat koi kya hua
aankho me phir nami ho gayi

uska `Naz` yeh ehsaan hai
dhoop bhi chhaao si ho gayi


bahut khoob







Thanx



Logged
FAREE
Guest
«Reply #18 on: December 20, 2006, 01:51:51 AM »
Reply with quote
AB to Koi Dost Nahi Raha Hai
Logged
dream girl
Guest
«Reply #19 on: December 25, 2006, 12:04:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
Ager Hum Dost Hotay Tu
To Karam Ki Inteha Kartay
Tumay Palkon Mein Basatay Hum
Ager Tum Rooth Jatay To
Tumhay Kitna Manatay Hum
Jo Milnay Tum Nahi Aatay To
Aa Kar Khud Tumhan Miltay
Tumhari Laghzishon Ko Bhi
Hansi Main Hum Ura Detay
Ager Apni Khata Hoti
To Khud Ko Bhi Saza Detay
Magar Ye Sab Jabhi Hota
Ager Hum Dost Hotay To
Magar Itna Hi Jana Hai
K Tum Ney Aaj Tak Hum Ko
Paraya Keh Ker Jana Hai
Kabhi Hamdam Naa Mana hai
Ager Hum Dost Hotay To..


wow

Kaun jaane kab maut ka paigam aa jaye
Kaun jaane kab zindagi ki shaam aa jaye
Aye dost mujhe us din ka intezar hai,
Jab ye zindagi tere kaam aa jaye
Logged
pari11
Guest
«Reply #20 on: December 30, 2006, 08:56:19 PM »
Reply with quote
nice..................................
Logged
trupti
Guest
«Reply #21 on: August 05, 2007, 04:51:54 PM »
Reply with quote
raat ki shuruwaat hoti hai niind se niind ki shuruwaat hoti hai sapnon se sapnon ki shuruwaat hoti hai apnon se apnon ki shuruwaat hoti hai aap  se
Logged
trupti
Guest
«Reply #22 on: August 05, 2007, 04:52:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "Kashish786"
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena


kash yeh baat humare ache dost samjh pate ..........bahut khoob kashish..
raat ki shuruwaat hoti hai niind se niind ki shuruwaat hoti hai sapnon se sapnon ki shuruwaat hoti hai apnon se apnon ki shuruwaat hoti hai aap  se
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 04:59:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer