Meri___Aur___Aap Ki _____DOSTI

by fakharenaveed on June 08, 2005, 09:34:08 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3828 times)
fakharenaveed
Guest
Reply with quote
aap se dosti ho gayi
zindagi zindagi ho gayi

kaun jhanka khayalat mein
zahen mein chandni ho gayi

ek ulfat ka sooraj uga
har taraf roshni ho gayi

shabnami rut ka tha yeh asar
shaakh sookhi hari ho gayi

humse rukhsat koi kya hua
aankho me phir nami ho gayi

uska `Naz` yeh ehsaan hai
dhoop bhi chhaao si ho gayi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 10, 2005, 10:10:44 PM »
Reply with quote
DOSTI KARO TO DHOKHA MAT DENA ....
DOSTO KO AANSUON KA TOFHA MAT DENA .....
DIL SE ROYI KOI TUMHE YAAD KARKE ......
AISA KISI KO MOHKA MAT DENA....................
Logged
amrita
Guest
«Reply #2 on: June 14, 2005, 05:59:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
DOSTI KARO TO DHOKHA MAT DENA ....
DOSTO KO AANSUON KA TOFHA MAT DENA .....
DIL SE ROYI KOI TUMHE YAAD KARKE ......
AISA KISI KO MOHKA MAT DENA....................


sab se chupaye apna ghum ghumtein hai
rone ka bas ek mohka dhoond te hain..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: June 15, 2005, 07:37:13 PM »
Reply with quote
Dosti mein kabhi aap ko na rone dein gay hum
kabhi khud s juda na honey dein gay hum
Logged
amrita
Guest
«Reply #4 on: June 16, 2005, 11:00:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Dosti mein kabhi aap ko na rone dein gay hum
kabhi khud s juda na honey dein gay hum


umeed karte hain humein kabhi nahi rulaoge
agar rulaoge toh bahut pashtaoge.........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: June 16, 2005, 06:25:04 PM »
Reply with quote
puchtawa to rehta hai har zindgi mein yaad ban kr
Aap kiun arhay ho mere saath pyaas ban kr
Logged
urvashi
Guest
«Reply #6 on: June 18, 2005, 07:25:43 PM »
Reply with quote
Ager Hum Dost Hotay Tu
To Karam Ki Inteha Kartay
Tumay Palkon Mein Basatay Hum
Ager Tum Rooth Jatay To
Tumhay Kitna Manatay Hum
Jo Milnay Tum Nahi Aatay To
Aa Kar Khud Tumhan Miltay
Tumhari Laghzishon Ko Bhi
Hansi Main Hum Ura Detay
Ager Apni Khata Hoti
To Khud Ko Bhi Saza Detay
Magar Ye Sab Jabhi Hota
Ager Hum Dost Hotay To
Magar Itna Hi Jana Hai
K Tum Ney Aaj Tak Hum Ko
Paraya Keh Ker Jana Hai
Kabhi Hamdam Naa Mana hai
Ager Hum Dost Hotay To..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 18, 2005, 10:23:58 PM »
Reply with quote
Urvashi aap ney tu dil jeet liya


lagta hum dono ki kahani milti joulti hai Doste

lawaris woh nahi hote jinke ma aur baap nahi hote
lawaris woh hote jinko apnane wala koi nahi hota
Logged
Kashish786
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2005, 01:56:17 PM »
Reply with quote
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena
Logged
amrita
Guest
«Reply #9 on: June 24, 2005, 05:27:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "Kashish786"
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena


kash yeh baat humare ache dost samjh pate ..........bahut khoob kashish..
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #10 on: June 24, 2005, 05:32:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "Kashish786"
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena


wah wah wah kashish.......2 lakh kee baat kah dee aap na........others good job too!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: June 25, 2005, 03:23:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Kashish786"
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena


Hum Ney Doston Ko Sda Saath Rkha hai
Apnay Dil  mein Hum Ney Un ko Bsa Rkha hai
Logged
Kashish786
Guest
«Reply #12 on: June 27, 2005, 11:26:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Kashish786"
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena


Hum Ney Doston Ko Sda Saath Rkha hai
Apnay Dil  mein Hum Ney Un ko Bsa Rkha hai


very well said,,and thanx isha
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: July 02, 2005, 08:48:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "Kashish786"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Kashish786"
zindagi mein khabhi  dosti ko na khoney dena, apna dil tut jaye, magar dost ka dil na torne dena,
miltey hain achey bari mushkalo ke baad,
abb iss dosti ko khabhi pyar mein na badlne dena


Hum Ney Doston Ko Sda Saath Rkha hai
Apnay Dil  mein Hum Ney Un ko Bsa Rkha hai


very well said,,and thanx isha
You Wel Come
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #14 on: July 02, 2005, 08:53:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
aap se dosti ho gayi
zindagi zindagi ho gayi

kaun jhanka khayalat mein
zahen mein chandni ho gayi

ek ulfat ka sooraj uga
har taraf roshni ho gayi

shabnami rut ka tha yeh asar
shaakh sookhi hari ho gayi

humse rukhsat koi kya hua
aankho me phir nami ho gayi

uska `Naz` yeh ehsaan hai
dhoop bhi chhaao si ho gayi



Nice
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 12:09:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer