TERI HAR NISHANI MITA DI [Asghr]

by Asghr on February 10, 2009, 06:08:36 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1311 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
KHUD KO ISS TARAH SAZA DI HAI MAIN NE
TERI HAR NISHANI MITA DI HAI MAIN NE
YEH AUR BAAT K TUJH TAK NA PONCHI
VERNA KEHI BAR TUJE SDAH DI HAI MAIN NE
SHAHAID KISI ROZ TOO MERE GHAR AYE
ABI SE SURKH QALEEN BICHA DI HAI MAIN NE
SAPNOOHN MAIN B TUJE DAIKH NA SAKAIN
YEH QAID ANKHOOHN PEH LGAA DI HAI MAIN NE
AAJ ASGHR KO TERI YAAD STAA REHI THI
TERE NAAM KI IK MEHFIL SJAA DI HAI MAIN NE
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: February 11, 2009, 05:08:03 AM »
Reply with quote
gud going
keep it up
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #2 on: February 11, 2009, 01:23:00 PM »
Reply with quote
KHUD KO ISS TARAH SAZA DI HAI MAIN NE
TERI HAR NISHANI MITA DI HAI MAIN NE
YEH AUR BAAT K TUJH TAK NA PONCHI
VERNA KEHI BAR TUJE SDAH DI HAI MAIN NE
SHAHAID KISI ROZ TOO MERE GHAR AYE
ABI SE SURKH QALEEN BICHA DI HAI MAIN NE
SAPNOOHN MAIN B TUJE DAIKH NA SAKAIN
YEH QAID ANKHOOHN PEH LGAA DI HAI MAIN NE
AAJ ASGHR KO TERI YAAD STAA REHI THI
TERE NAAM KI IK MEHFIL SJAA DI HAI MAIN NE
WAH ASGHR JI KYA KHUB LIKA HAI AAPNE.
KHUCH MAIN BHI PAISH KAR RAHA HUN, GALTI HO JAYE
TOH  CHHOTA BHAI SAMAJH KARMAAF KAR DENA.



KHUD KO IES TARAH SAZA DI HAI MAINE
TERI YAAD AANKHON MEIN SAZA LI HAI MAINE

HAR WAQT DILL KO TERI AAHAT DI HAI MAINE
HAWA KO HAR PAL EK SADAA DI HAI MAINE.

CHUYE KOI JHONKA TUJHE AAKAR TERE PAHLU KO
USS ROZ KOI KHUDA SE DUA KI HAI MAINE.

RAHI NAHIN DILL MEIN JAGAH KISI AUR KE LIYE
DILL MEIN HAR ROZ TUJHE EK NAYI JAGAH DI HAI MAINE.

 
Tanha-----
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 11, 2009, 01:36:06 PM »
Reply with quote
Subhan Allah, Subhan Allah,
Bohat Bohat Khoob Ashgr Bhaiya Very Nice,.

And Nice One Rawat Ji,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #4 on: February 11, 2009, 01:47:10 PM »
Reply with quote
gud going
keep it up
THANKS! KAUSHIKBHAWNA JI.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #5 on: February 11, 2009, 01:50:05 PM »
Reply with quote
WAH ASGHR JI KYA KHUB LIKA HAI AAPNE.
KHUCH MAIN BHI PAISH KAR RAHA HUN, GALTI HO JAYE
TOH  CHHOTA BHAI SAMAJH KARMAAF KAR DENA.



KHUD KO IES TARAH SAZA DI HAI MAINE
TERI YAAD AANKHON MEIN SAZA LI HAI MAINE

HAR WAQT DILL KO TERI AAHAT DI HAI MAINE
HAWA KO HAR PAL EK SADAA DI HAI MAINE.

CHUYE KOI JHONKA TUJHE AAKAR TERE PAHLU KO
USS ROZ KOI KHUDA SE DUA KI HAI MAINE.

RAHI NAHIN DILL MEIN JAGAH KISI AUR KE LIYE
DILL MEIN HAR ROZ TUJHE EK NAYI JAGAH DI HAI MAINE.

 
Tanha-----
AAP NE MUJE LAJWAB KAR DIYA HAI SHUKRIYA RAWAT JI.ASGHR
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #6 on: February 11, 2009, 01:50:49 PM »
Reply with quote
shukriya jaanaseen ji icon_salut
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #7 on: February 11, 2009, 02:11:41 PM »
Reply with quote
asghr ji dhanywaad toh apka hai joh topic likh kar mujhe bhi kuch likhne ka mauka diya.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: February 11, 2009, 06:17:34 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Asghr ji and Rawat ji!!!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #9 on: September 30, 2013, 06:39:22 AM »
Reply with quote
Behtreen,,,,Nice.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 10:29:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer