Woh College Life.....

by mera_waqt on July 25, 2008, 07:58:47 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 31945 times)
mera_waqt
Guest
Reply with quote
Khush hoon k kya Pal tha woh
Aaj bhi saath hai,kya sach mein kal tha woh
Ek besudh zindagi,mast si har sham dhalti thi
Khushio ka samaa,hawa paayal baandh chalti thi
Dosto ki yaad hain har baat woh mujhko
Gaate,bajaate guzri har raat woh mujhko
Din mein ghumne-phirne se kab fursat thi
Raat mein padhte huwe chai peene ki aadat thi
Sunday to der tak so kar hi guzarte the
Monday ko jaldi uthne ki,mushkil se koshish karte the
College jana to jaise ek choti mulakat thi
Phir se class bunk ,aaj movie jaane ki baat thi
Mauj karte huwe din jaldi se guzarta tha
Hostel aane mein jane kyun late hi hota tha
Bekhauf se jeete the,khud me khoye rehte the
Kabhi ladte bhi the,aur der tak rote the
Raat karwato mein,khuli aankho se sote bhi the
Lunch se pehle hi canteen chale jaate the
Waha se class phir shayad hi laut pate the
Do dosto ka woh saath,Kitna yaad aata hain
Wo guzra haseen waqt,aankhe nam kar jata hain
Wo guzre lamhe,kuch adhure se pure sapne
Naa lautegi jo raahein,kuch log apno se bhi apne
Manzil ko bhul gaye,Itne haseen raaste the
Manzil pe bichad jaege,ye bhi hum jaante the
Samjha lege dil ko,har roz sochte the
Par woh khushnuma,khwaabo ki duniya
Kaise bhula doon aakhir........
Jahan hum kitna KHUSH rehte the
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
college life by murali in SMS , mobile & JOKES « 1 2  All »
Life after college by murali in SMS , mobile & JOKES
Ye pal yuhi gujar jayega......Poem on college Life by anandagarwal19 in Occassion Specific Poetry « 1 2  All »
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: July 25, 2008, 08:26:41 AM »
Reply with quote
waah kya khoob likhi hai aapne college ki daastan
vakai aapki ye lines padhkar har kisi ko apne college k din yaad aa jayenge jisme wo kabhi jee khol kar hasa karte the
bohut hi acha laga padhkar
saath mei last ki kuch lines ne aankhen nam bhi kardi
becoz ye haqikat sab hi jaante hain ki beeta waqt laut kar nahi aata par fir bhi beete palo ko jeene ko dil chahta hai..aur jab aisa nahi ho paata to har shaqs apne ko tanha aur bebas hi paata hai
sach mei bohut hi saral shabdo mei bohut hi khoob likha aapne
yu hi likhte rahiye
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #2 on: July 25, 2008, 09:23:13 AM »
Reply with quote
janaab Waqt Ji...Main To Kabhi College Gaya Nahi So kuch Keh sakta nahi
...Lekin aap ne bahot khoob likha hai ye keh sakta hoon.bas yuhin likhte raho. 
Logged
syednaami
Guest
«Reply #3 on: July 25, 2008, 05:22:52 PM »
Reply with quote
Janab mera_waqt saahib aapne bahut khoobsurati se college aur university par likha hai...
Wah,,, university ke din yaad aa gaye...
Buhat pasand aaya...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: July 25, 2008, 05:27:08 PM »
Reply with quote
Khush hoon k kya Pal tha woh
Aaj bhi saath hai,kya sach mein kal tha woh
Ek besudh zindagi,mast si har sham dhalti thi
Khushio ka samaa,hawa paayal baandh chalti thi
Dosto ki yaad hain har baat woh mujhko
Gaate,bajaate guzri har raat woh mujhko
Din mein ghumne-phirne se kab fursat thi
Raat mein padhte huwe chai peene ki aadat thi
Sunday to der tak so kar hi guzarte the
Monday ko jaldi uthne ki,mushkil se koshish karte the
College jana to jaise ek choti mulakat thi
Phir se class bunk ,aaj movie jaane ki baat thi
Mauj karte huwe din jaldi se guzarta tha
Hostel aane mein jane kyun late hi hota tha
Bekhauf se jeete the,khud me khoye rehte the
Kabhi ladte bhi the,aur der tak rote the
Raat karwato mein,khuli aankho se sote bhi the
Lunch se pehle hi canteen chale jaate the
Waha se class phir shayad hi laut pate the
Do dosto ka woh saath,Kitna yaad aata hain
Wo guzra haseen waqt,aankhe nam kar jata hain
Wo guzre lamhe,kuch adhure se pure sapne
Naa lautegi jo raahein,kuch log apno se bhi apne
Manzil ko bhul gaye,Itne haseen raaste the
Manzil pe bichad jaege,ye bhi hum jaante the
Samjha lege dil ko,har roz sochte the
Par woh khushnuma,khwaabo ki duniya
Kaise bhula doon aakhir........
Jahan hum kitna KHUSH rehte the

wah wah wah... bahoot achi kavita share ki hai apne.... her ek line zajbaato se bhari hui.. wah .. yah ek line to bahoot he madhur si lagi:

Khushio ka samaa,hawa paayal baandh chalti thi

yah ek line main apki sari kavita ka saar hai... bahoot khoob!!
Logged
mera_waqt
Guest
«Reply #5 on: July 26, 2008, 10:10:21 PM »
Reply with quote
Thankxx a lotttttttttttt for appreciation...
I'll continue to submit more of my poems... hello
 angel11 icon_flower
Logged
gitika
Guest
«Reply #6 on: February 23, 2010, 01:02:18 PM »
Reply with quote
Khush hoon k kya Pal tha woh
Aaj bhi saath hai,kya sach mein kal tha woh
Ek besudh zindagi,mast si har sham dhalti thi
Khushio ka samaa,hawa paayal baandh chalti thi
Dosto ki yaad hain har baat woh mujhko
Gaate,bajaate guzri har raat woh mujhko
Din mein ghumne-phirne se kab fursat thi
Raat mein padhte huwe chai peene ki aadat thi
Sunday to der tak so kar hi guzarte the
Monday ko jaldi uthne ki,mushkil se koshish karte the
College jana to jaise ek choti mulakat thi
Phir se class bunk ,aaj movie jaane ki baat thi
Mauj karte huwe din jaldi se guzarta tha
Hostel aane mein jane kyun late hi hota tha
Bekhauf se jeete the,khud me khoye rehte the
Kabhi ladte bhi the,aur der tak rote the
Raat karwato mein,khuli aankho se sote bhi the
Lunch se pehle hi canteen chale jaate the
Waha se class phir shayad hi laut pate the
Do dosto ka woh saath,Kitna yaad aata hain
Wo guzra haseen waqt,aankhe nam kar jata hain
Wo guzre lamhe,kuch adhure se pure sapne
Naa lautegi jo raahein,kuch log apno se bhi apne
Manzil ko bhul gaye,Itne haseen raaste the
Manzil pe bichad jaege,ye bhi hum jaante the
Samjha lege dil ko,har roz sochte the
Par woh khushnuma,khwaabo ki duniya
Kaise bhula doon aakhir........
Jahan hum kitna KHUSH rehte the

Logged
Rajesh Chhapola
Guest
«Reply #7 on: March 18, 2010, 01:05:12 PM »
Reply with quote
Realy too good yaar ise padhate hi mujhe bhi mere wo purane din or dosto ki yaad aagai or wo college ki batein yada aagai realy yaar nice..

Rajesh Chhapola
Mandawa Dist. Jhunjhunu
Rajasthan

Now i m at Dubai
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #8 on: May 02, 2010, 04:40:22 AM »
Reply with quote
Waah Kya baat hai... Bahoot Bahooot Bahoot Khoob!.. tareef ke shayad shabd kam pad jaaye.. bahoot umda !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #9 on: May 05, 2010, 10:09:53 AM »
Reply with quote
Khush hoon k kya Pal tha woh
Aaj bhi saath hai,kya sach mein kal tha woh
Ek besudh zindagi,mast si har sham dhalti thi
Khushio ka samaa,hawa paayal baandh chalti thi
Dosto ki yaad hain har baat woh mujhko
Gaate,bajaate guzri har raat woh mujhko
Din mein ghumne-phirne se kab fursat thi
Raat mein padhte huwe chai peene ki aadat thi
Sunday to der tak so kar hi guzarte the
Monday ko jaldi uthne ki,mushkil se koshish karte the
College jana to jaise ek choti mulakat thi
Phir se class bunk ,aaj movie jaane ki baat thi
Mauj karte huwe din jaldi se guzarta tha
Hostel aane mein jane kyun late hi hota tha
Bekhauf se jeete the,khud me khoye rehte the
Kabhi ladte bhi the,aur der tak rote the
Raat karwato mein,khuli aankho se sote bhi the
Lunch se pehle hi canteen chale jaate the
Waha se class phir shayad hi laut pate the
Do dosto ka woh saath,Kitna yaad aata hain
Wo guzra haseen waqt,aankhe nam kar jata hain
Wo guzre lamhe,kuch adhure se pure sapne
Naa lautegi jo raahein,kuch log apno se bhi apne
Manzil ko bhul gaye,Itne haseen raaste the
Manzil pe bichad jaege,ye bhi hum jaante the
Samjha lege dil ko,har roz sochte the
Par woh khushnuma,khwaabo ki duniya
Kaise bhula doon aakhir........
Jahan hum kitna KHUSH rehte the

Bahut Bahut Aur bahut Khoob!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kitni Asaani se aapne Apni yaadon Ko Ek Kavita Ka Roop Diya..

Bahut Ache Thumbs UP
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: May 05, 2010, 10:22:20 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob MW ji.sabke college  ki yaadein taza kar diya aapne.wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
jadeja
Guest
«Reply #11 on: September 21, 2010, 01:37:02 PM »
Reply with quote
Quote from: mera_waqt link=topi :love4:c=31120.msg785688#msg785688 date=1216972727
Applause Shocked Even MoreKhush hoon k kya Pal tha woh
Aaj bhi saath hai,kya sach mein kal tha woh
Ek besudh zindagi,mast si har sham dhalti thi
Khushio ka samaa,hawa paayal baandh chalti thi
Dosto ki yaad hain har baat woh mujhko
Gaate,bajaate guzri har raat woh mujhko
Din mein ghumne-phirne se kab fursat thi
Raat mein padhte huwe chai peene ki aadat thi
Sunday to der tak so kar hi guzarte the
Monday ko jaldi uthne ki,mushkil se koshish karte the
College jana to jaise ek choti mulakat thi
Phir se class bunk ,aaj movie jaane ki baat thi
Mauj karte huwe din jaldi se guzarta tha
Hostel aane mein jane kyun late hi hota tha
Bekhauf se jeete the,khud me khoye rehte the
Kabhi ladte bhi the,aur der tak rote the
Raat karwato mein,khuli aankho se sote bhi the
Lunch se pehle hi canteen chale jaate the
Waha se class phir shayad hi laut pate the
Do dosto ka woh saath,Kitna yaad aata hain
Wo guzra haseen waqt,aankhe nam kar jata hain
Wo guzre lamhe,kuch adhure se pure sapne
Naa lautegi jo raahein,kuch log apno se bhi apne
Manzil ko bhul gaye,Itne haseen raaste the
Manzil pe bichad jaege,ye bhi hum jaante the
Samjha lege dil ko,har roz sochte the
Par woh khushnuma,khwaabo ki duniya
Kaise bhula doon aakhir........
Jahan hum kitna KHUSH rehte the

Applause Applause
Logged
COLLEGE
Guest
«Reply #12 on: October 19, 2011, 11:14:23 AM »

SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: October 19, 2011, 11:18:00 AM »
Reply with quote
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Khata Metha
Guest
«Reply #14 on: December 05, 2011, 04:05:19 AM »
Reply with quote
very nice written...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 02:24:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.225 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer