Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala !!!!!

by Talat on April 15, 2005, 06:30:38 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3861 times)
Talat
Guest
Reply with quote
Dost ban kar bhi nahin saath nibhane waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

(By Ahmad Faraz)

I have created my shayari on the basis of second sher by Faraz sahab :

Humne paaya tha jalte hue sahra main jise
Ek humnava, ek maharbaan samjha tha jise
Khanjar aaya tha usi dost ki jaanib se magar
Zakhm mila hai hume kabhi na bharne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Har khushi hum ko mili hai adhoori hi sada
Dost hote hain lekin nahin karte hain wafa
Humne imaan ki tarah rakha tha waada uska
Waada dosti ka kar ke phir mukarne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Unko haq hai wo tod den har talluq humse
Bhool jayen unhe ye na hoga kabhi humse
Guzre pal saheje hain anmol moti ki tarah
Koi nahin is ki qeemat ko parakhne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Jo bhi hai, dost wo hume payara hai bohot
Uski zindagi ke badle main le len hum maut
Qurban kar den hum khushian apni uske liye
In jazbaat ko koi nahin hai samajhne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala
:-( :-( :-(

First two lines are not mine...rest are!!!!!!!!!!!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #1 on: April 15, 2005, 03:55:16 PM »
Reply with quote
Wah Talat ji....lajwab hai apka ye andaz e baya

Kissi ki majburi ko tum na bewafai samjho,
Kai aur bhi ho sakte hai farz zamane ke...
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: April 15, 2005, 04:02:44 PM »
Reply with quote
tooooooo good Talat sis.............................................. .......
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: April 15, 2005, 04:05:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Dost ban kar bhi nahin saath nibhane waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Humne paaya tha jalte hue sahra main jise
Ek humnava, ek maharbaan samjha tha jise
Khanjar aaya tha usi dost ki jaanib se magar
Zakhm mila hai hume kabhi na bharne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Har khushi hum ko mili hai adhoori hi sada
Dost hote hain lekin nahin karte hain wafa
Humne imaan ki tarah rakha tha waada uska
Waada dosti ka kar ke phir mukarne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Unko haq hai wo tod den har talluq humse
Bhool jayen unhe ye na hoga kabhi humse
Guzre pal saheje hain anmol moti ki tarah
Koi nahin is ki qeemat ko parakhne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Jo bhi hai, dost wo hume payara hai bohot
Uski zindagi ke badle main le len hum maut
Qurban kar den hum khushian apni uske liye
In jazbaat ko koi nahin hai samajhne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala
:-( :-( :-(

First two lines are not mine...rest are!!!!!!!!!!!!!!


wow!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 15, 2005, 04:16:54 PM »
Reply with quote
Thanks Amit.....Nikki.... Meena happy9

Ye maana aur bhi hain farz nibhane ko zamane main
Magar aisa bhi kya qata-e-taaluq kar le koi doston se!!!!!
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #5 on: April 15, 2005, 04:20:50 PM »
Reply with quote
wah nice one talat ji......................................wah wah .....................................
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: April 15, 2005, 04:23:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "amit_is_always_cool"
wah nice one talat ji......................................wah wah .....................................


Thanks a lot Amit happy9
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #7 on: April 15, 2005, 04:25:28 PM »
Reply with quote
my pleasure talat ji ................................................. .............................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #8 on: April 16, 2005, 08:58:14 AM »
Reply with quote
wow talat........too good.!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: April 16, 2005, 11:15:09 AM »
Reply with quote
wahhhhhhhhhhh!!!!!!!!!  talat...........thy.....bahot  khoob........
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: April 16, 2005, 01:36:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
wow talat........too good.!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Quote from: "waheed_rose2004"
wahhhhhhhhhhh!!!!!!!!!  talat...........thy.....bahot  khoob........


Thanks Nidhi n Waheed!!!!! happy9
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: April 17, 2005, 10:47:19 AM »
Reply with quote
ur  welcome  talat...................:lol:...............
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: May 21, 2005, 06:11:46 PM »
Reply with quote
Maine dushman ko bhi ehsaas-e-mohabbat bakhsha
Mere  apne    mujhe    nafrat   ki saza  daite hain !!!

(NM)
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #13 on: May 22, 2005, 12:08:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Dost ban kar bhi nahin saath nibhane waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Humne paaya tha jalte hue sahra main jise
Ek humnava, ek maharbaan samjha tha jise
Khanjar aaya tha usi dost ki jaanib se magar
Zakhm mila hai hume kabhi na bharne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Har khushi hum ko mili hai adhoori hi sada
Dost hote hain lekin nahin karte hain wafa
Humne imaan ki tarah rakha tha waada uska
Waada dosti ka kar ke phir mukarne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Unko haq hai wo tod den har talluq humse
Bhool jayen unhe ye na hoga kabhi humse
Guzre pal saheje hain anmol moti ki tarah
Koi nahin is ki qeemat ko parakhne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala

Jo bhi hai, dost wo hume payara hai bohot
Uski zindagi ke badle main le len hum maut
Qurban kar den hum khushian apni uske liye
In jazbaat ko koi nahin hai samajhne waala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane waala
:-( :-( :-(

First two lines are not mine...rest are!!!!!!!!!!!!!!




bahut aacha hai ji,..... i like it,....
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: May 25, 2005, 06:19:24 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Tushar........................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 05:20:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.249 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer