A Salute To Shaheed Tippu Sultan,.

by Jaanasheen on May 26, 2008, 02:07:22 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
Print
Author  (Read 39125 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Jo Larda Tha Sipaahiyon Ki Tarah,.
Aisa Bharat Mein Koi Badshaa Na Hua,.

Rooh To Hogayi Thi, Tann Se Judaa,.
Haath Talwaar Se Judaa Na Hua,.

_____________-A Salute To Shaheed Tipu Sultan-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: May 26, 2008, 02:12:51 PM »
 icon_salut very true and very nice Azeem bro..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 26, 2008, 02:14:43 PM »
Doston,.
Inke Baare Mein Jitna Bhi Likhein Kam Hai,.
Waise Hamari Chahat Hai, Ki
Har Hindustaani Inke Baare Mein Kuch Bayaan Karein,.
icon_salut
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: May 26, 2008, 02:22:58 PM »
Ji Azeem bro aap sahi kahe rahe hai.. icon_salut

Desh Ki Chahat Unke Liye Sab Se Badiya Zafar Thi notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 26, 2008, 02:23:53 PM »
Bhool Baithe Hain Hum Us Shaks Ko, Jiska Khwaab Tha Mulk Ki Aazaadi,.
Sher Tha Jo Hindustaan Ka, Aur Machaai Jisne Angrezon Ki Barbaadi,.

______________________________________--Jaanasheen--
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: May 26, 2008, 02:33:14 PM »
Bhool Baithe Hain Hum Us Shaks Ko, Jiska Khwaab Tha Mulk Ki Aazaadi,.
Sher Tha Jo Hindustaan Ka, Aur Machaai Jisne Angrezon Ki Barbaadi,.

______________________________________--Jaanasheen--

 Applause Very nice Azeem bro kya khoob kaha aapne..

Zameen se jaan bhi chali jaaye
Par na jaayegi unki yaad
Woh humhe chor ke chale gaye icon_salut
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #6 on: May 26, 2008, 02:47:44 PM »
Jo Larda Tha Sipaahiyon Ki Tarah,.
Aisa Bharat Mein Koi Badshaa Na Hua,.

Rooh To Hogayi Thi, Tann Se Judaa,.
Haath Talwaar Se Judaa Na Hua,.

_____________-A Salute To Shaheed Tipu Sultan-


What a wonderful dedication Azeem bhaiya. Bahut khoob likha hai aapne.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: May 26, 2008, 02:50:04 PM »
Very Nice work.. Azeem... Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: May 26, 2008, 03:56:27 PM »
Very nice Work Azeem Applause True to your words, Tipu Sultan was great !
Logged
syednaami
Guest
«Reply #9 on: May 26, 2008, 06:43:06 PM »
Sher-e-Hindustaan hai Tipu, -
Jodhaon ka sardar hai Tipu, -
Walwala angez rahbar hai Tipu, -
Misaal-e-azeem jangju hai Tipu, -

Jawaan mard baahimmat tha Tipu
Jazbon ka amaanatdar tha Tipu, -
Shuja'at ka paimana tha Tipu, -
Wajaahat ka paikar tha Tipu, -

Josh ki lalkar tha Tipu, -
Hosh ki pukaar tha Tipu, -
Harb ki zeenat tha Tipu, -
Angrez ki shaamat tha Tipu, -

Dushman pe faatih tha Tipu, -
Desh pe qurbaan tha Tipu, -
Maot se bekhoaf tha Tipu, -
Qurbani se sarshaar tha Tipu, -

Millat ki pahchaan hai Tipu, -
Shahadat ki Misaal hai Tipu
Sipahiyon ki aan hai Tipu, -
Bar-e-azeem ki shaan hai Tipu, -

(Syed Naami)

=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=
Nazar us azeem jaan nisaar-e-watan ke naam....
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #10 on: May 27, 2008, 04:54:11 AM »
 
   " Dam-dame me dam nahi aub khair maano Jan ki...
     Takhte shahi( britan )tak ladegi teg hindustan ki..."
             -- a great salam to hazrate tipu shahid ibne ali.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: May 27, 2008, 07:50:17 AM »
 
Sher-e-Hindustaan hai Tipu, -
Jodhaon ka sardar hai Tipu, -
Walwala angez rahbar hai Tipu, -
Misaal-e-azeem jangju hai Tipu, -

Jawaan mard baahimmat tha Tipu
Jazbon ka amaanatdar tha Tipu, -
Shuja'at ka paimana tha Tipu, -
Wajaahat ka paikar tha Tipu, -

Josh ki lalkar tha Tipu, -
Hosh ki pukaar tha Tipu, -
Harb ki zeenat tha Tipu, -
Angrez ki shaamat tha Tipu, -

Dushman pe faatih tha Tipu, -
Desh pe qurbaan tha Tipu, -
Maot se bekhoaf tha Tipu, -
Qurbani se sarshaar tha Tipu, -

Millat ki pahchaan hai Tipu, -
Shahadat ki Misaal hai Tipu
Sipahiyon ki aan hai Tipu, -
Bar-e-azeem ki shaan hai Tipu, -

(Syed Naami)

=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=
Nazar us azeem jaan nisaar-e-watan ke naam....

Syed bohat bohat khoob likha hai aapne
  Clapping Smiley
Logged
syednaami
Guest
«Reply #12 on: May 27, 2008, 08:04:53 AM »
 
   " Dam-dame me dam nahi aub khair maano Jan ki...
     Takhte shahi( britan )tak ladegi teg hindustan ki..."
             -- a great salam to hazrate tipu shahid ibne ali.
Very Nice Quote Muhammed, Yeh aazadi ke Rahbar hai jin ki badaolat hum aazadi ka maza le rahe hain, Long Live Heroes.


Syed bohat bohat khoob likha hai aapne
  Clapping Smiley


Thanks a lot HoneyRose Saahiba, so nice of you.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 29, 2008, 11:33:28 AM »
Shukriya Doston,.
Aap Kuch Shayarana Andaaz Mein Likhte To Achcha Lagta,.

And Nice One yed Naami Ji,.
And Mohammad Bhai,.
And Welcome To Yoindia,. notworthy
Logged
diya786
Guest
«Reply #14 on: May 29, 2008, 11:37:05 AM »
Jo Larda Tha Sipaahiyon Ki Tarah,.
Aisa Bharat Mein Koi Badshaa Na Hua,.

Rooh To Hogayi Thi, Tann Se Judaa,.
Haath Talwaar Se Judaa Na Hua,.

_____________-A Salute To Shaheed Tipu Sultan-


really true words for tipu sultan
nice work azeemji

syed naamiji aapne bhi bahut accha likha hai
muhammed sahab welcome to yoindia.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:12:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer