*Aatangwad Ka Anjaam*

by Roja on January 25, 2009, 06:30:50 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1674 times)
Roja
Guest
Rojmara ke dange-fasaad hai anjaam ke liye
Aatankiyon ka aatangwad hai anjaam ke liye..

Pichle baras ne zulm ki serhat falaang li,
Kitnon ke ghar berbaad hai anjaam ke liye..

Aatangiyon ne rounda hai mere mulq ka naseeb,
Dil serkar ka nashaad hai anjaam ke liye..

Ser-e-aam aatangiyon ne ye farman ker diya,
Aafat ka din aabaad hai anjaam ke liye..

Jammu-Kashmir ka khoon karaba roke na rukhe
Sab hungamon ki fariyaad hai anjaam ke liye..

Begunahon ki ismein rojana jaane jaa rahi hai,
Be-maut kaja ki daad hai anjaam ke liye..

Taqat nahi ki roke koyi ye anhoni ke faasle,
Honi ko hona yaad hai anjaam ke liye..

HIT-LIST mein aaj "Roja" ka gar naam ho bura
Ek goli ka persaad hai anjaam ke liye..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
anjaam kya hoga by webfish002 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Anjaam by muneeb in Shayri-E-Dard
Anjaam-e-Ishq.......! by sharmaarunkumar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Anjaam by thycreator in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Anjaam-e-mohabbat by medha_jain3 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: January 25, 2009, 06:47:52 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah Roja jiyo,,,... kaya khoob likha hai........
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: January 25, 2009, 06:57:46 AM »
bahoot khoob roja.....
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 25, 2009, 07:00:35 AM »
Rojmara ke dange-fasaad hai anjaam ke liye
Aatankiyon ka aatangwad hai anjaam ke liye..

Pichle baras ne zulm ki serhat falaang li,
Kitnon ke ghar berbaad hai anjaam ke liye..

Aatangiyon ne rounda hai mere mulq ka naseeb,
Dil serkar ka nashaad hai anjaam ke liye..

Ser-e-aam aatangiyon ne ye farman ker diya,
Aafat ka din aabaad hai anjaam ke liye..

Jammu-Kashmir ka khoon karaba roke na rukhe
Sab hungamon ki fariyaad hai anjaam ke liye..

Begunahon ki ismein rojana jaane jaa rahi hai,
Be-maut kaja ki daad hai anjaam ke liye..

Taqat nahi ki roke koyi ye anhoni ke faasle,
Honi ko hona yaad hai anjaam ke liye..

HIT-LIST mein aaj "Roja" ka gar naam ho bura
Ek goli ka persaad hai anjaam ke liye..


Bahoth Qoob Umda Paimane pe qayalon ko rakha hai apne !!Likhte rahiye janab !! Allah tumhe Khush rakhe aur izzath bakshe rooja ji !!

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: January 26, 2009, 11:21:45 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah Roja jiyo,,,... kaya khoob likha hai........

Thank you very much didi
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: January 26, 2009, 11:23:51 AM »
bahoot khoob roja.....

Thanks sanjeev bhaiya
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: January 26, 2009, 11:27:58 AM »
Bahoth Qoob Umda Paimane pe qayalon ko rakha hai apne !!Likhte rahiye janab !! Allah tumhe Khush rakhe aur izzath bakshe rooja ji !!

Qadeer Toopchi

Bahut bahut shukriya Abdul Qadeer ji..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 26, 2009, 10:09:17 PM »
NIce One Roja Behna,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: February 01, 2009, 04:49:46 AM »
Rojmara ke dange-fasaad hai anjaam ke liye
Aatankiyon ka aatangwad hai anjaam ke liye..

Pichle baras ne zulm ki serhat falaang li,
Kitnon ke ghar berbaad hai anjaam ke liye..

Aatangiyon ne rounda hai mere mulq ka naseeb,
Dil serkar ka nashaad hai anjaam ke liye..

Ser-e-aam aatangiyon ne ye farman ker diya,
Aafat ka din aabaad hai anjaam ke liye..

Jammu-Kashmir ka khoon karaba roke na rukhe
Sab hungamon ki fariyaad hai anjaam ke liye..

Begunahon ki ismein rojana jaane jaa rahi hai,
Be-maut kaja ki daad hai anjaam ke liye..

Taqat nahi ki roke koyi ye anhoni ke faasle,
Honi ko hona yaad hai anjaam ke liye..

HIT-LIST mein aaj "Roja" ka gar naam ho bura
Ek goli ka persaad hai anjaam ke liye..


 Applause Applause

Bohat khoob Roja dear..
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: February 01, 2009, 04:52:41 AM »
NIce One Roja Behna,.

Bahut bahut shukhriya Azeem Bhai.
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: February 01, 2009, 05:14:11 AM »
Applause Applause

Bohat khoob Roja dear..

Shukriya ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: February 22, 2009, 07:26:22 AM »

waah .... Applause Applause

bahot acha likha hai aapne Roja ji...

very nice n true....

Thank you very much kaash ji.. Usual Smile
Logged
baadal102
Guest
«Reply #12 on: April 23, 2009, 03:25:47 PM »
bahut khoob roja yarra
bahut khub
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2009, 04:02:13 PM »
bahut khoob roja yarra
bahut khub

Bahut bahut thanks Baadal ji.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: April 25, 2009, 12:27:55 PM »
Bohat bohat khoob Roja...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 07:39:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer