Aatank Waad Kyun Bante Hain Log,.

by Jaanasheen on June 04, 2008, 02:36:08 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2015 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kehte Hai Sabhi Aatank Waad Inhe,.
Haal Inka Lekin, Kisi Ne Na Jaana,.

Kyun Bane Aatankwaad Ye, Na Poocha Kisine,.
Lage Hain Sab Inpar Tohmat Lagaana,.

Berozgaari Jab Bard Jaaye,.
Ghar Mein Bhooke Jab Marr Jaaye,.
Izaat Auroton Ki Sasti Pard Jaaye,.
To Pardta Hai Mazlumo Ko Aisa Kadam Uthaana,.

Agar Mil Jaaye Haq Inhe Inka, To Kaisa Aatakwaad,.
Jab Dete Hain Jaan Fizool Mein Ye,.
Aata Hai Mohabbat Pe Inhe Bhi Jaan Lootaana,.

________________________________-Azeem-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: June 04, 2008, 02:53:26 PM »
nice lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 04, 2008, 02:58:09 PM »
Shukriya Didi,.
Waise Aapne Kyun Kuch Izhaar nahi Kiya,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: June 04, 2008, 03:02:29 PM »
Nice lines Azeem bro..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 04, 2008, 03:06:53 PM »
Shukriya Didi,.
Aap Bhi Kuch Likho,.
Aapne Andaaz,.
Inke Baare Mein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 04, 2008, 03:07:26 PM »
Milti Nahi Naukri Hume Zindagi Guzar Karne Le Liye,.
Netaaon Ke Bachche Dekho, Aaiyaashi Mein Doobe Hain,.

Bachaate Hain Hum Ek Do Rupaiye, Bus Mein Safar Karne Ko,.
Inke Bachche Marcedese Benz Mein Goomte Hain,.

Aur Jab Hum Haq Maangne Ke Liye Awaaz Lagaate Hain,.
To Hume Yahaan Ke Log Jaane Kyun Dehshatgar Banaa Dete Hain,.

__________________________-Ek Pukaar Dehshatgaron Ki,.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #6 on: June 04, 2008, 03:11:31 PM »
Milti Nahi Naukri Hume Zindagi Guzar Karne Le Liye,.
Netaaon Ke Bachche Dekho, Aaiyaashi Mein Doobe Hain,.

Bachaate Hain Hum Ek Do Rupaiye, Bus Mein Safar Karne Ko,.
Inke Bachche Marcedese Benz Mein Goomte Hain,.

Aur Jab Hum Haq Maangne Le Liye Awaaz Lagaate Hain,.
To Hume Yahaan Ke Log Jaane Kyun Dehshatgar Banaa Dete Hain,.

__________________________-Ek Pukaar Dehshatgaron Ki,.


Bahut accha likha hai jee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 04, 2008, 03:15:07 PM »
Thank U Sonia Ji,.
Aap Bhi Apne Andaaz Bayaan Kijiye,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: June 04, 2008, 03:19:45 PM »
HMm bro itna khaas nahi pata fir bhi koshish karti hoon..


Aaj ye aatank waad kyun bante hai
iss ka jawab hum nahi de paate hai

Bhook nahi hoti toh aantank nahi hota
Ghar ghar pe aurat aur bache agwa nahi hote

Zulm badh jaati hai aur kisi ke haalat ka shikar hote 
Kum nahii hoti hai iss duniya se aatank waad ka silsila

Aaj ye aatank waad kyun bante hai
iss ka jawab hum nahii de paate hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 04, 2008, 03:21:28 PM »
Banaa Diya Logon Ke Zulm Ne Mujhe Dehshatgar Yaaron,.
Maa Ke Pait Se Main Aatankwaad, Paidaa Na Hua,.

Har Waqt Dete Rahe Taane, Mujhe Log Yahaan Ke,.
Ke Mujhse Is Desh Ka Koi Faidaa Na Hua,.

Lachaar Tha Main,.
Bekaar Tha Main,.
Bhukaa Tha Main,.
Pait Se Sukhaa Tha Main,.

Kisi Ne Na Meri Pukaar Suni,.
Aur Jab Haq Maangne Nikla To Sab Dehshatgar Kehte Hain,.

Kaisa Insaaf Hai Ye, Kaisi Rehnumaai Hai,.
Dehshatgar Mujhe Desh Ki Haalat Ne Banaai hai,.

_______________________________________-Azeem-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2008, 04:38:00 AM »
Bahot Hi Behatrin Topic nazar me aaya hai dost,
Bahot Khub Likkha hai jaansheen saab,
Inshallah Main bhi Kuch Pesh Karne Ki Kavish me laga rahunga.

Aatank waad Benakab Ho k bhi Zahir hai,
Us Sakhs Ki pehchan Ho jaati hai,
Magar aaj kal Zahir me Parda Kiye hai,
Us Sakhs ki Pehchan Kaise Ho sakti hai,

Aatank waad Ki Rudaad Gum laati hai,
Dil ko Khun k aansoo Rulaati hai,

Waqt Ne Garr Wafaa Ki To,
Be-Naqaab Karunga Haal-e-Aatank ko,
Baad Me Insaaf Kije Ye Ga,
Kaun Kusoor Waar Hai Uska,

Ye aatank waad Nahi Raza,
Yeh To Sitam K maare hai,

Unpar jo aatank hua,
Unpar jo Sitam hua,
Sitam Ka wo Inteha'n hua,
Us se Inteqaam Paida hua,

Ye aantank waad Nahi Raza,
Yeh To Inteqaam Ki aag hai....
   
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 22, 2008, 11:17:57 AM »
Shukriya Mohammed Bhai,.
And Nice One Yaar,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 08:27:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer