Jihad se na jodo!

by salma786 on January 14, 2009, 08:15:55 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3269 times)
salma786
Guest
Pak hai Islam ise napak,
Irado se tum ghera na karo,
Atankwad ki zillat ko,
Jihad se tum joda na karo!

Hai imaan ki kami Sare dharm me,
Tabhi ye keher barasta hai,
Hukumat ki gode me,
Atankwad panapta hai!

Na Hindu,Na Musalman,
Dharm to hai sabke mahaan,
Par hukumat ki aad me,
Baithe hai sare beimaan!

Is siyasat ki daldal me,
Mazhab ko tum na ghasita karo,
Bikhar gaye jo rishte,
Unhe izzat se tum sameta karo!
icon_salut
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jihad,. by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 3  All »
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2009, 08:19:53 AM »
 Applause  Applause  Applause

I agree with your lines... esp first four lines...
I agree with u..

Nice shayri.  Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2009, 08:25:55 AM »
Thanks roja!!
Logged
Jhuki Palkein
Guest
«Reply #3 on: January 14, 2009, 02:15:59 PM »
Salma sis,

Brilliant sharing!

Hope to see more from you.
Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: January 14, 2009, 02:24:20 PM »
Thanks lot JP ji....surely ll try Usual Smile
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #5 on: January 14, 2009, 02:29:04 PM »
Pak hai Islam ise napak,
Irado se tum ghera na karo,
Atankwad ki zillat ko,
Jihad se tum joda na karo!

Hai imaan ki kami Sare dharm me,
Tabhi ye keher barasta hai,
Hukumat ki gode me,
Atankwad panapta hai!

Na Hindu,Na Musalman,
Dharm to hai sabke mahaan,
Par hukumat ki aad me,
Baithe hai sare beimaan!

Is siyasat ki daldal me,
Mazhab ko tum na ghasita karo,
Bikhar gaye jo rishte,
Unhe izzat se tum sameta karo!
icon_salut
kamaal kya? double kamaal hai! subhan-allah!
Logged
taheer_khaja
Guest
«Reply #6 on: January 14, 2009, 02:30:33 PM »
salma ji aap ka jawaab nahi bahut khoob
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: January 14, 2009, 02:45:56 PM »
Shukriya Anjaan ji
Shukriya Taheer ji!!
Logged
Asghr
Guest
«Reply #8 on: January 15, 2009, 03:06:21 PM »
LOVELY POEM ABOUT THE PRESENT DAY SITUATION,ALLAH KARE ZOR EH QALM AUR ZYADA.ASGHR Applause Applause Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: January 16, 2009, 03:47:05 AM »
Shukriya asghr ji Usual Smile
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: January 16, 2009, 08:05:23 PM »

Pak hai Islam ise napak,
Irado se tum ghera na karo,
Atankwad ki zillat ko,
Jihad se tum joda na karo!

Hai imaan ki kami Sare dharm me,
Tabhi ye keher barasta hai,
Hukumat ki gode me,
Atankwad panapta hai!

Na Hindu,Na Musalman,
Dharm to hai sabke mahaan,
Par hukumat ki aad me,
Baithe hai sare beimaan!

Is siyasat ki daldal me,
Mazhab ko tum na ghasita karo,
Bikhar gaye jo rishte,
Unhe izzat se tum sameta karo!
:icon_salut:

wah wah wah wah...bahaut sahi likha hai apne...

Islam ke naam pe,
tum apni zaati dushmani na nikala karo,
marte ho tum lakhon logon ko,
kabhi unhe bhi insaan samjha karo...

har dafa hamla karte ho par jhukte nahin hai hum,
kabhi toh tum humare hosle dekha karo,
jihad toh ander ka shehtan mitana hota hai,
kabhi toh tum jihad ka matlab samjha karo...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 23, 2009, 09:54:10 AM »
Su8bhan Allah,./
Subhan Allah,.
Bohat Hi Achche Nice One,.
Salma Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 23, 2009, 09:59:59 AM »
wah wah wah wah...bahaut sahi likha hai apne...

Islam ke naam pe,
tum apni zaati dushmani na nikala karo,
marte ho tum lakhon logon ko,
kabhi unhe bhi insaan samjha karo...

har dafa hamla karte ho par jhukte nahin hai hum,
kabhi toh tum humare hosle dekha karo,
jihad toh ander ka shehtan mitana hota hai,
kabhi toh tum jihad ka matlab samjha karo...

NIce One Rahim Bhai,.
Magar thpda Gusa kam Karo Yaar,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #13 on: January 24, 2009, 06:48:41 PM »
NIce One Rahim Bhai,.
Magar thpda Gusa kam Karo Yaar,.




Shukriya bhai...aur jahan tak gusse ki baat hai hum toh jo dil main hota hai woh ek dum saaf tarikhe se likte hai...haan yeh sach hai kuch ko gussa lagta hai toh kuch toh tanz..maaf karna dost next time thoda pyaar ke saath likhne ki koshish karunga!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: January 24, 2009, 07:26:18 PM »
Pak hai Islam ise napak,
Irado se tum ghera na karo,
Atankwad ki zillat ko,
Jihad se tum joda na karo!

Hai imaan ki kami Sare dharm me,
Tabhi ye keher barasta hai,
Hukumat ki gode me,
Atankwad panapta hai!

Na Hindu,Na Musalman,
Dharm to hai sabke mahaan,
Par hukumat ki aad me,
Baithe hai sare beimaan!

Is siyasat ki daldal me,
Mazhab ko tum na ghasita karo,
Bikhar gaye jo rishte,
Unhe izzat se tum sameta karo!
icon_salut
]


WAH BAHUT KHOOB SALMA, BAHUT SAHI KAHA HAI TUMNEY AUR BADEY PYARE ANDAAZ MEH YEH SANDESH BHI DIA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 01:00:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer