Bas...kafi hai

by Amarjeet Kaur on July 17, 2012, 09:40:31 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 767 times)
Amarjeet Kaur
Guest
Reply with quote
Zindgi jeene ke lie aur kya chaahiye....
ek dost ho tumsa pyaara, kaafi hai..

Saans to hamaari chalti hi rahi hai...
kuch saanson pe naam likh doo tumhaara, kafi hai

nadiya hoon main mast albeli...
ek mazboot tum jaisa ho kinaara, kafi hai

haath tumhaara na chhodenge umr bhar....
gar mera saath ho tumko gwaara, kafi hai

meri aur tumhaari zindgi to bahut jee lee...
Ab ye jeevan ho jaaye HAMARAA, kafi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
!Ek gam hi kafi hai! by honeyrose in Shayri-E-Dard
dard kafi hai by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dil hi kafi hai by Nakisha in Shayri-E-Dard
kia ye kafi nahi k by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Kafi dino se likha nahi by manjot in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 17, 2012, 09:47:35 AM »
Reply with quote
GOOD keep it up
Logged
Amarjeet Kaur
Guest
«Reply #2 on: July 17, 2012, 09:50:35 AM »
Reply with quote
Thankyou...sir
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #3 on: July 17, 2012, 10:03:42 AM »
Reply with quote
Zindgi jeene ke lie aur kya chaahiye....
ek dost ho tumsa pyaara, kaafi hai..

Saans to hamaari chalti hi rahi hai...
kuch saanson pe naam likh doo tumhaara, kafi hai

nadiya hoon main mast albeli...
ek mazboot tum jaisa ho kinaara, kafi hai

haath tumhaara na chhodenge umr bhar....
gar mera saath ho tumko gwaara, kafi hai

meri aur tumhaari zindgi to bahut jee lee...
Ab ye jeevan ho jaaye HAMARAA, kafi hai


Bahut Khub Amarjeet Ji Bahut Khub Applause Applause
Logged
Amarjeet Kaur
Guest
«Reply #4 on: July 17, 2012, 10:06:55 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Shukriya....kash ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #5 on: July 17, 2012, 10:13:47 AM »
Reply with quote
Bahut khub baht hi khubsurt peshkash........ Bahut bahut mubarkbad aapke is qalaam ke liye
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 17, 2012, 10:13:56 AM »
Reply with quote
Zindgi jeene ke lie aur kya chaahiye....
ek dost ho tumsa pyaara, kaafi hai..

Saans to hamaari chalti hi rahi hai...
kuch saanson pe naam likh doo tumhaara, kafi hai

nadiya hoon main mast albeli...
ek mazboot tum jaisa ho kinaara, kafi hai

haath tumhaara na chhodenge umr bhar....
gar mera saath ho tumko gwaara, kafi hai

meri aur tumhaari zindgi to bahut jee lee...
Ab ye jeevan ho jaaye HAMARAA, kafi hai



Bahut Bahut Khooob Amarjeet Ji..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
roy
Guest
«Reply #7 on: July 17, 2012, 12:35:00 PM »
Reply with quote
waaahhh waaaaahh boohot khob amarjeet g
Applause
Logged
Amarjeet Kaur
Guest
«Reply #8 on: July 17, 2012, 12:57:38 PM »
Reply with quote
Shukriya...roy ji
Logged
Amarjeet Kaur
Guest
«Reply #9 on: July 17, 2012, 01:03:18 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya....saudaagar ji

Apka bhi bahut shukriya...khwahish ji
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: July 17, 2012, 02:23:22 PM »
Reply with quote
Vaah Vaah
Bahut badhiya likha hai aapne.
ise aap ek behatreen ghajal me convert kar sakti hai
Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: July 19, 2012, 03:06:17 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob likha hai aapne Amar ji... yunhi likhte rahiye...!!!

haathon me tumhaaraa haath le ke zindagi guzaar dungaa,
tumhaari aankhon ko dekhte huye har lamha guzaar dungaa,

kabhi tumhe baadal to kabhi main gehra samundar kahungaa,
ghum ho ya khushi har lamha main tumhaare saath rahungaa,

zindagi tumhaari main gulaab ke phoolon se sajaa dungaa,
koi ghum chhoo na sake main koi aisi deewaar bana dungaa,

rok na sakaa khudko to tumhe baahon me main bhar lungaa,
dheere se tumhaare kaano me main har ek baat bol dungaa,

jahaan ki saari khushiyaan tumhaari kadmon pe laa dungaa,
baith tumhaare saamne main apni poori zindagi guzaar dungaa...
Logged
Amarjeet Kaur
Guest
«Reply #12 on: July 19, 2012, 05:38:41 PM »
Reply with quote
shukriya....hriday ji
Logged
reshmaa
Guest
«Reply #13 on: July 19, 2012, 05:49:41 PM »
Reply with quote
bahot sundar
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:11:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer