Honsla Mohobbat Ka Is Kadar Badhata Hoon

by ishu_singh10 on August 08, 2010, 06:56:34 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 666 times)
ishu_singh10
Guest
Reply with quote
Honsla Mohobbat Ka Is Kadar Badhata Hoon,
Honsla Mohobbat Ka Is Kadar Badhata Hoon,
Gum Hazaar Hote Hai Fir Bhi Muskuraata Hoon.
Honsla Mohabbat Ka Aashiqana  Gazlon Main Shakl Ek Ubharti Hai,
Honsla Mohabbat Ka Aashiqana  Gazlon Main Shakl Ek Ubharti Hai,

Tum Dikhai Deti Ho Jab Kitaab Uthata Hoon,
Ab Tu Hi Bata Mujhko Konsi Hai Ye Manzil,
Tomko Yaad Karne Main Khud Ko Bhul Jata Hoon.

Dhadkano Ki Shehnai Mujhko Ched Deti Hai,
Dhadkano Ki Shehnai Mujhko Ched Deti Hai,

Roz Apne Geeton Main Tumko Gungunata Hoon,
Khud Hi Behne Lagte Hain Tere Naam Ke Aansu,

Jab Dua Ki Khatir Main Apne Haath Uthata Hoon.
Ai Jaana Meri Gazal Noor Ka Pyala Hai,

Ai Jaana Meri Gazal Noor Ka Pyala Hai,
Ruh Main Utarta Hoon Dil Ko Jagamagaata Hoon.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Iss kadar.... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
Kadar pyr ki! by ishu_singh10 in Shairi - E - Zindagi
honsla by guddurampuri in Shairi for Manzar -e- Kudrat
mai kadam badhata gaya !!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
na tuje honsla denge..jyuthika... by jyuthika in Shairi - E - Zindagi
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: August 08, 2010, 12:52:23 PM »
Reply with quote
Honsla Mohobbat Ka Is Kadar Badhata Hoon,
Honsla Mohobbat Ka Is Kadar Badhata Hoon,
Gum Hazaar Hote Hai Fir Bhi Muskuraata Hoon.
Honsla Mohabbat Ka Aashiqana  Gazlon Main Shakl Ek Ubharti Hai,
Honsla Mohabbat Ka Aashiqana  Gazlon Main Shakl Ek Ubharti Hai,

Tum Dikhai Deti Ho Jab Kitaab Uthata Hoon,
Ab Tu Hi Bata Mujhko Konsi Hai Ye Manzil,
Tomko Yaad Karne Main Khud Ko Bhul Jata Hoon.

Dhadkano Ki Shehnai Mujhko Ched Deti Hai,
Dhadkano Ki Shehnai Mujhko Ched Deti Hai,

Roz Apne Geeton Main Tumko Gungunata Hoon,
Khud Hi Behne Lagte Hain Tere Naam Ke Aansu,

Jab Dua Ki Khatir Main Apne Haath Uthata Hoon.
Ai Jaana Meri Gazal Noor Ka Pyala Hai,

Ai Jaana Meri Gazal Noor Ka Pyala Hai,
Ruh Main Utarta Hoon Dil Ko Jagamagaata Hoon.



Nice Creation...........Ishu Ji ! likhte rahiye...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 12:37:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.084 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer