Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
Humara tum ko ye salam akhri hai Suno aaj tumse kalaam akhri hai
Agar ho sake toh bhula dena humko yehi ek chota sa kaam baki hai
Abhi arzoo'on ke sehra hain pyasey Magar ansoo'on ka ye jaam akhri hai
Mareez-E- Mohabbat ki ayi chara sazoo Tumhare Shehar mein ye shaam akhri hai
Zara deir tehro kaza ke farishton Laboon pe humare ye pyaam akhri hai
Koi mil sake ga na Kashif ke jaisa Tere husn ka ye gulaam akhri hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rajesh Harish
Khaas Shayar

Rau: 1
Offline
Waqt Bitaya:38 days, 16 hours and 37 minutes.
Posts: 10584 Member Since: Aug 2008
|
 |
«Reply #1 on: November 19, 2009, 10:42:26 AM » |
|
Nice one Khasifib Ji Welcome to yoindia
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #2 on: November 19, 2009, 02:05:35 PM » |
|
Woh toh kehta tha usse buhat si duaein yaad hain Faraz Kiya bichar kar phir milne ki dua usse yaad nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #3 on: November 19, 2009, 02:08:27 PM » |
|
Main Khuda ki nazron mein kaise na gunahgaar hota Faraz Ab toh sajdon mein bhi woh yaad aane lage
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #4 on: November 19, 2009, 02:10:07 PM » |
|
Sawaab jaanke woh dil ko paash paash karte rahe Kashif Kabhi na tokah unhe jaankar gunaah humne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #5 on: November 19, 2009, 02:12:13 PM » |
|
Woh kehte hain ke pathar dil log kabhi rote nahi Kashif Usse kya khabar chasmay hamesha patharon se nikalte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #6 on: November 19, 2009, 02:14:24 PM » |
|
Naraz kyun hote ho chale jaate hain teri mehfil se Kashif Apne toote hue dil ke tukre utha lene do
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #7 on: November 19, 2009, 02:16:02 PM » |
|
Phir itne mayoos kiyon ho uski bewafai par Kashif Tum khud hi toh kehte the woh sab se juda hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #8 on: November 19, 2009, 02:17:49 PM » |
|
Sabab yeh hai meri barti hui udaasi ka Kashif Har Shaam se hi naye din ke intezaar mein hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #9 on: November 19, 2009, 02:19:07 PM » |
|
Har Shab meri ek azaab mein guzri Tere baad teri hi yaad mein guzri Main ek phool hon woh mujhe rakh ke bhool gaya Tamaam umer uski kitaab mein guzri
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #10 on: November 19, 2009, 02:29:37 PM » |
|
Samadar mein fanaa hona to kismat ki kahani hai Kashif Jo marte hai kinaaron pe mujhe dukh unpe hota hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #11 on: November 19, 2009, 02:32:06 PM » |
|
Usse bas inta hi kaha tha ke barson se hum pyase hain Kashif Usne honton pe rakh ke hoonth mujhe khamosh kar diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Kashifib
Aghaaz ae Shayar
Rau: 6
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 hours and 19 minutes.
Posts: 49 Member Since: Oct 2009
|
 |
«Reply #12 on: November 19, 2009, 02:34:10 PM » |
|
Bhoole hain rafta rafta unhein muddaton mein hum Kashif Kiston mein khudkushi ka maza hum se poochiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pandit
Umda Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:4 days, 15 hours and 57 minutes.
Posts: 5030 Member Since: Jan 2005
|
 |
«Reply #13 on: November 20, 2009, 12:54:24 AM » |
|
Humara tum ko ye salam akhri hai Suno aaj tumse kalaam akhri hai
Agar ho sake toh bhula dena humko yehi ek chota sa kaam baki hai
Abhi arzoo'on ke sehra hain pyasey Magar ansoo'on ka ye jaam akhri hai
Mareez-E- Mohabbat ki ayi chara sazoo Tumhare Shehar mein ye shaam akhri hai
Zara deir tehro kaza ke farishton Laboon pe humare ye pyaam akhri hai
Koi mil sake ga na Kashif ke jaisa Tere husn ka ye gulaam akhri hai
Bahut khoob Kashifib..... umdaaa...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Umda Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:62 days, 22 hours and 36 minutes.
Don't think who you are ~ Just Respect your self.
Posts: 8109 Member Since: Feb 2009
|
 |
«Reply #14 on: November 20, 2009, 01:06:28 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|