DaR

by Sudeept ratna on October 07, 2012, 12:48:07 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 616 times)
Sudeept ratna
Guest
Reply with quote
Raat ki khamoshi mein
Suni maine ek zordaar cheekh
Chaha uske piche jaana
Jo maang rahi thi apni zindagi ki bheekh

Chaunk ke jaaga main
Jaana wo tha ek sapna
Paseene me tar tha main
Bura tha haal apna

Kisse kahon kya kahon
Samajh me kuch nai aaya
Jaake jaldi  se main eek peg banaya

Khidki pe ho khada cigrett ek  jalai
Kha kar dhuaan uska apni bechaini mitai

Yaad nai aaya kya tha maine dekha
Laut ke bistar pe maine khud ko phenka

Jaane diya khud ko jahan sirf thi tanhayian
Jahan kar rahi thi intezaar mera cheekhti chillati perchainyan
                                   
                                           Sudeept ratna
                                           (NIFT-kannur)
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: October 07, 2012, 01:15:25 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: October 07, 2012, 02:43:58 AM »
Reply with quote
good
Logged
suman59
Guest
«Reply #3 on: October 07, 2012, 03:02:22 AM »
Reply with quote
Raat ki khamoshi mein
Suni maine ek zordaar cheekh
Chaha uske piche jaana
Jo maang rahi thi apni zindagi ki bheekh

Chaunk ke jaaga main
Jaana wo tha ek sapna
Paseene me tar tha main
Bura tha haal apna

Kisse kahon kya kahon
Samajh me kuch nai aaya
Jaake jaldi  se main eek peg banaya

Khidki pe ho khada cigrett ek  jalai
Kha kar dhuaan uska apni bechaini mitai

Yaad nai aaya kya tha maine dekha
Laut ke bistar pe maine khud ko phenka

Jaane diya khud ko jahan sirf thi tanhayian
Jahan kar rahi thi intezaar mera cheekhti chillati perchainyan
                                   
                                           Sudeept ratna
                                           (NIFT-kannur)


acchi koshish hai.
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 34 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #4 on: October 07, 2012, 07:14:08 AM »
Reply with quote
Raat ki khamoshi mein
Suni maine ek zordaar cheekh
Chaha uske piche jaana
Jo maang rahi thi apni zindagi ki bheekh

Chaunk ke jaaga main
Jaana wo tha ek sapna
Paseene me tar tha main
Bura tha haal apna

Kisse kahon kya kahon
Samajh me kuch nai aaya
Jaake jaldi  se main eek peg banaya

Khidki pe ho khada cigrett ek  jalai
Kha kar dhuaan uska apni bechaini mitai

Yaad nai aaya kya tha maine dekha
Laut ke bistar pe maine khud ko phenka

Jaane diya khud ko jahan sirf thi tanhayian
Jahan kar rahi thi intezaar mera cheekhti chillati perchainyan
                                   
                                           Sudeept ratna
                                           (NIFT-kannur)

umda
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #5 on: October 07, 2012, 09:40:41 AM »
Reply with quote
bahut badhiya....
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: October 07, 2012, 12:58:53 PM »
Reply with quote
very nice....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: October 07, 2012, 06:38:36 PM »
Reply with quote
bahut khoob...!!!   Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 02:11:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer