KHAUF-E-KHUDA

by ismail roushan on March 24, 2013, 04:42:13 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2097 times)
ismail roushan
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 20 minutes.
Posts: 45
Member Since: Apr 2011


View Profile
Reply with quote

JIS K  DIL  MEIN BHI ZARA KHAUF-E KHUDA HOTA NAHI
SUCH TOU AY HAY ZINDAGI KA HAQ  ADA HOTA NAHI

DAR'D  SAY  MAMOOR HOTA HI NAHI INSAAN KA  DIL
RU'NUMA  JAB  TAK  KOEE BHI HADISAH  HOTA NAHI

HO RAHA  HAY  JO  FIDA SHAM'MA PAY  KHUD KO BHOOL KER
WO  PATANGA  JAL  TOU  JATA  HEY  FAN'NA HOTA  NAHI

BAR'HA  DEKHA  HAY  MEIN NAY  RAH'GUZAAR  ISHQ  MEIN
KARWAN KAY  SAATH  AKSAR  REHNUMA   HOTA  NAHI

QAID-WO-BAND  KI SAUBATEIN  MILI HAMIN HAQ BAAT PER
JURM  UNKA  KOEE BHI QABIL-E SAZZA  HOTA  NAHI

HAAN  JABEEN PER  ABAIDAUN K  HOTAY HEIN ROUSHAN NISHAN
SAJDA-GHA  ASHIQAN PER  NAQSH-PA  HOTA  NAHI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khauf by baba_08 in Shayri-E-Dard
Khauf by faisal314 in Ghazals
khauf by manzil-e-ishq in Shayri for Khumar -e- Ishq
DARRRRR-KHAUF-YAMRAAJ by qalb in Chit - Chat & General Discussion
khauf e khuda,,[qita],,,,,,,,jeet by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: March 24, 2013, 07:11:31 PM »
Reply with quote
Aadaab Janab Roushan Sahaab!



Badi hi khoob kalaam kahi hai janab... Aik umdaa kalaam ke saath
bazm meiN aapki waapsi behad khoob rahi... Usual Smile

Sabhi ashaar behad khoob rahe... Humari dheroN dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye... Usual Smile


Likhate rahiye... Bazm meiN shirkat karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: March 24, 2013, 07:32:24 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
bahut hi umda peshkash rahi hai aapki. sabhi ashaar khoob rahe. dil khush ho gaya padhkar. bahu bahut mubarak ho.
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #3 on: March 24, 2013, 10:12:21 PM »
Reply with quote

JIS K  DIL  MEIN BHI ZARA KHAUF-E KHUDA HOTA NAHI
SUCH TOU AY HAY ZINDAGI KA HAQ  ADA HOTA NAHI

DAR'D  SAY  MAMOOR HOTA HI NAHI INSAAN KA  DIL
RU'NUMA  JAB  TAK  KOEE BHI HADISAH  HOTA NAHI

HO RAHA  HAY  JO  FIDA SHAM'MA PAY  KHUD KO BHOOL KER
WO  PATANGA  JAL  TOU  JATA  HEY  FAN'NA HOTA  NAHI

BAR'HA  DEKHA  HAY  MEIN NAY  RAH'GUZAAR  ISHQ  MEIN
KARWAN KAY  SAATH  AKSAR  REHNUMA   HOTA  NAHI

QAID-WO-BAND  KI SAUBATEIN  MILI HAMIN HAQ BAAT PER
JURM  UNKA  KOEE BHI QABIL-E SAZZA  HOTA  NAHI

HAAN  JABEEN PER  ABAIDAUN K  HOTAY HEIN ROUSHAN NISHAN
SAJDA-GHA  ASHIQAN PER  NAQSH-PA  HOTA  NAHI



Waaaaaah Waaaaaaah bhai buht khoob ismail saheb, buht hi kamal ghazal kahi aap nay, bas ghazal kay maktay kay misron ka bas bandhan kaim nahi baki ghazal khob rahi

Daad qabool kijeye
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2013, 01:55:09 AM »
Reply with quote

JIS K  DIL  MEIN BHI ZARA KHAUF-E KHUDA HOTA NAHI
SUCH TOU AY HAY ZINDAGI KA HAQ  ADA HOTA NAHI

DAR'D  SAY  MAMOOR HOTA HI NAHI INSAAN KA  DIL
RU'NUMA  JAB  TAK  KOEE BHI HADISAH  HOTA NAHI

HO RAHA  HAY  JO  FIDA SHAM'MA PAY  KHUD KO BHOOL KER
WO  PATANGA  JAL  TOU  JATA  HEY  FAN'NA HOTA  NAHI

BAR'HA  DEKHA  HAY  MEIN NAY  RAH'GUZAAR  ISHQ  MEIN
KARWAN KAY  SAATH  AKSAR  REHNUMA   HOTA  NAHI

QAID-WO-BAND  KI SAUBATEIN  MILI HAMIN HAQ BAAT PER
JURM  UNKA  KOEE BHI QABIL-E SAZZA  HOTA  NAHI

HAAN  JABEEN PER  ABAIDAUN K  HOTAY HEIN ROUSHAN NISHAN
SAJDA-GHA  ASHIQAN PER  NAQSH-PA  HOTA  NAHI


veriiiiiiiii naaaaaaaaaaaice
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: March 25, 2013, 02:13:46 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 11:24:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer