Nahi Darta Main Kanton Se, Magar Phoolon Se Darta Hoon

by Mast Khalander on June 15, 2020, 08:06:06 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 719 times)
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013


View Profile
Reply with quote
Nahi Darta Main Kanton Se, Magar Phoolon Se Darta Hoon
Cubhan De Jaen Jo Dil Ko, Main Un Baton Se Darta Hoon

Ana Ka Main Nahi Qhayel, Mohabbat Hai Mujhe Sabse
Jo Dil Me Bughz Rakhte Hain, Main Un Apnon Se Darta Hoon

Mujhe To Nind Bhi Achi Nahi Lagti Haqhiqhat Me
Dikhaen Khwab Jo Jhoote, Main Un Nindon Se Darta Hoon

Mujhe Ehsaas Hai Sabka, Main Sabke Kaam Aata Hoon
Magar Jo Keena Rakhte Hain, Main Un Rishton Se Darta Hoon

Main Banda Hoon Allah Ka, Aur Allah Ka Qhaof Hai Mujhko
Jo Darte Hi Nahi Rab Se, Main Un Bandon Se Darta Hoon

Poet: Unknown (N/M)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main tumhain khona sa darta hoon(personal) by muneeb in Shairi - E - Zindagi
Paya hi nahi jisko kyon darta hoon usee khone se... by kalpit1234 in Shayri-E-Dard
darta hoon main by salil2002 in Shayri-E-Dard
main uss bewafa ko bewafa kahne se darta hoon by sunildehgawani in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Darta nahi main by love4u in Shayri for Dard -e- Judai
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #1 on: June 15, 2020, 12:34:32 PM »
Reply with quote
Nice sharing bhai  Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: June 15, 2020, 01:22:59 PM »
Reply with quote
Nahi Darta Main Kanton Se, Magar Phoolon Se Darta Hoon
Cubhan De Jaen Jo Dil Ko, Main Un Baton Se Darta Hoon

Ana Ka Main Nahi Qhayel, Mohabbat Hai Mujhe Sabse
Jo Dil Me Bughz Rakhte Hain, Main Un Apnon Se Darta Hoon

Mujhe To Nind Bhi Achi Nahi Lagti Haqhiqhat Me
Dikhaen Khwab Jo Jhoote, Main Un Nindon Se Darta Hoon

Mujhe Ehsaas Hai Sabka, Main Sabke Kaam Aata Hoon
Magar Jo Keena Rakhte Hain, Main Un Rishton Se Darta Hoon

Main Banda Hoon Allah Ka, Aur Allah Ka Qhaof Hai Mujhko
Jo Darte Hi Nahi Rab Se, Main Un Bandon Se Darta Hoon

Poet: Unknown (N/M)

waah wah achhi selection hai, nice sharing.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: June 16, 2020, 04:44:38 AM »
Reply with quote
बहुत अच्छे
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 01:08:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer