Agar Hatade wo Naqaab to Qayamat Aajaye

by abdulqadeer on December 22, 2008, 12:56:48 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2679 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Zamane me har taraf noor bikhar jaye  !!
Agar hatade wo naqaab to qayamath aajaye-!!
Nazar utha  de to manzar badal jaye!!
Zara sa muskurade to sahera me baher aajaye !!

Agar dekhle chand usko ratoon me !!
To sharma ke badaloon me chup jaye !!

Agar hatade wo naqaab to qayamth aa jaye!!

Uski saqawath bhi badi bemisaal hai!!
Pyase ko dekhle to samandar mil jaye!!

Ab uski shafaqath ki mai kya misaal don qadeer !!
Pather pe hath rakh de to jaan aajaye!!


Qadeer Toopchi

From Dubai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
qayamat..... by Harleyboy1 in Shayri-E-Dard
naqaab by tabassum shakeel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Abhi To Qayamat Meri jaan Aur Bhi Hai!!!!! by sumitenigma in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~QAYAMAT TAK~~ by ANJALI33 in Shayri for Dard -e- Judai
Teri chaukhat pe mera dam nikal jaye to maza aajaye !! by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3 4 »
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: December 23, 2008, 12:11:57 AM »
Reply with quote
Nice one Qadeer Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: December 23, 2008, 07:43:21 AM »
Reply with quote
shayed aap pehle bhi ise post kar chuke hain anyway dobara padh ke bhi achcha laga very good qadeer
Logged
afreen_madhu
Guest
«Reply #3 on: January 26, 2009, 09:10:57 AM »
Reply with quote
arey waah
kya likha hai..abhi toh humein jana hai..par phir ek baar..
apki taariff mein nachiz phir bass yahi kahegi..

Padh kar isse miya qadeer,kuch hasin paal yaad aa gaye,
apki iss makbool shayari ke karan, phir un lamho ko ji gaye..
Isse Shayari kahun ya phir hal-E-dill apna,
nachiz se phir waah-wahi lutne par Salaam..
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: January 26, 2009, 09:24:13 AM »
Reply with quote
Good 1 Toopchi ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: February 03, 2009, 02:02:36 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Qadeer Ji
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #6 on: February 12, 2009, 01:43:47 AM »
Reply with quote
Wah kia baat hai QAdeer Sb.

AAp ne to use khuda bana diya



Ab uski shafaqath ki mai kya misaal don qadeer !!
Pather pe hath rakh de to jaan aajaye!!


javed arshad

Janab mein march mein dubai pahunch raha hun
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: February 12, 2009, 06:13:22 AM »
Reply with quote
Wah kia baat hai QAdeer Sb.

AAp ne to use khuda bana diya



Ab uski shafaqath ki mai kya misaal don qadeer !!
Pather pe hath rakh de to jaan aajaye!!


javed arshad

Janab mein march mein dubai pahunch raha hun


Bahoth shukriya janab !! aur janab pather se murad dil ki baath hai ashar me !! janab apki Amad ki bare me sunkar dili kushi howi magar nacheez ki badnasibi to dikhiye apke ki Amad ke maah me bande ke rawangi hai !! Waise koshish rahegi ke mai maujood rahon !! Allah khush rakhe apko janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: February 12, 2009, 02:06:25 PM »
Reply with quote
Bohat Hi Badhiya Hai Bhai, Nice One,.
Yunhi Likhte Rahiye,./
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 03:22:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer