J"amaal..e..Yaar

by majid on May 21, 2009, 09:26:54 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 8788 times)
majid
Guest
Reply with quote
               Dhudh  Si  Rangat , Aur Chandni  Mein  Nahaai Hai
               Chehra Hai Bhola , Aur  Aankhon Mein Sachaai Hai.

               Ajab Shahud Si  Mitthas  Aati Hai Uski Baaton Mein
               Aur Hasi Jaise ,Koi Ras Ki Ghagar Chhalak Aayi Hai.

               Hai Sharm-o-Hayya  Ke Pardon  Mein  Lapate  Hue
               Sar Se Paanw  Tak  Bas , Saadgi  Mein  Samaayi Hai.

               Us  Jaisa  Haseen  Kuon  Hai  Bhala Is Duniya  Mein
               Insaan Hokar  Bhi , Pariyon Si Khoobsurti Paayi Hai

               Aisa Rang Chadha Hai Mujhpe Uske Pyar Ka Shihab
               Ki Meri Rag Rag Main  Bas , Wahi  Woh Samaayi Hai.

              

                                  (Shihab)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Apna Tu Kher Nama-e-Amaal Ley Gye by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
"YAAR TU RUSWA HOKE DOOR MAT JA" by k.shael in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
~~"Yaar badelte rahte hai"~~ by Sammual in Shayri-E-Dard
Firaaq-e-yaar me kyaa "Eid" ki khushi hogi by Ghulam Haider in Occassion Specific Poetry
"" yaar jo milaa de "" by nirala in Miscellaneous Shayri
k.shael
Guest
«Reply #1 on: May 21, 2009, 09:34:34 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob kya khumar hai, bahut umda Shihab Ji, Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley

ek pyari si ladki aapki shayri ke jaisi aapko gift kar rahi hoon, umeed hai aachi lagegi,


Dekhte hai to wah wah keh uth.te hai log,
Ki kya khoob khuda ne cheez banayi hai,

Har insaan rakhta hai ek khaas chehra,
Par jaane ye masoom chehre wali kahaan se aayi hai,

Na koi shikan hai maathe pe na ashq aankhon me,
Jaroor iss mohini ka wajood karishmayi hai,

U to kisi ko dekh kar ser jhukana aacha nahi,
Par na jhukna ser ko iske husn ke aage bewafayi hai..

Shally.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: May 21, 2009, 09:43:11 AM »
Reply with quote
shihab ji,kitna bhi tareef karu bas nahi.
very very nice and beautiful.keep writting.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: May 21, 2009, 09:47:20 AM »
Reply with quote
Dhudh Si Rangat Aur Chandni Mein Nahaai Hai
Chehra Hai Bhola Aur Aankhon Mein Sachaai Hai.

Ajab Sehad Si Mitthas Aati Hai Uski Baaton Mein
Aur Hasi Jaise Koi Ras Ki Ghagar Chhalak Aayi Hai.

Hai Sharm..o..Hayya Ke Pardon Mein Lapate Hue
Sar Se Paanw Tak Bas Shaadgi Mein Samaayi Hai.

Us Jaisa Haseen Kon Hai  Bhala Is Duniya Mein !
Insaan Hokar Bhi Pariyon Si Khoobsurti Paayi Hai

Aisa Rang Chadha Hai Mujhpe Uske Pyar Ka Shihab
Ki Meri Rag Rag Main Bas Wahi Woh Samaayi Hai.



bahaut khoob shihab sb
Logged
diya786
Guest
«Reply #4 on: May 22, 2009, 10:09:59 AM »
Reply with quote
Dhudh Si Rangat Aur Chandni Mein Nahaai Hai
Chehra Hai Bhola Aur Aankhon Mein Sachaai Hai.

Ajab Sehad Si Mitthas Aati Hai Uski Baaton Mein
Aur Hasi Jaise Koi Ras Ki Ghagar Chhalak Aayi Hai.

Hai Sharm..o..Hayya Ke Pardon Mein Lapate Hue
Sar Se Paanw Tak Bas Shaadgi Mein Samaayi Hai.

Us Jaisa Haseen Kon Hai  Bhala Is Duniya Mein !
Insaan Hokar Bhi Pariyon Si Khoobsurti Paayi Hai

Aisa Rang Chadha Hai Mujhpe Uske Pyar Ka Shihab
Ki Meri Rag Rag Main Bas Wahi Woh Samaayi Hai.


Subhanallah
Majid Bhai
kamaal likha hai aapne Applause Applause Applause
khushkismat hai woh jinhein apki mohaabat naseeb hai
Allah aapko khush rakhe'in
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 22, 2009, 10:17:27 AM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achcha Likha Hai, Majid Bhai, Bohat Achche,.

Aur Shally Tumne Bhi Yaar kamaal Ka Reply Aur Git Diya Hai Majid Bhai Ko,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #6 on: May 23, 2009, 05:16:56 AM »
Reply with quote
Dhudh Si Rangat Aur Chandni Mein Nahaai Hai
Chehra Hai Bhola Aur Aankhon Mein Sachaai Hai.

Ajab Sehad Si Mitthas Aati Hai Uski Baaton Mein
Aur Hasi Jaise Koi Ras Ki Ghagar Chhalak Aayi Hai.

Hai Sharm..o..Hayya Ke Pardon Mein Lapate Hue
Sar Se Paanw Tak Bas Shaadgi Mein Samaayi Hai.

Us Jaisa Haseen Kon Hai  Bhala Is Duniya Mein !
Insaan Hokar Bhi Pariyon Si Khoobsurti Paayi Hai

Aisa Rang Chadha Hai Mujhpe Uske Pyar Ka Shihab
Ki Meri Rag Rag Main Bas Wahi Woh Samaayi Hai.


Majeed Yaar Tune To Dil Khus Kar Diya aaj Suba Suba..parhte hi

Lekin Qa'maa Haqq Hoo Is Yo. Pe Aisi Koi Ladki Hai Hi Nahi..Jisko Ye Taraana e Muhabbat Sunaya Jaaye....Haan Sirf Ik Hai " Kashish "...Is Ladki Mein Wo Sab Ne'amtein Rabb hai Khubiyaan Hai..Jo Har Lafz Mein jalwaagar Hai............

Aur Majid Meri Jaan...Zamaal e Yaar...Na "jhe""zoy"..Sirf "Jeem"
Yaani........."J"amaal e Yaar...Title Aur sehad..Nahi "Shahud"
aaeenda Dhyaan Rakhna Yaahaan " Bade Bade Rustam Ustaad Hai Urdu k "..Azeem Jaise

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 23, 2009, 12:01:40 PM »
Reply with quote
Majeed Yaar Tune To Dil Khus Kar Diya aaj Suba Suba..parhte hi

Lekin Qa'maa Haqq Hoo Is Yo. Pe Aisi Koi Ladki Hai Hi Nahi..Jisko Ye Taraana e Muhabbat Sunaya Jaaye....Haan Sirf Ik Hai " Kashish "...Is Ladki Mein Wo Sab Ne'amtein Rabb hai Khubiyaan Hai..Jo Har Lafz Mein jalwaagar Hai............

Aur Majid Meri Jaan...Zamaal e Yaar...Na "jhe""zoy"..Sirf "Jeem"
Yaani........."J"amaal e Yaar...Title Aur sehad..Nahi "Shahud"
aaeenda Dhyaan Rakhna Yaahaan " Bade Bade Rustam Ustaad Hai Urdu k "..Azeem Jaise


[b[Are Ye Kya Bhai,Hume Kahaan Urdu Aati Hai, Yun ZaleelNa Karein yaar,Hum Bhi Seekh Rahein Hain, Seekhne Ki Kohsihs KarRaha Hoon,Urdu Ko,.

Duaa Karein,.

AurWakhaai KamaalKa Lkha Hai MajidBhai ne,

May Allah Bless Him, With More Skills,.

Aamen,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #8 on: February 11, 2010, 11:31:52 AM »
Reply with quote
Wow... KYa baat hai Shihab.. Bahoot Bahoot Bahoot Khoob Likha hai.. Bahoot hi Umda !
Logged
shabbir143
Guest
«Reply #9 on: April 15, 2010, 12:31:09 PM »
Reply with quote
Dhudh Si Rangat Aur Chandni Mein Nahaai Hai
Chehra Hai Bhola Aur Aankhon Mein Sachaai Hai.

Ajab Shahud Si Mitthas Aati Hai Uski Baaton Mein
Aur Hasi Jaise Koi Ras Ki Ghagar Chhalak Aayi Hai.

Hai Sharm..o..Hayya Ke Pardon Mein Lapate Hue
Sar Se Paanw Tak Bas Saadgi Mein Samaayi Hai.

Us Jaisa Haseen Kon Hai  Bhala Is Duniya Mein !
Insaan Hokar Bhi Pariyon Si Khoobsurti Paayi Hai

Aisa Rang Chadha Hai Mujhpe Uske Pyar Ka Shihab
Ki Meri Rag Rag Main Bas Wahi Woh Samaayi Hai.

                  (Shihab)


Arey Wah Wah Su Vaat Chhe Maari Jaan..
Bahuj Saras Lakhyo Chhe Bhai Mara...

Pan Hi To Keh K Teni Kon Chhe...!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: April 15, 2010, 09:15:15 PM »
Reply with quote
Wah wah Shihab ji,bahut bahut khoob lajawab,mindblowing creation.keep up the good work. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
khujli
Guest
«Reply #11 on: January 31, 2015, 07:57:10 AM »
Reply with quote
                Dhudh  Si  Rangat , Aur Chandni  Mein  Nahaai Hai
               Chehra Hai Bhola , Aur  Aankhon Mein Sachaai Hai.

               Ajab Shahud Si  Mitthas  Aati Hai Uski Baaton Mein
               Aur Hasi Jaise ,Koi Ras Ki Ghagar Chhalak Aayi Hai.

               Hai Sharm-o-Hayya  Ke Pardon  Mein  Lapate  Hue
               Sar Se Paanw  Tak  Bas , Saadgi  Mein  Samaayi Hai.

               Us  Jaisa  Haseen  Kuon  Hai  Bhala Is Duniya  Mein
               Insaan Hokar  Bhi , Pariyon Si Khoobsurti Paayi Hai

               Aisa Rang Chadha Hai Mujhpe Uske Pyar Ka Shihab
               Ki Meri Rag Rag Main  Bas , Wahi  Woh Samaayi Hai.

               

                                  (Shihab)



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 31, 2015, 08:00:07 PM »
Reply with quote
Bahut Shukaria Qalb Sahab Itni Purani Post Ko
Logon Ke Bich Laane Ke Liye Aur Apna Qeemti Vaqt
Dene Ke Liye


Shad o Aabaad Rahiye



Shihab
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:32:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.336 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer