Tasveer mere yaar ki

by nishita on November 26, 2004, 02:39:00 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 11
ReplyPrint
Author  (Read 22143 times)
myheart_ursonly
Guest
«Reply #30 on: December 04, 2004, 07:00:04 PM »
Reply with quote
nice vvriten allzzz


musafir banke sath mang rahe ho
sath doge manzil tak iska kya bharosa

sath chalke dekho tou lo, azma tou lo
dil akhir dil hai,kal kya ho jaye iska kya bharosa

bhatak jaao raah pe kahi bas apna saath yaad rakhna
bani taqdeer savaar jayegi,par tere amaal ka kya bharosa

aaj jee bhar ke pila yaara, mausam hai bahar bhi hai
kal gar maikade mien hum jaye tou hamare wajood ka kya bharosa



 Puzzled !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Yaar Ki Ada by bobby.soni in Shairi - E - Zindagi
aye mere yaar mere pyar by saahill in Miscellaneous Shayri
Dil tasveer-e hai yaar ki by Sunil Malhotra in Share:Love Poetry
tasveer yaar ki by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
MERE YAAR KEE TASVEER..... MohanN" by surindarn in Miscellaneous Shayri
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #31 on: December 08, 2004, 09:11:29 PM »
Reply with quote
Very NIce Nishita ji!!! Usual Smile
Logged
nishita
Guest
«Reply #32 on: December 09, 2004, 10:49:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Very NIce Nishita ji!!! Usual Smile


thank u sharmaji Usual Smile and nice heart
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #33 on: December 11, 2004, 07:12:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "~Rohan~"
good work all..!

TU ishq hai khulaab ka
Main ashq hu shabab ka
Teri tasveer mere dil me hai
Kya faida is naqaab ka..! (NM)



main ishq hu khulaab ka
mera husn hai gulaab ka
tasveer ko meri dil me chupane wale
naqaab me hai raaz mere shabab ka

 Puzzled !


Wow Kya Baat hai!! Bahut Khoobsoorat!!!! Excellent Nishita ji N Rohan ji!!!

Mera zarf dekh kar, tum zara bijliyan giraana
Mujhe taab ho jahaan tak, wahin tak naqaab uthaana


(Iqbal)
Logged
nishita
Guest
«Reply #34 on: December 12, 2004, 08:29:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "nishita"
Quote from: "~Rohan~"
good work all..!

TU ishq hai khulaab ka
Main ashq hu shabab ka
Teri tasveer mere dil me hai
Kya faida is naqaab ka..! (NM)



main ishq hu khulaab ka
mera husn hai gulaab ka
tasveer ko meri dil me chupane wale
naqaab me hai raaz mere shabab ka

 Puzzled !


Wow Kya Baat hai!! Bahut Khoobsoorat!!!! Excellent Nishita ji N Rohan ji!!!

Mera zarf dekh kar, tum zara bijliyan giraana
Mujhe taab ho jahaan tak, wahin tak naqaab uthaana


(Iqbal)


hailaaa ekdum sahi ahi sharmaji.. kya baat hai..!! Usual Smile
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #35 on: December 12, 2004, 08:32:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Very NIce Nishita ji!!! Usual Smile


thank you sharmaji Usual Smile and nice heart



thnx nishita ji


 Puzzled !
Logged
Talat
Guest
«Reply #36 on: December 12, 2004, 09:55:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"

Mera zarf dekh kar, tum zara bijliyan giraana
Mujhe taab ho jahaan tak, wahin tak naqaab uthaana


(Iqbal)

Very nice Rohan..Nishi..My hearts..n Arunji!!!! Bohot khoob!!!!

Bijli ko kehte ho zara sambhal ke girna
Rosnhi ko kehte ho madhdham si jalna
Husn parasti ka  to daawa hai tumhara
Phir ye kya husn-e-deedar se darna!!!!!
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #37 on: December 12, 2004, 11:16:42 AM »
Reply with quote
thnx galat!!!


very nice
Logged
Talat
Guest
«Reply #38 on: December 12, 2004, 12:35:56 PM »
Reply with quote
Thanks  :evil:
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #39 on: December 12, 2004, 06:37:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "nishita"
Quote from: "~Rohan~"
good work all..!

TU ishq hai khulaab ka
Main ashq hu shabab ka
Teri tasveer mere dil me hai
Kya faida is naqaab ka..! (NM)



main ishq hu khulaab ka
mera husn hai gulaab ka
tasveer ko meri dil me chupane wale
naqaab me hai raaz mere shabab ka

 Puzzled !


Wow Kya Baat hai!! Bahut Khoobsoorat!!!! Excellent Nishita ji N Rohan ji!!!

Mera zarf dekh kar, tum zara bijliyan giraana
Mujhe taab ho jahaan tak, wahin tak naqaab uthaana


(Iqbal)


hailaaa ekdum sahi ahi sharmaji.. kya baat hai..!! Usual Smile



 tongue3  :lol: Thanx!!! Nishita ji!!! Usual Smile
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #40 on: December 12, 2004, 06:50:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "sharmaarunkumar"

Mera zarf dekh kar, tum zara bijliyan giraana
Mujhe taab ho jahaan tak, wahin tak naqaab uthaana


(Iqbal)

Very nice Rohan..Nishi..My hearts..n Arunji!!!! Bohot khoob!!!!

Bijli ko kehte ho zara sambhal ke girna
Rosnhi ko kehte ho madhdham si jalna
Husn parasti ka  to daawa hai tumhara
Phir ye kya husn-e-deedar se darna!!!!!


Waah! Bahut Khoob!! Very Nice words!!! Talat ji!!!Gazab!!!!

Wada-e-shaam-e-fardaan pe tere mujhe,
aitbaar na aaye to main kya karoon!

Shaam-e-gham, Shiddat-e-gham ke ahsaas se,
Nabz-e-dil doob jaaye to main kya karoon!

Maut bhi abhi tak to daman bachati rahi,
Tu bhi Daman bachaye to main kya karoon!

Maine maangi thi masjidon mein Dua,
Main jise chahta hoon woh mujhko mile,

Mera farz tha maine poora kiya,
Ab Khuda bhool jaaye to main kya karoon!

(NM)
Logged
nishita
Guest
«Reply #41 on: December 13, 2004, 10:00:23 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
Talat
Guest
«Reply #42 on: December 13, 2004, 01:50:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"

Waah! Bahut Khoob!! Very Nice words!!! Talat ji!!!Gazab!!!!


Wada-e-shaam-e-fardaan pe tere mujhe,
aitbaar na aaye to main kya karoon!

Shaam-e-gham, Shiddat-e-gham ke ahsaas se,
Nabz-e-dil doob jaaye to main kya karoon!

Maut bhi abhi tak to daman bachati rahi,
Tu bhi Daman bachaye to main kya karoon!

Maine maangi thi masjidon mein Dua,
Main jise chahta hoon woh mujhko mile,

Mera farz tha maine poora kiya,
Ab Khuda bhool jaaye to main kya karoon!

(NM)


Thanks!!!!! Arunji n Nishi... n Very nice Arunji!!!!!


Dunya ne to thukraya hai mujhe
Tu bhi thukraye to main kya karoon
Maine to tere naam zindagani likhi
Jo aitebar na aaye to main kya karoon
Maine bhi daaman phailaya tha apna
Wo nazar jo na aaye to main kya karoon!!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #43 on: December 13, 2004, 05:38:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
wah wah


Shukriya Ji Nishita ji!!! Usual Smile
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #44 on: December 13, 2004, 05:47:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Quote from: "sharmaarunkumar"

Waah! Bahut Khoob!! Very Nice words!!! Talat ji!!!Gazab!!!!


Wada-e-shaam-e-fardaan pe tere mujhe,
aitbaar na aaye to main kya karoon!

Shaam-e-gham, Shiddat-e-gham ke ahsaas se,
Nabz-e-dil doob jaaye to main kya karoon!

Maut bhi abhi tak to daman bachati rahi,
Tu bhi Daman bachaye to main kya karoon!

Maine maangi thi masjidon mein Dua,
Main jise chahta hoon woh mujhko mile,

Mera farz tha maine poora kiya,
Ab Khuda bhool jaaye to main kya karoon!

(NM)


Thanks!!!!! Arunji n Nishi... n Very nice Arunji!!!!!


Dunya ne to thukraya hai mujhe
Tu bhi thukraye to main kya karoon
Maine to tere naam zindagani likhi
Jo aitebar na aaye to main kya karoon
Maine bhi daaman phailaya tha apna
Wo nazar jo na aaye to main kya karoon!!!


Shukriya Talat ji!! Bahut Shaandaar likha hai aapne!! Superb!!!!Waaaah!!!


Dil ke Mausam ki Baat Maane bhi!
Aao Bhar lein Zara Udaanein Bhi!

Barf Pighli to Hans pade Khul kar,
Neeli Jheelein Hari Chattanein bhi!

Rang-e-dariya hai aaine jaisa,
Tah mein Kya hai yeh Raaz Jaanein bhi!

Lay to Khushiyon ki tez hai lekin,
Saath Udti Hain Gham ki Taanein bhi!

Teer-o-nashtar bhi Be-asar se hain,
Be namak Tokti Zubaanein bhi!

Kin Ummeedon pe yeh Samjhaate ho,
Khaaq Raaton ki Mil ke Chhaanein bhi!


(NM)
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 04:30:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.202 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer